Sarkari Yojna

Krishi Udan Yojna Online Aavedan – कृषि उड़ान योजना के लिए ऑनलाइन पंजीकरण प्रक्रिया

कृषि उड़ान योजना
Written by A to Z Classes

किसान कृषि उड़ान योजना एप्लीकेशन फॉर्म | कृषि उड़ान योजना ऑनलाइन रजिस्ट्रेशन प्रक्रिया | Krishi Udan Yojana Online Apply | Pradhan Mantri Krishi Udan Yojna | PM Krishi Udan Yojana Scheme

Krishi Udan Yojna 2020:- Hello Guys, Krishi Udan Yojna ki shuruaat Finance Minister Nirmala Sitaraman Ji ke Nirdesha anusar Kendriy Budget 2020-21 ko Present karte huye ki gyi hai. Is yojna ke antargat Desh ke Kisano ko Krishi Utpadan Paribahan ke liye Sahayata pradan kiya jayega.

Aap sabhi ko bata den ki Krishi Udan Yojna 2020 ke madhyam se Desh ke Kisano ki Fasal ko ek Sthan se dusre Sthan tak pahuchane ke liye Special Air Travel ki vyavastha bhi kiya jayega, Jisse Sabhi Kisano ki Fasal sahi Samay par Market ke me pahuchaya jayega, Jiski vajah se Desh ko apni Fasal ke bechane me kafi achhe Prices prapt honge.

Kisan Krishi Udan Yojna 2020 की जानकारी

Krishi Udan Yojna Kisano ke liye 16 Point Work Scheme ka ek bhag hai, Yah Ministry of Civil Aviation dwara is Kisan Krishi Udan Yojna ko International aur National Route par Launch karne ki Plan banaya ja raha hai. Aap iske bare me Anya Sabhi Jankari ke liye is post ko last tak jarur padhe.

Aapko batate chale ki Krishi Udan Yojna ke tahat Central aur State Government dwara Airport Sanchalak se Reference me Financial Protsahan Airlines ko Select karke diya jayega. Is Yojna ke Successful Implementation ke tahat Milk, Fish ya other koi bhi Food Item jo jald khrab hone bale hai use jitna jald ho sake use Market me pahuchaya jayega

Key Fact of Pradhan Mantri Krishi Udan Yojna 2020

Name of SchemeKrishi Udan Yojna 2020
Launched byUnion Finance Minister Nirmala Sitharaman
Announcement Date1 February 2020  
BeneficiaryCountry Farmers
ObjectiveKisano ki Fasalo ki Uchit Mulya Uplabdh karana
Application ProcessOnline
Official WebsiteClick Here

Online Registration Process PM Krishi Udan Yojna 2020

To Desh ke jo bhi Kisan is Krishi Udan Yojna ka Labh prapt karna chahte hain unhe sabse pahle is Yojna ke tahat Online Registration karbana hoga, Jiske baad Kisan ko iska Labh pradan kiya jayega.

Krishi Udan Yojna Sarkar se Airlines ka Protsahan karegi aur Desh ke Various Part me Krishi Utpado ke Transportation ke liye Ariport Sanchalak kiya jayega. Aur is Yojna ke tahat Udano me kam se kam Half Seats Subsidized Rent par diya jayega.

Aur is Yojna me Shamil hone bale Kisano ko ek Fixed Matra me Viability Gap Funding (VGF) pradan kiya jayega, Jisme Central Government aur State Government dono ke dwara share kiya jayega.

Objective of Krishi Udan Yojna

Pradhan Mantri Krishi Udan Yojna ka Nimnlikhit udeshya hai:-

  • Bharat Desh ek Krishi Desh hai, Yaha ki 67% Aabadi sidhe Agriculture (कृषि) se judi huyi hai, Jiske liye Kisano ki Faslon ko Uchit Mulya uplabdh karne ke liye Krishi Udan Yojna ko Lauch kiya gya hai.
  • Is Yojna ke madhyam se Kisan apni Fasal ko Bharat me kahi bhi Uchit Mulya par bech sakte hain, Jisse unki Inocme me Growth hoga.
  • Krishi Udan Yojna ko Saal 2022 tak Kisano ki Income ko Double karne ke Udeshya se shuru kiya gya hai.
  • Jabki is Yojna ke jariye Sirf Desh me Kisano ki Faslo ko bachaya jayega, Balki International Level par bhi Kisnao ki Faslo ko pahuchaya jayega.
  • Aur Kisan Krishi Yojna ka Labh Desh ke sabhi Kisano ko pahuchaya jayega.

How To Apply For Krishi Udan Yojna 2020 Online?

Kisan Krishi Udan Yojna 2020 ka Labh uthne bale ichhuk Labharthi niche bataye gye tarike ko follow karke online aavedan kar sakte hain.

  • Aap niche diye gye link se iske official website par visit karen.
  • Iske home page se aap Online Aavedan bale option par click karen.
  • Click karne ke baad ek naya page open ho jayega.
  • Is page me aapko Registration Form Show hoga.
  • Aapko Registration Form me puchhi gyi sabhi Details ko sahi se bharna hoga.
  • Sabhi Details Jankari ko bharne ke baad aap Submit par click kar den.
  • Is prakar se aapka Registration Krishi Udan Yojna ke liye pura ho jayega.

Official Website:- Click Here

I hope, ki Pradhan mantri Krishi Udan se sambandhit sabhi jankari aapke liye kafi mahatvapurn hui hogi, Agar aapke pass abhi bhi is Yojna se judi aur koi Saval hai to niche diye gye comment ke jariye puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment