Contents
JPU TDC Part 3 Exam Form Fill Up 2021: Jai Prakash University ne part 3 ke form fill up ka notice nikal diya hai aur iske notice aap ko niche ke link se dekh ya download kar sakte hain. Is article me aap sabhi ko Jai Prakash University part 3 exam form fill up ki puri jankari hindi me di ja rahi hai. To yadi aap bhi Jai Prakash University me part 3 ke student hain sesseion 2016 – 2019 aur session 2015-2018 ke to in dono ka official notice aa chuka hai jise aap niche se dekh sakte hain. Aapko bata den ki JPU ke part 3 ka form fill up online mode se hoga aur iske kaise online bharna hai uske bare me bhi aap sabhi ko is post me bataya jayega. Iska start date 2 December 2019 hai aur last date 7 December 2019. Isi prakar session 2015-2018 bale ke liye start ho raha hi 9 December se 14 December tak.
JPU Part 3 Exam Form Date 2021
Jai Prakash University (JPU) apna form online mode me lega aur iske liye date aap sabhi ko niche bataya gya hai. Aap sabhi ko bata den ki JPU ke dono session ka form is baar online hi bhara jana hai jiske bare me jankari aap sabhi ke saath niche share ki gyi hai.
Official Notice for JPU Part 3 Exam 2021 | March 2021 |
Start of Online Submission of Part 3 Exam Form 2021 | March 2021 |
End of Online Submission of Part 3 Exam Form 2021 | April 2021 |
JPU Part 3 Exam Form Fee
Honors paper Fee | Rs 490 |
Subsidiary/ General Paper Fee | Rs 465 |
How to fill JPU TDC Part 3 exam form
- JPU ke official site https://www.jpuresults.in/ par visit karne.
- Examination Forms of TDC Part – III Examination 2021 ke link par click karen.
- Uske baad puchhi gyi saari details bahren aur submit par click kar den.
- Is form ka print le len taki aage jarurat padne par upyog kar saken.
- Sabhi document isme attache karen aur ise fee ke saath college me submit kar den.
Notices
[…] JPU TDC Part 3 Exam Form Fill Up […]