Admit Card CGBSE

CGBSE 12th Admit Card 2021 डाउनलोड करे CG Board Inter एडमिट कार्ड

Chhattisgarh Board
Written by A to Z Classes

CGBSE 12th Admit Card 2020:- Chhattisgarh Board of Secondary Education 12th ka Admit Card February ke 3rd week me jari kiya jayega. CG Board Class 12th Exam Admit Card iske official website {cgbse.nic.in.} par jari kiya jayega jiska link aapko is page me mil jayega. Aapko bata den ki iska Admit card online download kar sakte hai is post ki madad se, yaha aapko ise download karne ka direct link aur step by step jankari di gayi hai. Iske pahle CG Board Class 12th Date Sheet iske official site par jari kiya gaya hai jise aap is page me dekh sakte hai.

Aapko bata den ki iske Date sheet ke anusar iska Exam 2nd March 2020 se shuru hone ja raha hai jiske pahle aapko iska Admit card download karna hoga. CGBSE 12th Admit Card Online Download karne ka direct link is page par diya jayega. Aapka pata hoga ki Board exam me upasthit hone ke liye admit card sabse jaruri chij hai aur bina iske exam hall me entry tak nahi di jayegi. Is par aapki saari details jaise Exam Time, Exam Shift, Subjects, Subjects Code, Etc mention hogi.

CG Board Class 12th Admit Card 2020

CG Board Class 12th Examination ka Admit Card February 2020 ke 2nd or 3rd week me jari kiya jayega. Pichle saal iska admit card 28 February ko jari kiya gaya tha. Isliye pichle saal ke anusar is saal bhi admit card isi time jari kiya jayega.

To jaise hi iska admit card online jaari kiya jata hai aap ise apne form number, name aur date of birth ke jariye download kar sakte hain.

Board NameChhatisgarh Board Of Secondary Education, Raipur
Admit Card StatusComing Soon
Admit Card Kab AayegaFebruary 2020
Exam Date02 Mar 2020 to 31 Mar 2020 (12th)
Organization Websitewww.cgbse.nic.in

CGBSE ke official jankari ke anusar CG Board 12th Exam 2 March se 31 March 2020 tak liya jayega. To is exam me shamil hone se pahle aapko iska admit card download karna hoga kyunki Examination Center me enter karne ke liye aapko Admit card show karna hoga uske bad hi aap us exam ko de payenge.

How to Download CGBSE 12th Admit Card Online?

  • Sabse pahle Chhatisgarh board ke official site par visit karen.
  • Ab yaha par exam bale section me Class 12th Admit Card 2020 ke link par click karen.
  • Uske baad yaha par aapko registration number aur date of birth bharna hai.
  • Uske baad download admit card par click karen.
  • Aur is prakar aap mp board ke official site se apna 10th ka admit card download kar sakte hain.
DOWNLOAD ADMIT CARDCLICK HERE
OFFICIAL SITEGO HERE

CGBSE 12th Admit Card 2020

Isi tarah aap CGBSE 12th Admit Card 2020 bhi download kar sakte hain upar bataye gaye tarike ke anusar. Iske class 12th ka admit card bhi online official site par jaari kiya jayega. Aur ise aap February 2020 se download kar sakte hain.

Important Details Of CG Board 12th Admit Card 2020

CGBSE Class 12 ke student apna admit card February me download kar payenge aur iske liye unhe Registration number aur date of birth ki aavshyakta hogi. Aapko pata hoga ki bina admit card aap exam nahi de payenge to iske liye jaruri hai ki aap apna admit card samay rahte online download kar len. Admit card download karne ke baad sabhi students ko apna details jarur check kar lena chahiye taki koi bhi error rah jaane par usme ve sudhar kar saken apne school authorities se contact karke.

  • Name of the Board
  • Name of the Candidate
  • Roll Number
  • Registration Number
  • Father’s Name
  • Photograph of the Candidate
  • Examination Schedule
  • Name of the Exam
  • School Code
  • Center Code

About Chhattisgarh Board

छत्तीसगढ़ राज्य के गठन के बाद छत्तीसगढ़ शासन विद्यालय शिक्षा विभाग की अधिसूचना क्रमांक एफ 10-5-/13/2001 रायपुर 20-7-2001के द्वारा छत्तीसगढ़ माध्यमिक शिक्षा मण्डल का गठन किया गया ।

मण्डल का मुख्यालय प्रदेश की राजधानी रायपुर में है चार संभागीय कार्यालय बिलासपुर, सरगुजा, जगदलपुर, राजनांदगॉव में स्थापित है, संभागीय कार्यालय सरगुजा का कार्यक्षेत्र सरगुजा, कोरिया, बलरामपुर, सूरजपूर एवं जशपुर, बिलासपुर संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र बिलासपुर, जांजगीर, कोरबा, रायगढ़ एवं मुंगेली, जगदलपुर संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र जगदलपुर, दंतेवाडा, बीजापुर, नारायणपुर, सुकमा, कोण्डांगॉव एवं कांकेर तथा राजनांदगॉव संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र बालोद, बेमेतरा, दुर्ग, कवर्धा एवं राजनांदगॉव जिले में निर्धारित किये गये हैं। मण्डल ने वर्ष 2002 से स्वतंत्र रूप से अपनी परीक्षाएं आयोजित की है, मण्डल द्वारा निम्नानुसार परीक्षाएं संचालित की जा रही है …

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment