Sarkari Yojna

Aatmnirbhar Bharat Abhiyan Yojana 2020 | 20 Lakh Crore Package by PM Modi

Aatmnirbhar Bharat Abhiyan
Written by A to Z Classes

आत्मनिर्भर भारत अभियान 2020 | PM मोदी की घोषणा 20 लाख करोड़ Package: Hello Friends, Aaj 12 May ko PM Modi ne Speech diya sham 8 baje aur isme bahut saare ghoshna ki gayi hai lekin jo isme sabse badi ghosha hai wo hai Aatmnirbhar Bharat Abhiyan aur sabhi log iske bare me janna chahte hain. To yadi karan hai ki aaj ka ye post PM Modi ke speech ke anusar Aatmnirbhar Bharat Abhiyan 2020 ki puri jankari di gyi hai. Pure desh ko sambodhit karne ke liye aaj PM modi ne 8 PM ka samay chuna tha aur isme 20 Lakh Crore package ka elan kiya hai.

PM Modi ne ye bataya hai ki Aatmnirbhar Bharat Abhiyan ke bare me puri jankari kal Finance Minister ke dwara share ki jayegi. To jayda jankari ke liye hame 13 May tak intjaar karna hoga. Abhi unhone ye bataya ki is abhiyan se bharat ke sabhi janta ko fayda hone bala hai chahe wo majdur, kisan, vyapari ya koi anya ho.

लॉकडाउन 4 की गाइडलाइंस के बारे में 18 मई से पहले बता दिया जाएगा. अभी सिर्फ आत्मनिर्भर भारत अभियान की जानकारी शेयर की गयी है.

Aatm Nirbhar Bharat Abhiyan Yojana 2020

India ke sabhi citizen ko aatm nirbhar banane ke liye ye kadam uthaya gya hai aur sabhi logon ko iska laabh mil saka bhi dhyan rakha gya hai. Abhi tak ka ye sabse bada package aur iske dwara sabhi logon ko aarthik madad mil sakegi. To yadi aap bhi Aatmnirbhar Bharat Abhiyan ki puri jankari chahte hain to jald hi yahan par update ki ja rahi hai. Philhaal aap PM Modi ke is speech ko sun sakte hain jise niche diya gya hai.

To jaisa ki aapne suna ke ve Aatm nirbhar hone par baat kar rahe hain aur yahi karan hai ki Aatmnirbhar Bharat Abhiyan ko launch kiya gya hai. Saath hi unhone lockdown 4 ki bhi thodi si charcha ki hai lekin unhone bataya ki iske bare me jankari aap sabhi ko 18 May se pahle diya jayega. To abhi tak ye pura clear nahi ki lockdown 4 hoga ya nahi aur yadi hoga to naye niyam kya honge.

Aaj ham is article me mukhy rup se Aatmnirbhar Bharat Abhiyan ki hi charcha karenge kyonki Modi ji ke speech ka yahi main mudda tha. To yd abhiyan kya hai aur is se kin logon ko fayda hone bala hai sabhi jankari yaha par share ki gyi hai. Kal jab iska guidelines aur notice jaari kiya jayega to ye clear ho jayega ki kinhe kya fayda hone bala hai.

PM मोदी आत्मनिर्भर भारत अभियान 2020

To is post ko 13 May ko phir se update kiya jayega jab Finance Minister iske bare me adhik jankari share karte hain. To is post par aap dubara visit kar sakte hain aur jaan sakte hain ki Aatmnirbhar Abhiyan kya hai aur iska fayda kya ho sakta hai. Jude rahiye hamare saath.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment