BRABU Form Fill Up

BRABU TDC Part 1 2 3 Exam Form 2023 Online for BA BSc BCom

BRABU
Written by A to Z Classes

BRABU Exam Form 2023 Part 1 2 3: Hello Friends, Yadi aap Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University, Muzaffarpur ke part 1 2 3 ke student hain to aapko bata den ki iske liye exam form is baar online bhara jayega. To BRABU part 1 ka exam form online kaise bharna hai uski jankari aap sabhi ke saath niche share ki gyi hai. Aapko pata hoga ki Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University, Muzaffarpur ke part 1 ka exam March 2023 me liya jayega jiske liye online exam form February Me bhara jayega. To kab se kab tak aap iske liye online form bhar sakte hain aur kaise bhar satke hain wo sabhi jankari niche share ki ja rahi hai. Aapko bata den ki BRABU ke sabhi prakriya iske official site brabu.edu.in and www.brabu.net par puri hogi.

BRABU Part 1,2,3 Exam Form 2023

To sidhe taur par ye kahen ki yadi aap bhi BRABU TDC Part 1 ke student hain aur 2023 me iska exam dene bale hain to registration prakriya ke baad aapko iska form online bharna hoga jise aap apne laptop ya mobile se bhar sakte hain. Iska form aapko last date se pahle BRABU ke official site par jakar bharna hoga. Aisa mana ja raha hai ki iska form January-February 2023 me bhara jayega jiske liye exam March 2023 me liya jayega jaisa ki niche ke news cut me aap dekh sakte hain.

Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University ka naya session shuru ho chuka hai aur ap iske registration prarkiya puri ho jane ke baad form online bhara jana hai BRABU ke official site se. Niche se aap iske official notification ko download kar sakte hain aur uske baad aap iski aur detail jankari le sakte hain.

विश्वविद्यालय का नामबाबासाहेब भीमराव अंबेडकर बिहार विश्वविद्यालय
Courseबीए, बीएससी, BCom
परीक्षा का नामबीआरएबीयू यूजी परीक्षा 2023
शैक्षणिक सत्र वर्ष2023
ऑनलाइन आवेदन की तारीख July 2023
टाइम टेबल रिलीज की तारीखAugust 2023
सरकारी वेबसाइटwww.brabu.net

BRABU TDC Part 1 Exam From 2023 Last Date

आवेदन पत्र की सफल पूर्ति के बाद प्रत्येक उम्मीदवार को विश्वविद्यालय या संबद्ध कॉलेज में आवेदन फॉर्म जमा करना होगा, जहाँ से आप परीक्षा में बैठने वाले हैं। बाबासाहेब भीमराव अंबेडकर बिहार विश्वविद्यालय का फॉर्म भरने के लिए ऑफिसियल साईट का उपयोग किया जा सकता है जिसका लिंक निचे अपडेट किया जायेगा. परीक्षा फॉर्म 2023 के लिए आधिकारिक घोषणा के बाद निचे डायरेक्ट लिंक अपडेट करेंगे जहाँ से आप फॉर्म भर सकते हैं.

Notification Aayega?September 2023
Form Bharna Start Hoga?September 2023
Last Date for Part 1 FormSeptember 2023
Admit Card aayega?Oct-Nov 2023
Exam Kab Hoga?Oct-Nov 2023

How to fill BRABU Exam Form Online?

  • sabse pahle aap BRABU ke official site http://www.brabu.edu.in/login par visit karen.
  • uske baad yaha par EXAMINATION FORMS PORTAL par click karen.
  • Iske baad upar ke menu se FILL NEW FORM par click karen.
  • ab iske baad registration ki prakriya puri karen aur saari details yaha par bharen.
  • Iske baad submit par click kar den aur apne application form ko print kar len.
  • Is application form ko lekar aapko college jana hai aur waha par fees jama karna hai.
FILL FORM ONLINECLICK HERE
OFFICIAL SITEGO HERE

Documents Needed For BRABU Exam Form 2023

  • Registration Number
  • Class 10th Marksheet
  • Class 12th Marksheet
  • Migration Certification
  • Character Certificate
  • School Leaving Certificate
  • Caste certificate
  • Etc

BRABU Admit Card 2023

yadi aap BRABU Graduation Admit Card 2023 download karna chahte hain to aap bilkul aisa kar sakte hain graduation ke sabhi part aur sabhi course jaise BA, BSC, BCOM ke part 1, part 2 aur part 3 ke liye.

Aaj ke is post me BRABU Graduation Admit Card 2023 download karne ki puri jankari aap sabhi ko di jayegi iske official site se.

BRABU B.Sc Part 1 Admit Card CLICK HERE
BRABU B.Com Part 1 Admit Card CLICK HERE
BRABU B.A Part 1 Admit Card CLICK HERE

About BRABU

Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University popularly also known as B. R. Ambedkar Bihar University is a state university located in the north prime of Bihar state in the city of Muzaffarpur in India. Established in 1960, this university has 37 constituent colleges. Distance education courses are also offered. Besides, the university organizes symposiums, seminars, and workshops. It is a premier institution of teaching and learning in the city and offers full-time and part-time courses ranging from undergraduate to postgraduate and research level.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

1 Comment

Leave a Reply to Rupak kumarjha X