Sarkari Yojna

PFMS Scholarship List 2020 चेक करें छात्रवृत्ति भुगतान आपका हुआ या नहीं

PFMS Scholarship List 2020 Online Form:- Hello Friends, Public Financial Management System ke madhyam se Government of India ke dwara un sabhi Students ko Scholarship pradan kiye jate hain, Jo Financial apni Garibi ke karan apni fess ka Bhugtan karne me saksham nahi hain. To agar aap bhi Bharat Sarkar dwara jaari kiye gye kisi bhi Government Scholarship Scheme ka labh prapt karna chahte hain to aapke liye yah article kafi upyogi hoga, Kyonki is post me aapko Saal 2020 ke liye (PFMS) Public Financial Management System ke bare me pure vistar tarike se bataya ja raha hai ki aap kis prakar se in Yojnao ka labh utha sakte hain.

Jo bhi Students High College ya University se Higher Education prapt karne ke liye soch rahe hain, Lekin vah aarthik roop se kamjor hain, Aise me in sabhi Students ke liye har samasya ka samadhan karne ke liye Government of India ke dwara aage ki padhai karne ke liye Public Financial Management System ke madhyam se Scholarship ke roop me Rashi pradan kiya jayega. Iske liye is post me Eligibility Criteria, Important Document, Application Porcess, PFMS Scholarship ke liye Aavedan kaise karen in saari details jankari ko step by step bataya gya hai. Aap is post ko last tak padhkar kafi aasani se iska labh prapt kar sakte hain.

PFMS Scholarship की जानकारी

Aap sabhi ko bata den ki Public Financial Management System Scholarship ki ghosna se iske Sambandhit Adhikariyon ne un sabhi Students ko Financial Sahayata Rashi pradan karne ke liye ki hai, Jo apne School ka fees bhugtan aarthik roop se kamjor hone ke karan nahi kar pa rahe hain. Isliye Sarkar dwara aise Students ka manobal badhane ke liye Public Financial Management System shuru ki gyi hai, Taki kisi ko apni padhai puri karne me koi problem na ho aur unhe Scholarship ke roop me Sahayata Rashi pradan kiya jaye.

Aur is Scholarship ke Implementation ke madhyam se un sabhi Students ko bahut saare protsahan pradan kiye jayenge, Jo Backward Category, SC (Scheduled Castes), ST (Scheduled Tribes) And Other Backward Castes ya jo pure aarthik roop se kamjor hain aur apni aage ki padhai jaari rakhna chahte hain, Unki suvidha ke liye yah PFMS Portal banaya gya hai jaha se sabhi Students Scholarship ke liye online Application Form bhar sakte hain, Aur apna Scholarship me Bhugtan ki List bhi check kar skte hain.

Public Financial Management System Scholarship – Overview

Name of PortalPublic Financial Management System
Launched byPublic Financial Management System (PFMS)
BeneficiaryStudents
ObjectiveScholarship Provide
Official Websitehttp://pfms.nic.in/

List of Scholarships Under PFMS

Iske liye nimnlikhit PFMS Scholarship 2020 maujud hain, Jise aap niche se dekh sakte hain.

  • विश्वविद्यालयों / कॉलेज के छात्रों को PFMS छात्रवृत्ति 2020
  • PFMS 2020 SC छात्रों के लिए मैट्रिक छात्रवृत्ति
  • PFMS छात्रवृत्ति 2020 एससी छात्रों के लिए प्री-मैट्रिक छात्रवृत्ति
  • PFMS स्टूडेंट स्कॉलरशिप नेशनल मीन्स कम मेरिट स्कॉलरशिप
  • PFMS छात्रवृत्ति 2020 माध्यमिक शिक्षा के लिए बालिकाओं के लिए प्रोत्साहन के लिए राष्ट्रीय योजना
  • pfms.nic.in छात्रवृत्ति 2020 एससी के लिए शीर्ष श्रेणी की शिक्षा योजना
  • Pfms.nic.in अनुसूचित जाति के छात्रों के मेरिट के उन्नयन के लिए छात्रवृत्ति
  • pfms.nic.in ओबीसी के लिए पोस्ट मैट्रिक स्कालरशिप के लिए छात्रवृत्ति

Benefits of Public Financial Management System Scholarship

Is Scholarship ka jyada labh un sabhi Students ke liye hoga jo Garib hain aur aarthik roop se kamjor hain, Students Financial aur Garibi ki tension liye bina High Education prapt karne me saksham ho sakte hain.

  • PFMS Organizations and Recipients ko Admission dene ke liye Specific focal access ke roop me bhar sakte hain.
  • PFMS me sidhe 90 Bank ke sath ek working interface hai, Isme 26 PSB, 59 RRB aur 5 Large Private Sector ke Bank bhi shamil hai.
  • PFMS Prpatkarta, Bank, Post Office ke sath Bank, Post Office Ledger Precision ko anumodit karta hai.
  • Implementation Agency Bank, Post Office dwara pradan kiye gye anumodit data se praptkarta dwara diye gye Name Aur iske Address ki janch karti hai.
  • Executing Organization apne Approved Financial Balance ko sidhe PFMS Gateway se praptkartaon ko E-installment de sakte hain.

Public Financial Management System Scholarship Bank List

  • Abu Dhabi Commercial Bank
  • Allahabad Bank
  • Allahabad Gramin UP Bank
  • Andhra Bank
  • Andhra Pragati Gramin Bank
  • Axis Bank
  • Bahrain and Kuwait Bank
  • Bank of Baroda
  • Bank of India
  • Bank of Maharashtra
  • Bassein Catholic Co-operative Bank Limited
  • Bombay Mercantile Co-operative Bank Limited
  • Canara Bank
  • Catholic Syrian Bank Limited
  • Central Bank of India
  • City Bank
  • City Union Bank Limited
  • Corporation Bank
  • DCB bank limited
  • Dena Bank
  • Deutsche Bank
  • Dhanalakshmi Bank Limited
  • HDFC bank
  • HSBC
  • ICICI Bank
  • IDBI Bank
  • Indian Bank
  • Foreign Bank of India
  • Indusind Bank Limited
  • Jharkhand Gramin Bank
  • Karnataka Bank
  • Karur Vysya Bank
  • Kotak Mahindra Bank
  • Madhya Bihar Gramin Bank
  • Manipur State Co-Operative Bank Limited
  • New India Co-Operative Bank Limited
  • NKGSB Co-op Bank Limited
  • Oriental Bank of Commerce
  • Punjab and Sindh Bank
  • Punjab National Bank
  • RBL Bank
  • South Indian Bank
  • Standard Chartered Bank
  • State Bank of India
  • SVC Co-Operative Bank Limited
  • Syndicate bank
  • Tamil Nadu Merchantile Bank Limited
  • Cosmos Co-Operative Bank Limited
  • Federal Bank Ltd
  • Jammu & Kashmir Bank Limited
  • Kalupur Commercial Co-operative Bank Limited
  • Laxmi Vilas Bank Limited
  • Saraswat Cooperative Bank Limited
  • Thane Janta Co-operative Bank Limited
  • UCO Bank
  • Union Bank of India
  • United Bank of India
  • Vijaya Bank
  • Yes Bank Limited

Eligibility Criteria For Apply PFMS

To is Scholarship ka labh uthane ke liye Students ko eligible hona jaruri hai, Aur nimnlikhit Eligibility Criteria ka palan karna hoga.

  • Iske liye sabse pahle Students ko ek Bhartiye nagrik hona chahiye.
  • Aur Students ka Family ki Annual Income 6 Lakh Rupaye se kam honi chahiye.
  • Aavedan karne bale candidates ka Age lagbhag 18 To 25 Varsh ke bich hona jaruri hai.
  • Jabki Candidates ko kam se kam 10th Matric Pass hona bahut hi aavashyak hai.

Important Document

  • Aadhar Card
  • Educational Certificate
  • Class 12th Pass Certificate
  • Passport Size Photo
  • Fee Receipt

Registration Process For PFMS Scholarship 2020

PFMS Scholarship ka Application Form Online bharne ke liye aapko niche step by step tarika batlaya gya hai.

  • PFMS ke official site par visit karen.
  • Home page se PFMS Scholarship Students Registration Link par click karen.
  • Ab apne College / University ke Students ke liye Scholarship ka select karen.
  • Iske baad Educational Qualification enter karen.
  • Yaha par apna Category select karke Search par click karen.
  • Aapke screen par form open ho jayega.
  • Apna Mobile No. aur Emai-ID enter karen.
  • Ab apna ek User Id aur Passward banaye.
  • Niche diye gye Captcha Code ko enter karen.
  • Ab sabhi mahatvapurn Document ko upload karen.
  • Last me final submit par click kar den.

Official Website:- https://pfms.nic.in/

How To Check The Paid Scholarship

Bhugtan ki gyi Scholarship ke bare me janane ke liye niche tarika batlaya gya hai.

  • Aap Scholarship Payment ki janch karne ke liye iske official website par visit karen. Official Site
  • Home page se Know your payment ke link par click karen.
  • Click karte hi ek aisa page open ho jayega.
  • Jisme aap puchhi gyi saari details ko bhar den.
  • Ab Search par click karen.
  • Aapka sara Scholarship Payment show ho jayega.

Scheme Wise Contact List For PFMS

  • Sabse pahle official website par aap visit karen.
  • Home page par Left Hand Side me uplabdh option par jayegn.
  • Scheme Wise Contact List option par click karen.
  • List show ho jayega, Jisme aaap Yojna ka naam khoj sakte hain.
  • Ya aap Scheme ka naam Yojna Samuh Prakar aur Yojna Prakar enter karen.
  • Ab aap Search Options par click karen.
  • Screen par saari jankari show ho jayegi.

PFPS के तहत NPS भुगतान स्थिति ट्रैक करने की प्रक्रिया

  • Aapko NPS Status ko Track karne ke liye official website par jana hoga.
  • Uske baad khuli hui Sheet se Track NPS Status option par click karen.
  • Ab aapko Bank Accunt No ya NPS Application ID enter karna hoga.
  • Ab Verification Code ko enter karen.
  • Aur Search Option aur Information Display par click karen.

PFMS Log.in Process

PFMS ke official website par khud se Log.in karne ke liye niche bataye gye step ko follow karen.

  • Click on the official Link.
  • Click Here.
  • Home page par se niche tak scroll karke apni years ko select karen.
  • Apna Username aur Passward enter karen.
  • Ab Log.in par click karen.

Helpdesk Contact

Yadi aapko is Yojna se sambandhit kisi prkar ki samashya hai to diye gye Contact Number par sampark kar sakte hain.

Helpline Toll Free Number:- (1800 118 111) or (01123343860)

Emergency Helpdesk Number:

  • Mr. Nikhil Sharma:- 8700171462
  • Shri Abhishek Rai:- 8368423186
  • Mukul Prasad:- 9074153883
  • Mr. Munesh Kumar Sharma:- 7417175253

Is page me aap sabhi ko PFMS se judi har jankari share ki gyi hai, Yadi aapke pass iske bare me koi aur saval hai to niche diye gye comment box se puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

19 Comments

Leave a Reply to Sapna KUMARI X