Full Form

CID Full Form – CID Kya Hota Hai | Hindi

CID Full Form - CID Kya Hota Hai
Written by A to Z Classes

CID Full Form: Kya aap CID ke full form ko janna chahte hain ya iske bare me jankari chahte hain Hindi me to is article me aap sabhi ko CID ke bare me puri jankari hindi me jayegi. Sabse pahle aap sabhi kobaya jayega ki CID ka full form kya hota hai kyonki bahut saare log iske bare me nahi jaante hain aur wo google par search karte hain. Aise me article aap sabhi ke liye kafi upyogi saabit hone bali hai. To aaiye shuru karte hain aaj ka ye post…

CID Full Form in Hindi

To sabse pahle aap sabhi ko bata den ki CID ka full form Crime Investigation Department hota hai jise hindi me “अपराध जांच विभाग” kahte hain. Ye Indian State Police ka ek ivestigation aur intelligence wing hai. Ye Police Varg ke liye ek mahatpurn hissa hai aur ise Additional Director General of Police (ADGP) ke dwara manage kiya jata hai ya ADGP inke head hote hain. Aapko bata den ki iska formation British Government ke dwara 1902 me kiya gya tha aur iska headquarter Pune me hain. Iska mukhy uddhesh pure desh me law and order ko kaayam rakhna hai. Isme kaam karne bale officiers Detective ya CID officers ke naam se jaante jaate hain.

CID (Crime Investigation Department)

Aapko bata den ki 1929 me Ise Special Brance, CID aur Crime Branch CID (CB-CID) me baanta gya hai.

CID ka vibhag generally khufiya rup se kaam kate hain aur inme kaam karne bale officers kisi vishesh uniform ko nahi pahante hain. Ye police team ka mukhy hissa hoti hai to Police ko crime solve karne me madad karti hai.

Iska mukya kaam criminal cases jaise murder, rape, theft, robbery ityadi me saboot, tathya ityadi ikkatha karna hota hai.

Iske branches ko niche aap sabhi ke liye list kiya gya hai.

  • CB-CID
  • Anti-Narcotics Cell
  • Anti-Human Trafficking & Missing Person cell
  • Anti-Terrorism Wing
  • Finger Print Bureau
  • Bank Frauds
  • Dog Squad
  • Human Rights Department

सीआईडी ऑफिसर कैसे बने?

Aapko bata den CID officer ban ne ke liye direct bharti nahi hoti hai. Balki iske liye aap police ya force me join karte hain aur phir aapke performance ke aadhar par aapko CID ke officer me promote kiya ja sakta hai.

Isme kai tarah ke rank hote hain jinhe niche list kiya gya hai…

Sub- Inspectors
Inspectors
Superintendents
Additional Director General of Police
Inspector-General of Police (IGP), etc.

CID FAQs

CID की स्थापना किसने की थी?

ब्रिटिश सरकार ने

CID की स्थापना कब हुई थी?

वर्ष 1902 में

CID का Head कौन होता है?

एडिशनल डायरेक्टर जनरल ऑफ पुलिस [ ADGP ]

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

2 Comments

Leave a Reply to Mohd Salman X