Sarkari News

PM Kisan: 2000 रुपये की पिछली किस्त नहीं मिली है तो, यह भी नहीं मिलेगी, जानिए क्या है गलती

Latest News PM Kisan Yojna 2020:- Hello Friends, Pradhan Mantri Kisan Samman Nidhi Yojna ke tahat sabhi Register Kisan ko partyek varsh di jane bali 6,000 Rupaye ki Rashi ki 6th Installment, Aur is Saal ki 2nd Installment Labharthi Kisano ke Bank Account me bahut jald aane bali hai. Lekin bahut se aise bhi Kisan hain jinke account me aavedan karne ke babjud bhi Last Installment nahi pahunch paya hai. Jiski puri jankari aap is post ko lat tak pdhkar aasani se prapt kar saakte hain.

PM Kisan Yojna आवेदन फॉर्म में अपनी गलितयों को सुधार करें

Agar aap bhi ek Kisan hain aur PM Kisan Samman Nidhi Yojna ka Labh prapt karne ke liye is varsh Aavedan kar chuke hain, Lekin aapke Bank Account me abhi tak 1st Installment nahi aaya hai. To aap smajh jayen ki un 70 Lakh Labharthi Kisano me aap bhi shamil hain, Jinka ek galit ki bajah se Account me bhi abhi tak 1st Installment Transfer nahi kiya gya hai. Jiski sabhi jankari is page me niche provide karaya ja raha hai.

Jaise ki Aavedan Sankhya me likha gya naam Aadhar Card se match nahi kar raha, Kisi ka Bank Account ya Aadhar Number galat hai, Ya phir kisi labharthi Kisan ke Bank ka IFSC Code galat hai. Halanki in galtiyon ko sudhar kar aavedak sahi tarah se Registration karva sakte hain.

Also Read:-

PM Kisan Yojana का अगला क़िस्त अगस्त में किस दिन आएगा, जानिए पूरी जानकारी

To in mamuli si galtiyon ke karan Pradhan Mantri Kisan Samman Nidhi Yojna me Register 70 Lakh Kisano ke Bank Account me 2,000 Rupaye ki 1st Installment nahi aaya hai. Agar aap bhi in sabhi 70 Lakh Kisano me se ek hain to is post me di gai jankari ke anusar aavedan form me apni galit ko sudhar sakte hain.

Aur Ha, Iske liye aapko kahi jane ki bhi aavashyakta nahi hai, Aap apne ghar baithe Laptop Computer Ya Smart Phone ke madhyam se hi thik kar sakte hain. Lekin agar aapne Phone me PM Kisan Mobile App ko download kiya hai to usse galtiyan ko sudharna aur bhi aasan hai. Aise bhi hamne is post me Aavedan Form me Wrong Details ki Sudhar karne ke liye PM Kisan ke Official Link ke sath Step by Step Method bhi bataya gya hai.

To Chliye Jante Hain Ki In Galtiyon Ko Khud Se Kaise Sudhar Kar Saken.

Also Read:-

PM Kisan Yojna: 10 करोड़ किसानों के खाते में आने वाला है 2000 रुपए की छठी किस्त, चेक करें आपका नाम है या नहीं

पीएम किसान रजिस्ट्रेशन फॉर्म हुई गलती की सुधार कैसे करें?

PM Kisan Scheme Registration Form me hui galti ki sudhar karne ke liye aap niche bataye gye step by step tarike ko follow kar sakte hain, Jiska official link aapke samne diya hua hai.

  • Aap PM Kisan ke official website par niche diye gye link se visit karen.
  • https://pmkisan.gov.in
  • Iske home page par jane ke baad Farmer Corner se Edit Aadhar Details bale Option par click karen.
  • Ab is page me apna Aadhar Number aur Captcha Code ko enter karke Submit par click kar den.
  • Agar aapka sirf Naam galat hota hai, Yani ki Application aur Aadhar me jo aapka Naam hai dono alag alag hai to aap ise online Sudhar sakte hain.
  • Lekin agar koi aur galit aapke aavedan form rahta hai, To aapko Accountant and Dgriculture Department Office se Sampark karna hoga.

Official Website:- https://pmkisan.gov.in/

Also Read:-

PM Kisan Yojna में 6000 रुपये पाना हुआ आसान- लिए गए ये तीन बड़े फैसले

PM Kisan Help Desk:-

  • PM Kisan Landline Numbers:- 011-23381092, 23382401
  • PM Kisan Toll Free Number:- 18001155266
  • PM Kisan Helpline Number:- 155261
  • PM Kisan Another Helpline:- 0120-6025109
  • Email Id:- pmkisan-ict@gov.in

Agar aavedan form bharne ke baad aapke Bank Account me paise nahi aata hai, Ya phir is yojna se sambandhit aur bhi adhik jankari prapt karna chahte hain, To aap diye gye Helpline Number par Call karke jankari prapt kar sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment