Sarkari Yojna

Bihar Beej Anudan Online Form 2023: आवेदन करें यहाँ, बिहार बीज अनुदान योजना

Bihar Beej Anudan Avedan
Written by A to Z Classes

Bihar Beej Anudan Online Form 2023 :- Bihar Sarkar ne Beej Anudan avedan kharif fasal ke liye jari kar diya hai. Yah anudan Department of Agriculture ke dwara shuru ki gayi hai. Jo bhi Bihar ke kisan hai, Ve apne Kisan Registration Number ka upyog karke Beej anudan ke liye online aavedan kar sakte hai. Jisse kisan bhaiyao aur bahano ko Beej ke kharid mulya me Sarkar dwara chhut di jayegi.

Bihar Beej Anudan Online Form ke bare me puri jankari is post me di gayi hai. Aur Bihar Beej Anudan form kaise bhare uski bhi jankari di gayi hai. Bihar Beej Anudan Avedan Onilne Form

Beej Anudan Avedan Kharif Fasal ke liye online form aarambh ho chuka hai. Kisan iske liye online hi apply kar sakte hai. Online avedan karn ke liye direct link bhi provide ki gayi hai, Aur avedan karne ke liye step by step method bhi share kiya gaya hai, Isliye Beej Anudan Avedan karne ke liye is post ko ant tak jarur padhe.

Bihar Beej Anudan Onilne Form 2023

Bihar Government ke Department of Agriculture ne Kisano ke liye Direct benefit transfer ka labh uthane ke liye Beej Anudan Avedan jari kiya jata hai. Jise kisan bharkar saste dam par Beej kharid sakte hai. Bihar Beej Anudan ke liye avedan Kharif Fasal ke samay Kharif beejo ke liye aavedan kar sakte hai aur Rabi Fasal ke samay Rabi beejo ke liye aavedan kar sakte hai. Bihar Beej Anudan Avedan Onilne Form 2023

Kisan bhaiyo bahano ko jo pahle se Kisan Registration karba rakhe hai, Unhe online avedan karne ke bad Beej ke kharid mulya me chhut di jati hai. Lekin isse pahle aapko iske liye online registration karna hoga, jiski puri jankari niche di gayi hai.

Bihar Beej Anudan Yojana – Highlights

Name of The SchemeBihar Beej Anudan Online Form 2023
DepartmentDirect benefit transfer, Department of Agriculture
State GovernmentBihar Gov.
Crop Kharif
Year 2023
Apply ModeOnline
Official Websitehttps://dbtagriculture.bihar.gov.in/

Condition For Beej Anudan Avedan

  • Anudan par liye gaye Beej ka prayog kheti ke alava kisi kharid vikri ke prayojan me istemal nahi kiya ja sakta hai.
  • Fasal avsesh ko jalaya nahi jayega.
  • Mang ki gayi Beej ka uthav nahi karne par Department of Agriculture ki yojanao me labh lene hetu agale tin varsho ke liye vanchit kar diya jayega.
  • 1 Kisan ko adhiktam 5 Acres ke liye Beej diya jayega.

How to Apply Form Bihar Beej Anudan 2023 ?

Bihar Beej Anudan Avedan ke liye online form official website ke dwara bhara jayega. Avedan bharne ke liye niche diye gaye Steps ko follow kare. Bihar Beej Anudan Avedan Onilne Form

  • Sabse pahle aap DBT Agriculture ke official website par visit kare.
  • Iske homepage par Online Avedan kare ke tab par Beej Anudan Avedan ke link par click kare.
  • Ab aapke samne Bihar Rajya Beej Nigam Limited ka website khul jayega.
  • Vaha se Online Apply ke link par click kare.
  • Fir aap iska Application form bhar sakte hai.
  • Apna Kisan Registration No. dale aur Search kare.
  • Aur fir aapko Beej kitna chahiye use bhare.
  • Aur last me iska payment kar den.

Important Link

Beej Anudan Avedan LinkClick Here
Official WebsiteWebsite

Is Prakar aap Bihar Kharif Beej Anudan ke liye application form bhar sakte hai, Aap bataye gaye method ki madad se aasani se form bhar sakte hai. Yadi aapko form bharne me koi problem aa rahi ho, To use comment me jarur puchhe.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment