Sarkari Yojna

Odisha Labour Card New List 2022 – मजदुर कार्ड ओडिशा लिस्ट

Written by A to Z Classes

Odisha Labour Card New List Download:- Yadi aap Odisha State me ek Shramik Card Dharak hain to aapke liye yah article kafi upyogi hone ja raha hai, Kyonki is post me aapko Odisha Labour Card New List 2022 And Status online check karne ki puri jankari hindi me di jayegi. Agar aap Odisha Labour Card Labharthi List 2022 online download karna chahte hain to is post ko last tak jarur padhe, Sath hi is page me Odisha Shramik Card Labharthi List District Wise download karne ke liye official link bhi provide karaya gya hai, Jise follow karke aap dekh sakte hain.

Jankari ke mutabik bata den ki Odisha Building and Other Constructions Welfare Board ne Odisha Labour Card ki New List 2022 District Wise jaari kiya gya hai. To sabhi Candidates, jinhone bhi New Labour Card ke liye online aavedan kiya hai, Ve ab apne BOC Board Labour Card Labharthi List 2022 ko PDF Form me online download kar sakte hain. Shramik ke liye Odisha Workers Welfare Board aarthik aur anya sahayata ke roop me Shramiko ko kai prakar se madad karta hai. Jiske liye har Varsh Eligible Candidates se aavedan form mangta hai.

Odisha Labour Card List

Odisha Labour Card New List 2022 Online Download

Odisha Labour Card List 2022 ko Construction Workers aur Welfare Board dwara jaari kiya gya hai, Aap is Labharthi List ko iske official website labour.odisha.gov.in ke madhyam se online download kar sakte hain, Lekin aapko jyada problem na ho iske iske liye is post me niche direct link bhi uplabdh karaya gya hai.

Bhavan aur anya Nirman Shramiko ke Business aur Rajya ke Prabandhan ke liye B & OCW (RE & CS) Act ki sthapana ki gyi hai, Jo unki Bhalai aur Sarkari Sahayata upayon aur iske aage ko bhi samayojit karta hai. Aap sabhi ko bata den ki B & OCWW Cess Act ko vikas karyo ke kharch par upar ke kartvya aur vargikaran karne ka aadesh diye gye hain. Taki Odisha Bhavan aur anya Shramik Kamgar Kalyan Board dwara Vikas Majduron ko Sarkari shayata ka Labh pradan karne ke liye aavashyak parisampatiyon ka upyog kiya ja saken.

To ab Aavedan Form ke Aadhar aur Eligible Board ko Odisha Labour Card Dharko ke liye New Labharthi List ghosit kar di gyi hai, Isliye jin aavedako ne apna form jama kiya hai ve ab Odisha e-Shramik Card List me apne naam ki janch kar sakte hain ki unhka naam is Labour Card List 2022 me aaya hai ya nahi.

Odisha Labour Card List 2022 – Overview

Official NameOdisha Labour Card
Launched ByWorkers Welfare Board
BeneficiaryLabour of State
Registration ProcessOnline
ObjectiveWorkers Welfare Board
CategoryOdisha Government Schemes
Official Websitelabour.odisha.gov.in/

Benefits of Odisha Labour Card

Odisha Bhavan aur anya Staff Kamgar Kalyan Board dwara jaari kye Labour Card ki Labh Nimnlikhit hai.

  • Accident ki Sthiti me Sahayata
  • Deth Benefits
  • Pension
  • Medical Expenses ke Upchar ke liye
  • Maternity Benefit
  • Ghar Nirman ke liye Advance Loan ki sahyata
  • Kaushal Unnayan ke liye Financial Sahayata
  • Education Assistance
  • Kaam kar rahe Upkarno ki Khrid ki Sahayata
  • Labharthi ki 2 Balikaon ki Vivah me Sahayata pradan karna
  • Antim Sanskar me kharch ke liye madad karna

Eligibility Criteria

Odisha Labour Card ke liye Aavedan karte samay kuchh Eligibility Cariteria ko pura karna hota hai.

  • Odisha State ka ek Sthai Nivasi hona aavashyak hai.
  • Aavedak ka Age 18 Varsh se adhik aur 60 Varsh se kam honi chahiye.
  • Aavedak ek Construction Worker hona chahiye.

Essential Documents

  • Age Proof
  • Birth Certificate
  • School Leaving Certificate
  • Certificate Issued by Government Medical Officers
  • Employment Certificate
  • 3 Passport Size Images

Objective of Odisha Labour Card

Odisha Labour Card ke madhyam se Rajya Sarkar dwara nimnlikhit udeshyo ko pura karne ki direction me kaam kiya jayega.

  • Labour Sarkar Sahayata aur Karya Kanuno ka sangathan.
  • Kishoron ko Rojgar aur Professional Direction pradan karna.
  • Yantrik Muddo ka anukulan.
  • Child Work Government Support
  • ESI ke roop me aadhunik Majduron ke liye Samijik Suraksha Scheme.
  • Manufacturing Plants, Boilers and Processing Plants and Boilers ke Sangathan aur Niyamo ke Suraksha anupat ka nirikshan.

How To Download Odisha Labor Card List 2022 Online?

Odisha Labour Card List 2022 iske official website se online download karne ke liye niche step by step tarika batlaya gya hai.

  • Sabse pahle Odisha Labour Card ke Official Website par visit karen.
  • Iske home page se Reportbale option par click karen.
  • Ab District Wise Labharthi List aapke screen par show ho jayega.
  • Jisme apna District ko select karen.
  • Ab aapke screen par Labharthi List show ho jayega, Jisme aap apna naam check kar sakte hain.

Official Website:- labour.odisha.gov.in/

Odisha Labour Card Application Process

Odisha Labour Card ke liye aavedan karne ke liye aapko ek aavedan form bharna hoga, Aap aavedan form Department ke najdiki karyalaya se jakar prapt kar sakte hain.

Aavedan Form prapt karne ke baad aap puchhi gyi saari details jankari ko bharen, Aur ise Rs. 20 /- Registration Fee ke sath iske Adhikari ke pass jama kar den.

Employment Exchange Registration

Odisha Rajya ke Rojgar Exchange me khud ko Registr karne ke liye niche diye gye nimnlikhit step ko follow kar sakte hain.

  • Aavedak ko iske sambandhit Rojgar Karyalaya me jana hoga.
  • Applicant’s Form X-I ke madhyam se Registration ke liye aavedan karen.
  • Iske baad aap niche diye gye sabhi mahatvapurn Document ko jama karen.
    • Marksheet and Other Original Documents
    • school-leaving Certificate
    • Certificate aur Matric & Intermediate ka Marksheet Ke Sath Graduation ka Marksheet aur Certificate.
    • Post-Graduation Certificate and Marksheet
    • Experience Certificate Photocopy
    • Residential proof.
    • Caste Certificate (if any).
    • PH Certificate (if any).
    • Passport Size Photograph.
    • Certificate of Approval
    • service certificate of father/mother/brother/sister (In Case of Government Service Holder) Living Outside The Original Districts.

Direct Link of Beneficiaries under Odisha Labour Card

District NameNumber Of Beneficiaries
Angul1300
Balasore1360
Baragarh1161
Bhadrak3651
Bolangir314
Boudh680
Cuttack11034
Deogarh734
Dhenkanal1870
Gajpati560
Ganjam7433
Jagatsinghpur3801
Jajpur4063
Jharsuguda1048
Kalahandi1504
Kandhamal2204
Kendrapara571
Keonjhar543
Khurda2307
Koraput2556
Malkanagirim1036
Mayurbhanj1086
Nawarangpur1679
Nayagarh3736
Nuapada1018
Puri885
Rayagada1358
Sambalpur3406
Sonepur860
Sundargarh992
Talcher316
Chatrapur7085

Important Details Labour Department Of Odisha

Structure and Other Development Labor ‘(RER & CS) Building and Other Development Majduro ke Business aur Control of Administration ke liye, unki Suraksha, Bhalai aur Sahayata upyon ko Samayojit karne ke sath vibhin prakar se sambandhit ya Accidental Upchar ke liye iski sthapana ki gyi hai. Odisha State ka Construction aur Labour Deparment dwara un sabhi Netaon ko dhyan rakha jata hai jo unke adhin kaam rahe hain, Aur unhe various avsar aur Sampati pradan ki jati hai.

Contact:-

  • Toll Free Helpline Number:- 91674-2390079/ +91674-2390028/ +91674-2390013/ 155335
  • Email ID:- obocwwboard@yahoo.com.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

2 Comments

Leave a Reply to DHARMENDRA X