Full Form

CAA का फुल फॉर्म क्या है | CAA Full Form Hindi Me

CAA, CAB & NRC Kya Hai - Full Form
Written by A to Z Classes

CAA Full Form, CAB Full Form & NRC Full Form in Hindi: Kya aap janana chahte hain ki CAB ab CAA ban chuka hai wo kya hai aur in dono ka full form kya hai to is article me aap sabhi ko CAB, CAA ki puri jankari hindi me di jaa rahi hai. Saath hi aap sabhi ko CAA, CAB aur NRC ka full form bhi bataya jayega. CAA का फुल फॉर्म जानिये इस आर्टिकल में हिंदी में.

CCA aaj kal kafi charcha me hain kyonki iske karan India me aajkal kafi dange ho rahe hain. Log ab iske bare me janne ko utsuk hain ki CAA kya hai aur iska full form kya hai. CAA ke bare me puri jankari is article me share ki ja rahi hai. Saath hi CAA ka full form, full form of caa bhi bataya ja raha hai.

लोग CAA के बारे में और भी अधिक जानकारी चाहते है. वे जानना चाहते हैं की CAA का फुल फॉर्म क्या होता है और CAA क्या है और इसकी इतनी चर्चा क्यों हो रही है. इसी कारण आज के इस आर्टिकल में आप सभी को CAA की पूरी जानकारी दी जा रही है. CAA अब एक कानून बन चूका है और यही कारन है की कुछ लोग इसका विरोध कर रहे हैं.

CAB Kya Hai – Full form of CAB

CAB ka full form Citizen Amendment Bill hota hai aur ise lok sabha aur rajya sabha se pass kar diya gya hai aur saath hi president ki anumati bhi mil gayi aur ab ye CAA (Citizen Amendment Act) ban chuka hai.

CAA Kya Hai – Full form of CAA

CAB (Citizen Amendment Bill) jab Bill se Act ban gaya to ise CAA ke naam se jana gya jiska full form Citizen Amendment Act hota Hai. Ab ye ek Kanun ban chuka hai jiske karan ise Bill se Act ka naam diya gya hai.

  • CAB YA CAA (Citizen Amendment Act) KE TAHAT PAKISTAN, BANGLADESH AUR AFGANISTAN KE अल्पसंख्यकों  KO BHARAT KI NAGRIKTA DI JAYEGI.
  • IS BILL ME SIRF हिंदू, जैन, बौद्ध, सिख, पारसी और ईसाई DHARM KE LOGO KO SAAMIL KIYA GYA HAI AUR INHE BHARAT KE NAGRIKTA PRAPT KARNE KE NIYAMO ME CHHUT DI JAYEGI.
  • YADI IN DHARM KO LOGO KO IN TEENO DESHO ME DHARM KE NAAM PART UTPIDAN KA SAMNA KAR PAD RAHA HO TO IS CAA KE TAHAT UNHE INDIA KA NAGRIKTA DIYA JAYEGA.
  • MUSLIM DHARM KO ISME SHAMIL NAHI KIYA GYA HAI KYONKI IN TEENO DESHON ME MUSLIM अल्पसंख्यक  NAHI HAIN. BALKI YE DESH MUSLIM BAHULYA DESH HAIN.
  • CAB YA CAA KE TAHAT PAKISTAN, BANGLADESH, AFGANISTAN KE हिंदू, सिख, बौद्ध, जैन, पारसी और ईसाइयों KO JO 31 DECEMBER 2014 SE PAHLE BHARAT ME AAYE HAIN UNHE BHARAT KI NAGRIKTA DE JAYEGI.

तो जैसा की आपने जाना कि का फुल फॉर्म Citizen Amendment Act होता है और ये इंडिया का अब एक कानून बन चूका है.

To is tarah se aap jaan gye ki CAA, CAB kya hai aur in dono ka full form kya hai.

NRC Kya Hai – Full form of NRC

NRC ka full form National Register of Citizens hota hai jise National Register of Citizens of India ke naam se bhi jana jata hai. Iska uddeshya India me Jo bahar ke log hain unki pahchan kar bahar karna hai. Philhaal ise India ke Assam State me lagu kiya gya hai jisme bahut se log NRC se bahar ho gye hain.

To aaiye ab short me jaan lete hain teeno ke bare me…

  • CAB FULL FORM = Citizen Amendment Bill 
  • CAA FULL FORM = Citizen Amendment ACT
  • NRC FULL FORM = National Register of Citizens of India

तो आशा है आप सभी को CAA का फुल फॉर्म की पूरी जानकारी इस आर्टिकल में दे दी गयी है. इस से जुडी किसी अन्य सवाल के लिए आप निचे कमेंट कर सकते हैं. जल्द ही उत्तर देने की कोशिश की जाएगी.

इसके अलावे आप सभी को बताना चाहेंगे की यदि आप “सरकारी नौकरी” “एडमिट कार्ड” “रिजल्ट” “करंट अफेयर्स” “जीके क्विज” इत्यादि की ताजा अपडेट सबसे पहले पाना चाहते हैं तो आप atozclasses.com को अपने मोबाइल या कंप्यूटर में बुकमार्क कर लें तथा निचे के दायें साइड में स्थित ‘घंटी’ पर क्लिक करके इसका नोटिफिकेशन पर क्लिक करके Allow कर दें. आगे से सिर्फ गूगल पर सर्च करें ATOZCLASSES.COM

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

52 Comments

Leave a Reply to A to Z Classes X