CGBSE Time Table

CGBSE 10th 12th Date Sheet 2021 – Chhattisgarh Board

Chhattisgarh Board
Written by A to Z Classes

CGBSE 10th 12th Time Table 2021: Chhattisgarh board ka date sheet Jari kar diya Gaya Hai Jiske anusar class 12th ka exam 2 March se shuru ho raha hai aur class 10th ka exam 3 March se shuru ho raha hai.  aapko Bata De ki iska exam 9:00 baje se shuru Hoga aur 12:30 baje tak chalega. Iske pure date sheet ka pdf aap niche ke link se download kar sakte hain aur yahi se aap Chhattisgarh Board ka time table bhi dekh sakte hain. Aapko bata den ki Chhattisgarh Board har saal class 10th aur 12th ka exam leta hai aur iske liye pahle date sheet online jaari karta hai aur uske baad admit card. Aap Iske exam date aur date sheet ko niche ke link se download kar sakte hain.

Chhattisgarh Board 10th 12th Date Sheet 2021

Iske date sheet ko download karne ka direct link niche diya gya hai aur uske baad aap yahi se ise dekh bhi sakte hain ki iska exam kab se kab tak hoga. Us se pahle aap sabhi ko Chhattisgarh Board ke time table ka overview niche diya ja raha hai.

Date SheetClass 12th and 10th
Date For ExamMARCH 2021
Date SheetDeclared
Organization NameChhattisgarh Board, India
Official Website https://cgbse.nic.in/

How to Download the CGBSE 10th 12th Time Table?

  • sabse pahle CGBSE ke official site par visit karen.
  • Ab iske homepage par SUCHNA PATAL section par click karen.
  • Iske baad yaha par Time Table ka section Mil Jayega.
  • Ab yaha par CGBSE 10th 12th Board Date Sheet 2021 ke link ki khoj karen.
  • Ise download kar len aur ek print bhi nikal len.
DOWNLOAD DATE SHEETCLICK HERE
OFFICIAL SITE GO HERE

CGBSE 12th Date Sheet 2021

Niche aap sabhi ko CGBSE 12th Date Sheet 2021 ka screen shot diya ja raha hai. Jyada jankari ke liye aap upar ke link se iske pdf ko download kar sakte hain.

CGBSE 10th 12th Date Sheet 2020

CGBSE 10th Date Sheet 2021

Aap sabhi ke saath niche CGBSE 12th Date Sheet 2021 ka screenshot share kiya gya hai jo ki official CGBSE 12th Time table pdf se liya gya hai. Aap iske pdf ko upar ke link se download kar sakte hain. ya official site bhi download kar sakte hain.

CGBSE 10th 12th Date Sheet 2020

About Chhattisgarh Board

छत्तीसगढ़ राज्य के गठन के बाद छत्तीसगढ़ शासन विद्यालय शिक्षा विभाग की अधिसूचना क्रमांक एफ 10-5-/13/2001 रायपुर 20-7-2001के द्वारा छत्तीसगढ़ माध्यमिक शिक्षा मण्डल का गठन किया गया ।

मण्डल का मुख्यालय प्रदेश की राजधानी रायपुर में है चार संभागीय कार्यालय बिलासपुर, सरगुजा, जगदलपुर, राजनांदगॉव में स्थापित है, संभागीय कार्यालय सरगुजा का कार्यक्षेत्र सरगुजा, कोरिया, बलरामपुर, सूरजपूर एवं जशपुर, बिलासपुर संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र बिलासपुर, जांजगीर, कोरबा, रायगढ़ एवं मुंगेली, जगदलपुर संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र जगदलपुर, दंतेवाडा, बीजापुर, नारायणपुर, सुकमा, कोण्डांगॉव एवं कांकेर तथा राजनांदगॉव संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र बालोद, बेमेतरा, दुर्ग, कवर्धा एवं राजनांदगॉव जिले में निर्धारित किये गये हैं। मण्डल ने वर्ष 2002 से स्वतंत्र रूप से अपनी परीक्षाएं आयोजित की है, मण्डल द्वारा निम्नानुसार परीक्षाएं संचालित की जा रही है …

  •    हाईस्कूल (नियमित /स्वाध्यायी / व्यावसायिक)
  •    हायर सेकेण्डरी (नियमित / स्वाध्यायी)
  •    हायर सेकेण्डरी व्यावसायिक (नियमित / स्वाध्यायी)
  •   डिप्लोमा इन एजुकेशन (नियमित / पत्राचार) द्विवर्षीय पाठ्यक्रम (हायर सेकेण्डरी उत्तीर्ण करने के पश्चात)
  •    डिप्लोमा इन फिजिकल एजुकेशन (नियमित / पत्राचार) द्विवर्षीय पाठ्यक्रम (हायर सेकेण्डरी उत्तीर्ण करने के पश्चात)

Important Links

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Reply to Bikram Kumar paswan X