Jankari

CISF Constable Tradesman Written Exam Date 2020

CISF Constable Tradesman Written Exam Date
Written by A to Z Classes

CISF Constable Written Exam 2020:- Central Industrial Security Force (CISF) me Constable Tradesman ke liye Written Exam ki Date CISF ki Official site www.cisf.gov.in par jari kar di gayi hai. Is Exam ke bare me puri jankari aapko is Post me mil jayegi. Iska Exam Date jari kar diya gaya hai, Jise aap is post me dekh sakte hai.

Aapko bata den Central Industrial Security Force (CISF) ke Constable Tradesman ke liye Written Exam 7th June 2020 ko liya jayega. Ham aapko yaha iski puri jankari dene ja rahe hai, Iska Official ke dwara notification jari kiya gaya hai.

Exam Date jari kar diya gaya hai aur bahut jald hi iska Admit Card bhi jari kar diya jayega. Admit Card download karne ke liye aap is page se jude rah sakte hai. CISF Constable Tradesman Exam ke bare me puri jankari aap sabhi ke sath hindi me share ki gayi hai.

CISF Constable Tradesman Written Exam Date 2020

CISF ke Official Notice ke anusar, Written Exam 7th June 2020 ko Bharat ke alag alag Examination Centres par aayojit hone bali hai. Candidates niche diye gaye direct Link dwara Official Notice ki janch kar sakte hai. Niche ham aapko CISF me Tradesman Constable ki Bharti ke liye important date aur selection process ke bare me jankari pradan ki hai.

CISF Board 7th June 2020 ko Constable Tradesman Written Exam ka aayojan karne ja raha hai. Aur Exam ke 15 dino se pahle Admit Card uplabdh hoga. Niche di gayi table me hamne aapko is Bharti ke bare me puri jankari di hai. Aap CISF ke bare me adhik jankari ke liye iske official site par visit kar sakte hai.

CISF Constable Tradesman Exam 2020

CISF is bar Constable Tradesman ke liye 914 Posts ki vacancy nikali hai, Jiske liye Online Registration bhi karaya gaya hai, Aur ab iska Exam Date bhi jari kar diya gaya hai. Aur bahut jald hi iska Admit Card bhi jari kar diya jayega. Jiski jankari aapko is post me mil jayegi.

Name of OrganisationCentral Industrial Security Force
Post NameConstable Tradesman
Total no of Vacancies914 Posts
CISF written exam date7th June 2020
Job LocationAcross India
Official websitewww.cisf.gov.in

CISF Tradesman Constable 2020 Exam Pattern

CISF Tradesman Constable Exam 100 Marks ke liye hogi, Jiske liye 100 Questions puche jayenge. Aapko is exam ke liye 2 Ghante diye jayenge. Iska Exam Pattern aur Syllabus niche diya gaya hai.

  • CISF Exam Objective Type Questions se hogi aur 100 Marks ki hogi.
  • Har ek Question 1 Marks ka Hoga.
  • Question dono bhasha (Hindi and English) me puchhe jayenge.
  • Exam ke liye Time Duration 2 Hours ki hogi.

CISF Constable Tradesman Selection Process

CISF Constable Tradesman ke selection ki prakriya niche di gayi hai. Candidates ka selection PET/PST/Document verification & Trade test ke aadhar par kiya jayega.

  1. Height Bar Test
  2. Physical Efficiency Test
  3. Physical Standard Test
  4. Documentation
  5. Trade Test
  6. Written Test

ABOUT CISF

केन्द्रीय औद्योगिक सुरक्षा बल 1969 में अस्तित्व में आया , तीन बटालियनों के साथ साधारण सी शुरूआत करके उन सार्वजनिक क्षेत्र के उपक्रमों (पीएसयू) को एकीकृत सुरक्षा प्रदान की जो वर्षों में अर्थव्यवस्था की उंचाईयों पर थे । चार दशकों की इस अवधि में केऔसुब ने कई गुना वृद्धि की है कि आज कार्मिकों की संख्या एक लाख उनतालीस हजार तथा चार सौ तक पहुंच गई है। अर्थव्यवस्था के भूमण्डलीकरण तथा वैश्वीकरण के साथ केऔसुब आज पीएसयू केन्द्रित संगठन नहीं रह गया है बल्कि यह देश की प्रमुख बहु-कौशल युक्त सुरक्षा एजेन्सी बन गया है जिसे देश के अलग अलग क्षेत्रों में प्रमुख महत्वपूर्ण संस्थापनाओं को सुरक्षा प्रदान करने के लिए अधिदेश दिया गया है। इस समय केऔसुब परमाणु संस्थापनाओं , हवाई-अड्डों , समुद्रीपत्तनों , विद्युत संयत्रों , संवेदनशील सरकारी भवनों तथा विरासत स्मारकों को सुरक्षा कवच प्रदान कर रहा है।

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment