Result

MP Board 12th Result 2020 – 27 जुलाई को होगा जारी, ऐसे करें डाउनलोड

MP Board 12th Result 2020 Download:- Hello Guys, Aap sabhi ko pata hoga ki Madhya Pradesh Board ne Class 10th Examination ki bache huye Paper ko Canceled kar diya gya hai, Jiske baad MP Board ke Class 10th ki sabhi Students apne Result ka Wait kar rahe hain. To jo bhi Students 10th Examination 2020 me upsthit huye hain un sabhi ke liye Good News hai ki (MPBSE) ke dwara Class 10th Result 2020 isi July Mahine me jaari karne ja raha hai.

Lekin us se pahle aapko bata den ki Board of Secondary Education Madhya Pradesh ke Authority dwara Class 10th ka Result 12th se pahle jaari kiya jayega. Kyonki Board of Secondary Education ke Public Relations Officer SK Chaurasia ne hal hi me bataya hai ki Class 12th Board Exam 16 June 2020 ko hi smapt hua hai, Isliye Class 10th ka Result is Saal pahle jaari kiya jayega. Isliye is page me MP Board Class 10th Exam 2020 me upsthit huye sabhi Students ko inform kiya ja raha hai ki Board 10th Reslt 2020 ki ghoshna karne ke liye Plan bana raha hai, Bahut jald iske official website par 10th Result ki bare me official notification jaari kiya jayega.

मध्य प्रदेश बोर्ड ऑफ सेकेंडरी एजुकेशन (MPBSE) अपनी आधिकारिक वेबसाइट mpbse results.nic.in, mbpse.mponline.gov.in, mpbse.nic.in पर सोमवार, 27 जुलाई को MP बोर्ड कक्षा 12 के परिणाम घोषित करेगा

Update:- MP Board 12th Result 2020 Isi July Month Me Jaari Kar Di Jayegi, Jise Download Karne Ke Liye Is Page Me Official Link Provide Karaya Gya Hai, Aap Board Ke Official Website Par Result Publish Karne Ke Baad Diye Gye Link Se Online Check Kar Sakte Hain.

Madhya Pradesh Board Class 10th And 12th Result 2020

Ab aapko bata den ki har saal MP Board Class 10th aur 12th Exam ka Result apne official website par ek sath ya 12th ka Result pahle jaari karta tha. Lekin is baar COVID-19 aur Lockdown ke karan dono 10th &12th Result ki ghoshna ek baar nahi ki jayegi. Is baar jo bhi Students Class 10th Examination 2020 me Shamil huye the, Ve apna Result ab bahut jald check kar payenge. Jiske liye is post me niche step by step method bhi batlaya gya hai.

Aap jante honge ki MP Board ke Class 10th Examination me partyek varsh kafi jyada sankhya me Students shamil hote hain, Vaise hi is varsh bhi 10th Exam 2020 me Lakho ki Sankhya me Students Shamil huye the, Halnki Lockdown ke karna kuchh Subjects ka Exam remaining rah gaya tha, Jise ab Cancel kar diya gya hai. To jo bhi Subjects ka Exam Cancel kiya gya hai un Subjects me Marks un prapt Marks ke aadhar par diye jayenge, Yani ki Result us Subjects ke aadhar par diya jayega jiska Exam pura ho chuka hai.

MP बोर्ड 10वीं कक्षा 2020 का रिजल्ट कब तक जारी किया जायेगा ?

To aapko bata den ki MP Board Class 10th ka Result isi July Month ke Last Week tak Board ke official portal par jari kar diya jayega, Kyonki Madhya Pradesh Board ke Class 10th Exam ki sabhi Answer Books ka Mulyankan pura ho chuka hai. Lekin Board ke dwara Result ki ghoshna ke liye abhi tak koi Official Date ki ghoshna nahi ki gai hai. Ummid hai ki MP Board ab bahut jald Class 10th Exam 2020 ka Result apne official website www.mpbse.nic.in itna par Publish karega.

Aap jaan len ki MP Board pichhle lagbhag 2 – 3 Saalo se Class 10th & 12th ka Result ek sath May Month me jaari karta tha, Lekin is Saal COVID-19 aur Lockdown ke karan Exam ko Postponed hone ki bajah se Result me kuchh let hua hai, But ab bahut jald Result MP Board ke official site par ghoshit kar diya jayega.

How To Check MP Board Class 12th Result 2020 Online?

Aap Madhya Pradesh Board ke official website par 12th Result 2020 Publish karne ke baad niche diye gye link aur bataye gye step by step method ko follow kar apna Result online check kar sakte hain.

  • Diye gye link se MP Board ke official website par visit karen.
  • mpbse.nic.in
  • Iske home page se aapko Class 12th Result 2020 ke link par click karna hoga.
  • Click karte hi ek page open ho jayega.
  • Isme apna Application No. aur Roll No. ko enter karke Submit bale button par click kar den.
  • Aapka Result Screen par show ho jayega, Jise check karke ek print kar len.
Download 12th Result 2020Click Here
Official Website mpbse.nic.in

Aap is parkar se MP Board ke official website par jakar apna Result online download kar sakte hain, Agar aapko Result check karne me koi dikkt ho raha hai to comment box ke jariye puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

2 Comments

Leave a Comment