Admission

BRABU Part 3 Admission 2021: Bihar University Graduation BA B.Sc B.Com Part 3rd Admission Application Form

Hello Guys, Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University (BRABU) Graduation Part 3 Admission 2021 se related hal hi me ek official notification jaari kiya hai, Notice ke anusar B.R.A Bihar University ke affiliated colleges me Graduation BA/ B.Sc/ B.Com Course academic session (2018-21) me study kar rahe students jo 2nd Year Exams 2020 clear kiya hai ve Part 3rd Year me namankan ke liye aavedan kar sakte hain. BRABU Graduation Part 3 Exam 2021 ka Admission April 2021 se shuru ho chuka hai, Students ko last date se pahle BRABU Part 3 Admission 2021 ke liye aavedan karne hoga jinhone 2nd Year Exam 2021 pass kiya hai.

Session 2018-21 ke liye BRABU Graduation Part 3 BA/ B.Sc/ B.Com Course me Admission April 2021 se shuru kar diya gya hai, Part 2 ke sabhi students ko 3rd Year me jane ke liye B.R.A Bihar University Admission form 2021 bharne ki aavashyakta hai. Kyunki Part 3rd Final Year Exam Form fill karne ki permission sirf usi ko hogi jo BRABU Part 3 2018-21 me namankit honge. Jiske bare me sabhi jankari is post me diya ja raha hai.

BRABU Graduation Part 3 Admission 2021

Aap sabhi ki jankari ke liye bata den ki BRABU Graduation Part 3 Admission 2021 ke liye aavedan form BRABU ke official website par online bhara jayega. BRABU Part 3 Session 2018-21 me Admission ke liye students apne respective Colleges se sampark kar sakte hain.

IMPORTANT INSTRUCTIONS:- बाबासाहेब भीमराव अंबेडकर बिहार विश्वविद्यालय में सत्र 2018-21 के BA/ B.SC/ B.COM पार्ट 2 परीक्षा उत्तीर्ण करने बाले छात्र भाग 3 प्रबेश प्रक्रिया को पूरा कर सकते हैं. केवल वे छात्र जो BRABU भाग 3 2018-21 में प्रवेश लेंगे, उन्हें केवल भाग 3 परीक्षा फॉर्म 2021 भरने की अनुमति होगी|

BRAB Bihar University Part 3 Admission 2021 Overview

Name of the UniversityBabasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University  (BRABU)
Article BRABU Part 3 Admission 2021
Session2018-21
Course BA/ B.Sc/ B.Com
Admission Start DateApril 2021
Official Websitehttps://www.brabu.net/

Doston, B.R.A Bihar University Graduation BA/ B.Sc/ B.Com Part 3rd Final Year Exam Form Fill Up Date bhi bahut jald announce kiya jayega. Isliye sabhi students ko Part 3 me Admission lene ki aavashyakta hai. Graduation Part 3 Admission 2018-21 ke liye apne college me visit kar sakte hain.

Important Dates for BRABU BA/ B.Sc/ B.Com Part 3 Admission 2021 (2018-21)

EventsDate
Start of BRABU Part 3 Admission 2021 (2018-21)April 2021
End of BRABU Part 3 Admission 2021 (2018-21)April 2021

How to Apply for BRABU Graduation Part 3 Admission 2021?

To BRABU Graduation Part 3 Session 2018-21 ki Admission Process ko pura karne ke liye candidates niche diye gye steps ko follow kar sakte hain.

  • Sabse pahle aapko apne respective College me jana hai.
  • College ke Admission Department counter par jana hai.
  • Waha se aapko Graduation Part 3 Admission 2018-21 ke liye ek application form lena hoga.
  • Application form fill karke sabhi important document ko attach karen.
  • Aur last me required fee ke sath counter par Application Form jama kar den.

BRABU Official Site – https://www.brabu.net/

Aap sabhi is tarah se apne respective College me jakar Graduation Part 3 Session 2018-21 Admission Application Form bhar sakte hain. But agar aapke paas is se related abhi bhi koi saval hai to comment ke through jarur puchhen.

About Bihar University:-

The Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University popularly known as B. R. Ambedkar Bihar University was separated from Patna University on 2nd January 1952. The Bihar University Act 1960 bifurcated University of Bihar into three separate entities, i.e. (1) Bihar University, Muzaffarpur (2) Ranchi University, Ranchi (3)Bhagalpur University, Bhagalpur.

Later The Bihar University Act 1961 paved the way for Bihar University and Magadh University. Again in 1973 the Bihar University separated into Bihar University in Muzaffarpur and Mithila University in Darbhanga.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

3 Comments

Leave a Reply to Vandana Kumari X