Contents
Hello Friends, Bihar B.Ed 4 Year Course karne ke liye online form 26 August se bhara jana hai aur iske bare me puri jankari aap sabhi ko is article me di jaa rahi hai.
To yadi aap bhi Bihar B.Ed 4 Year Course karna chahte hain to aap pahle iske liye online form bharenge, iske baad iske liye exam denge aur yadi aap ise crack kar lete hain to Bihar B.Ed 4 Year Course me admission le sakte hain kisi bhi college me aapke merit ke anusar.
Bihar B.Ed 4 Year Course ke liye iska official notification aa chuka hai. Nalanda Open University (NOU) ke dwara iske liye Common Entrance Exam (CET) liya jayega.
Aap bhi NOU ke official site par jakar Bihar B.Ed ke liye official notification ko download kar sakte hain aur iska direct link niche diya gya hai.
To yadi aapne 12th pass kar rakha hai aur B.Ed ka course karna chahte hain teacher ban ne ke liye to aap iske liye online apply kar sakte hain.

NOU ke official site ka direct link aap sabhi ke liye just niche diya gya hai…
http://www.nalandaopenuniversity.com/
Bihar B.Ed 4 Year Course CET 2019
Exam Name | Bihar Int B.Ed CET |
Conducting Body | Nalanda Open University, Bihar |
Official Website | http://www.nalandaopenuniversity.com |
Total Questions | 120 questions |
Total Marks | 120 marks |
Marking Scheme | 0.25 negative |
एनओयू ने आवेदन पत्र और परीक्षा की तारीखों की घोषणा 4 साल की बीए बीएससी बीएड सीईटी 2019 के लिए की है। एनओयू द्वारा जारी अधिसूचना के अनुसार, आवेदन फॉर्म भरने की प्रक्रिया एनओयू की आधिकारिक वेबसाइट पर ऑनलाइन मोड में 26 अगस्त 2019 से शुरू होगी।
आवेदन पत्र भरने की अंतिम तिथि 01 सितंबर 2019 है। कॉमन एंट्रेंस एग्जाम CET 15 सितंबर 2019 को आयोजित किया जाना है।
Niche kuchh mahatpurn jankari aap sabhi ko is news cut me mil jayegi.

START DATE | 26 August 2019 |
LAST DATE | 01 September 2019 |
ADMIT CARD KAB AAYEGA | 07 September 2019 |
EXAM KAB HOGA | 15 September 2019 |
RESULT KAB AAYEAG | 20 September 2019 |

How to Apply For Bihar B.Ed 4 Year Course CET 2019
- SABSE PAHLE NOU KE OFFICIAL SITE PAR VISIT KAREN AUR USKE BAAD IS REGISTRATION LINK KI KHOJ KAREN.
- http://www.biharcetbed.com/
- YAHA PAR NEW USER PAR CLICK KAREN AUR PUCHHI GYI DETAILS KO BHAREN.
- AB AAPKO AAPKE EMAIL PAR USER ID AUR PASSWORD BHEJ DIYA JAYEGA.
- ISKE SAATH AB LOGIN KAREN ISKE LOGIN PAGE PAR JAKAR.
- AB APNE FORM KO PURA KAREN.
- AUR PAYMENT KARNE KE BAAD SUBMIT KAR DEN.
Application Fee For Bihar B.Ed
- General– Rs.1000/-
- BC/EBC/WBC/PH– Rs.700/-
- SC/ST– Rs.500/-
Documents for Bihar B.Ed
- डिप्लोमा प्रमाणपत्र
- बैचलर डिग्री प्रमाण पत्र
- 10 वीं मार्क शीट
- 12 वीं मार्क शीट
- बिहार बी.एड. प्रवेश परीक्षा परिणाम कार्ड
- अधिवास प्रमाणपत्र
- जाति प्रमाण पत्र
Educational Qualification :
जिन उम्मीदवारों के पास स्नातक डिग्री / मास्टर न्यूनतम 50% अंक के साथ और इंजीनियरिंग विशेषज्ञता के लिए उन्होंने मान्यता प्राप्त विश्वविद्यालय से विज्ञान और गणित में न्यूनतम 55% अंक प्राप्त किए होंगे, वे इस पाठ्यक्रम के लिए पात्र होंगे।
Important Links for Bihar B.ed NOU 2019
On this pages you will get the latest announcement regarding B.Ed. Integrated Combined Entrance Test-2019. Keep watching regularly for updated content.
Apply Online | Registration Login |

Official website | Click Here |
ABOUT NOU
The Nalanda Open University is the only University in the State of Bihar meant for imparting learning exclusively through the system of distance education. The University was established in March, 1987 by an ordinance, promulgated by the Government of Bihar. Later, Nalanda Open University Act, 1995 was passed by the Bihar Legislature, replacing the Ordinance, and the University came under the authority and jurisdiction of the new Act automatically. The University is named after the famous Nalanda University of Ancient India.

List of Univerity under Bihar Integrated B.Ed CET 2019

Ppst
Graduation walo K liye v 4 years hi lgega b. Ed krne me??
yes
Iska fee Kitna lagega 4 years Ka
Bihar bed 4year c e t kai se pass Kare Kaya pu ghe ga
Iska course fees kitna lagega
4years BIHAR b.ed ka CET syllabus Kya h
B.ed 4 year प्रवेश एग्जाम का सिलेबस क्या होगा sir pix tall me
Sir Esme kon sab subject kitna number ka puche ga
Sample paper kaise milega sir…
4 years Pura b.ed course Karne me Kitna fee lagega.
Kindly iska fee bataya jaye
Ab fir kb niklega 4 year integration ka date.. Reply fast please
Sir 2020 me kb se apply hoga sir….mujhe 4 years integrated BSC/B-ed ka course krna hai sir…..maine iske liye apna 1 year West v kr liya…
Mujhe bhi yahi question krna tha