Result

NPU Result 2020 – Check BA, BSC, BCOM 1st 2nd 3rd Year Result @npu.ac.in

NPU Result
Written by A to Z Classes

NPU Result 2020:- Nilamber Pitamber University ke UG PG Courses ke liye Result jari kar diya gaya hai. NPU ke jo bhi Students iske kisi bhi Course ke liye Result check karna chahte hai, To is article me NPU Result Check karne ki Link aur method se apna Result Check kar sakte hai. NPU UG & PG Result 2020 university ke official site par jari kiye gaye hai, Jiski puri jankari aapko is post me di gayi hai.

NPU ke BA, BSC, BCOM 1st 2nd 3rd Year ka Result jald hi aane bale dino me jari kar diye jayenge, jiske bad aap yaha se iska Result Check kar sakte hai. NPU Winter and summer Result 2020 iske official site par jari kiye jayenge, jiska link bhi niche diya gaya hai. Jab bhi iske kisi bhi Courses ka Result jari kiya jata hai, is Page par use Check karne ka Link Update kar diya jata hai.

Aapko bata den ki Nilamber Pitamber University ke sare Result university ke official site @npu.ac.in par jari kiye jate hai. Jiska Link aapko is post me mil jayega. To aaj ke is article me aap Result declaration date, courses wise Result link aur dusre Details bhi yaha se dekh sakte hai.

NPU Result 2020 @npu.ac.in

Nilamber Pitamber University ne hal me hi apne Exam Schedule ke anusar Under and Posts Graduate courses exam ka aayojan kiya tha. Exam me lakhon Students shamil the, jo ki ab NPU Exam Result ki khoj kar rahe hai. Examination Departement ne NPU 1st 3rd 5th-semester ka result isi mahine jari karne bali thi, Aur 2nd, 4th, 6th Semester June ke mahine me jari karne bali hai.

Students iske official site par Registration No. aur Roll No. ki madad se apna Result Check kar sakte hai. Result check karne ki step by step method aap isi post me niche dekh sakte hai. Aap apna Result Check karne ke bad iska Original Marksheet apne College se prapt kar sakte hai.

Check NPU UG & PG Result Online

University NameNilamber Pitamber University
Examination TypeUG PG Exam
Date of declare resultJanuary Month (Tentative)
Article CategoryUniversity Result
Examination DateNovember
Mode of Check ResultOnline
Official Websitenpu.ac.in

Sabhi Students jo Nilamber Pitamber University ke Semester Exam me shamil the ve apne Result ke bare me chintit hai. Ham unhe salah dena chahte hai ki ve Patience banaye rakhe. Jaise hi University iske UG PG Courses ke Result jari karte hai ham usi time ise Check karne ki direct link update kar denge. NPU ke Latest jankari ke liye atozclasses.com par regular visit karte rahe.

To ab iske Result check karne ki method jan lete hai, Aap niche ke diye gaye Link se University ke website par jakar bataye gaye Steps ko follow kar apan kisi bhi Courses ke liye Result check kar sakte hai.

How To Check NPU Result 2020?

Jo Candidates NPU BA B.Com B.Sc MA M.Com M.Sc Part 1/2/3 Result aur bhi courses ka Result check nahi kar paye hai, ve niche ke diye gaye Instructions ko follow kar apna Result aasaani se download kar sakte hai.

  • Sabse pahle aap NPU University ke official site par visit karen.
  • Uske baad Examination Tab par click karen.
  • Uske baad aap apna cousre select karen jiska result download karna chahte hain.
  • Yaha par ab apna Registration No. aur Roll No. enter kare.
  • Aapka result show ho jayega.
  • Ise print kar len ya download kar len.
NPU All Exam ResultsClick Here 
Official Website Of NPUClick Here

Latest Updates of NPU Exam Results 2020

NPU UG Result Course Wise

NPU B.Sc Part 1 Result 2020CLICK HERE
NPU B.Com Part 1 Result 2020CLICK HERE
NPU B.A Part 1 Result 2020CLICK HERE
NPU B.Sc Part 2 Result 2020CLICK HERE
NPU B.A Part 2 Result 2020CLICK HERE
NPU B.COM Part 2 Result 2020CLICK HERE
NPU B.Sc Part 3 Result 2020CLICK HERE
NPU B.APart 3 Result 2020CLICK HERE
NPU B.COM Part 3 Result 2020CLICK HERE

About Nilamber Pitamber University, Medininagar

Nilamber-Pitambar University (NPU) established in the year 2009. The University imparts education at the Post Graduate level in the faculties of Social Science, Science, Humanities, Education, Commerce, Medicine and Dental Education. In fact, the University also provided the Vocational courses which include MCA, MBA, Master in Journalism & Mass Communication at the PG Level and the BCA, BBA & Bio-Technology at the UG Level.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment