Sarkari Yojna

[Registration] Kisan Mitra Urja Yojana 2021 | Apply Online, Check Eligibility & Benefits

Kisan Mitra Urja Yojana 2021 | मुख्यमंत्री किसान मित्र ऊर्जा योजना | Mukhyamantri Kisan Mitra Urja Yojana:- Rajasthan Sarkar ne hal hi me Mukhyamantri Kisan Mitra Urja Yojana ki ghoshna ki hai, Jiska labh state ke sabhi kisano ko diya jayega. Chief Minister Ashok Gehlot dwara kisano ko labh pahunchane aur unki sthitiyon me sudhar karne ke udeshya ‘मुख्यमंत्री किसान मित्र उर्जा योजना’ ki shuruat ki hai. Is Yojana ke tahat Rajya ke labharthi kisano ko electric bill par every month anudan diya jayega.

To doston yadi aap Rajasthan ke farmer resident hain aur State Govt. dwara shuru ki gayi Mukhyamantri Kisan Mitra Urja Yojana ka labh uthana chahte hain tab aapko is Yojana ke antargat aavedan karna hoga. Hamne aaj ke is article me Kisan Mitra Energy Scheme se related sabhi jankari share kiya hai. Isliye aapse request hai ki Rajasthan Mukhyamantri Kisan Mitra Urja Yojana ke bare me puri details me janne ke liye is article ko last tak jarur padhen.

Mukhyamantri Kisan Mitra Urja Yojana 2021

Rajasthan government ne state ke kisano ko dhyan me rakhte huye Kisan Mitra Urja Yojana 2021 ki shuruat ki hai, taki is Scheme ke through jyada jyada labharthi kisano ko sahayata ke roop me labh pradan kiya ja saken. Rajasthan Sarkar dwara Mukhyamantri Kisan Mitra Urja Yojana ke tahat metered agricultural consumers ko electricity bills par every month Rs. 1000/- and Maximum Rs. 12,000/- per year anudan diya jayega. Yojana ka labh May 2021 se milna shuru hoga. Lekin iske pahle Electricity Distribution Corporations dwara bimonthly billing system ke base par eligible agricultural consumers ke liye electricity bill jari kiya jayega, Aur electricity bill ka 60% Minimum Rs. 1000/- every month diya jayega.

To Rajasthan ke farmer resident jo Mukhyamantri Kisan Mitra Urja Yojana Rajasthan ka labh uthana chahte hain, Unhe is Scheme ke official website par jakar sabse pahle aavedan karna hoga. Apply kaise kar sakenge niche bataya gya hai.

Kisan Mitra Urja Yojana Highlights

Name of Scheme Mukhyamantri Kisan Mitra Urja Yojana
Launched By.Rajasthan Govt.
Department Electricity Distribution Corporations
Major Benefits Rs. 1000/- to Rs. 12,000/-
Beneficiary Farmer
Objective Financial assistance of Rs 12,000/- per year to the farmers of the state
Registration ProcessOnline/ Offline
Category State Government Schemes
Official Websitehttp://www.dipr.rajasthan.gov.in/content/dipr/en.html

मुख्यमंत्री किसान मित्र उर्जा योजना का मुख्य उद्देश्य क्या है?

वैसे आपको पता होगा की केंद्र और बिभिन्न राज्य सरकारों द्वारा देश के किसानों को लाभ पहुँचाने के लिए बिभिन्न प्रकार की सरकारी योजनाएं की शुरुआत की गई है. इसी को ध्यान में रखते हुए राजस्थान सरकार द्वारा राज्य के किसानों को लाभ पहुँचाने के लिए किसान मित्र उर्जा योजना शुरू की गई है, जिसका उद्देश्य माध्यम और गरीब किसानो को सहायता के रूप में लाभ प्रदान करना है. इस योजना में बिजली बितरण निगमों के पास कृषि उपभोक्ताओं का बकाया नहीं है उन किसानों को अनुदान राशी प्रदान की जाएगी. इस योजना के तहत राज्य सरकार द्वारा मीटर्ड कृषि उपभोक्ताओं को बिजली के बिल पर प्रतिमाह एक हजार रूपए और अधिकतम 12 हजार रूपए प्रतिवर्ष अनुदान दिया जाएगा. इससे प्रतिवर्ष एक हजार 450 करोड़ रूपये का वित्तीय भार आएगा|

योजना का लाभ मई, 2021 से मिलना शुरू होगा. इसके तहत विद्युत वितरण निगमों द्वारा द्विमासिक बिलिंग व्यवस्था के आधार पर पात्र कृषि उपभोक्ताओं को विद्युत विपत्र जारी किए जाएंगे. अनुपातिक आधार पर विद्युत विपत्र का 60 प्रतिशत अधिकतम एक हजार रूपए प्रतिमाह देय होगा. अनुदान राशी सीधे लाभार्थी किसानों के बैंक खाते में भेजा जायेगा, और किसान मित्र उर्जा योजना 2021 के अंतर्गत राज्य के किसान भाईओं को बिजली बचने के लिए प्रोत्साहन भी दिया जायेगा|

Kisan Mitra Urja Yojana का लाभ क्या है?

  • Mukhyamantri Kisan Mitra Urja Yojana State Govt. dwara shuru ki gayi ek scheme hai, Jiska labh sirf Rajya ke labharthi kisano ko diya jayega.
  • Is scheme ke through metered agricultural consumers ko electricity bills par every month Rs. 1000/- to Rs. 12,000 tak per year anudan rashi diya jayega.
  • Agar koi kisan electricity ka use kam karta hai, aur uska bill Rs. 1000/- se kam hai to actual bill and grant amount ke bich ki rashi unke bank account me transfer hogi.
  • Is yojana ka labh uthane se pahle eligible farmers ko apne Bank Account ko Aadhar se link karna hoga.
  • State government Electricity Distribution Corporations ke through bimonthly billing system base par eligible agricultural consumers ko electricity bills jari kiye jayenge.
  • Kisan Mitra Urja Yojana me proportionate base par electricity bills ka 60% diya jayega.
  • Rajasthan Sarkar dwara is Yojana ke antargat per year 450 Crore financially karch kiye jayenge.
  • Kisan Mitra Urja Yojana ka labh eligible sabhi kisan ko pradan kiya jayega.

मुख्यमंत्री किसान मित्र उर्जा योजना के लिए पात्र होंगे

  • Rajasthan ka ek permanent citizen hona chahiye.
  • Applicant Central & State Govt. ka income tax payer nahi hona chahiye.
  • Labharti kisan ka Bank Account Aadhar Card se link hona chahiye.
  • Kisan ka electricity department me outstanding bill nahi hona chahiye.
  • And Kisan ko is Scheme ke eligibility conditions ko follow karna hoga.

Required Document

  • Aadhaar card
  • Permanent certificate
  • Bank account
  • Passport size photo
  • Mobile number

How to Apply?

To ichhuk labharthi kisan jo Mukhyamantri Kisan Mitra Urja Yojana ka labh ka labh uthana chahte hain, Unhe is Yojana ke antargat aavedan karna hoga.

But abhi CM of Rajasthan ne Kisan Mitra Urja Yojana ki ghoshna ki hai, Abhi is Scheme ke liye Registration/ Application process shuru nahi ki gayi hai. Isliye sabhi kisan jo iska labh uthana chahte hain unhe kuchh din aur wait karna hoga.

Jab kisi department or ministry dwara Kisan Mitra Urja Yojana Online Application shuru hoti hai to uski jankari aapko atozclasses.com par di jayegi, Aap is website ke sath continue jude rahen.

Last Word:-

Finally aaj ke is article me aapko Kisan Mitra Urja Yojana 2021 se related jankari dene ki koshis ki gayi hai, I hope Kisan Mitra Yojana se judi jankari useful hogi. Lekin agar aapka koi question hai to comment ke through puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment