Admit Card PPU

PPU Part 3 Admit Card 2023 Released – Download Patliputra University Admit Card Online

Patliputra University (PPU)
Written by A to Z Classes

Patliputra University Part 3 Admit Card 2023 on 15 April: Hello Friends, Yadi aap PPU Part 3 Admit Card 2023 download karna chahte hain to is article ki sahayta se aap kafi aasaani se apna PPU ke graduation ke 3rd year ka admit card download kar sakte hain. Is article me aap sabhi ko ise download karne ki step by step jankari share ki gyi hai. Yaha se aap ise admit card online download kar sakte hain Patliputra University (PPU) ke official site se aur uska step by step tarika aap sabhi ke saath niche share kiya gya hai. Aap sabhi ko pata hoga ki PPU apna sabhi admit card apne official site par hi jaari karta hai aur niche ise download karne ka direct link diya gya hai.

To aap apne Exam Form no. ki sahayata se Patliputra University (PPU) part 3 admit card download kar sakte hain aur uske liye aap niche ke steps aur link ko follow kar sakte hain.

To sidhe taur par ye kahen ki yadi aap bhi PPU part 3 ke student hain aur Graduation ke kisi bhi stream me padh rahe hain to iske exam me upasthit hone ke liye aap iska admit card online download kar sakte hain aur isme ye article aap sabhi ko pura madad karega.

PPU ke part 3 ka admit card 15 April 2023 ko jaari hone ki sambhavna hai. To jaise hi iska admit card online release kiya jata hai ham admit card download karne ka direct link niche update kar denge. Aap sabhi ke jankari ke liye ye bata den ki iska exam 24 April 2023 se shuru ho raha hai.

Patliputra University Part 3 Admit Card 2023

To aap sabhi ko bata den ki Patliputra University Part 3 exam 2023 ke liye date sheet aa chuka hai aur ab iske admit card ko aap PPU ke official site se download kar sakte hain jiske liye aapko aapka form number yaad hona chahiye. Patliputra University ke graduation yani ki UG course ke 3rd year ka admit card niche ke link se download kiya ja sakta hai. Is article me aap sabhi ko Patliputra University ke sabhi admit card jo 3rd year se sambandhit hai use download karne ka link diya gya hai.

To sidhe taur par ye kahe ki yadi aap Patliputra University ke 3rd year exam me bhag lene bale hain to iske liye admit card online Patliputra University ke official site se download kar sakte hain aur ise kaise download karna hai uske bare me puri jankari aap sabhi ke saath yaha share ki gyi hai.

Part 3 Exam Starts on (Theory)24 April 2023
Part 3 Exam Ends on (Theory)6 May 2023

PPU 3rd Year Admit Card 2023 Overview

विश्वविद्यालयपाटलिपुत्र विश्वविद्यालय, पटना
शैक्षणिक सत्र2023
कोर्सB.Com, B.Sc., BA
सरकारी वेबसाइटhttp://www.ppup.ac.in/

How to Download PPU Part 3 Admit Card 2023

  • sabse pahle ppu ke official site par visit karen jiska direct link niche diya gya hai.
  • www.ppuponline.in
  • ab yahan par aapko “download admit part 3 card” ka ek option milega.
  • is par click karte ke saath hi ek naya page open hoga aur yahan par aapse EXAM FORM NO. puchha jayega.
  • ise fill karen aur uske baad search par click kar den.
  • aur is parkar aap PPU ADMIT CARD download kar payenge apne phone ya computer me.
  • iska ek print jarur karwa len.
PPU B.Sc Part 3 Admit Card CLICK HERE
PPU B.Com Part 3 Admit Card CLICK HERE
PPU B.A Part 3 Admit Card CLICK HERE

Printed Details on Ptliputra University Admit Card 2023

  • परीक्षा का नाम
  • उम्मीदवार का नाम
  • पिता का नाम
  • फॉर्म नं
  • अनुक्रमांक
  • परीक्षा केंद्र का नाम
  • हस्ताक्षर के साथ फोटो
  • Etc.

परीक्षा के लिए महत्वपूर्ण निर्देष

  1. परीक्षार्थी को नियत समय से आधा घंटे पूर्व परीक्षा केन्द्र पर पहुंच जाना है।
  2. परीक्षा प्रारम्भ होने के आधे घंटे के बाद उन्हें परीक्षा कक्ष में जाने नहीं दिया जाएगा और वे परीक्षा से वंचित हो जाएंगे।
  3. परीक्षा का समय समाप्त हो जाते ही अथवा लिखना समाप्त करने पर परीक्षार्थी को अपनी उत्तर पुस्तिका कक्ष के प्रधान निरीक्षक को देना होगा। किसी भी दशा में उत्तर पुस्तिका डेस्क पर न छोड़ी जाय और न उसे परीक्षा भवन से बाहर निकाला जाए।
  4. जो उत्तर पुस्तिका एक बार सौंपी जा चुकी है, वह किसी भी दशा में परीक्षार्थी को लौटायी नहीं जायेगी।
  5. प्रत्येक परीक्षार्थी के लिए एक निर्दिष्ट सीट का प्रबंध रहेगा जिस पर उसके प्रवेश-पत्र में अंकित संख्या लिखी होगी।
  6. परीक्षार्थी अपने निर्देष्ट स्थानों पर बैठें।
  7. जो परीक्षार्थी परीक्षा में दूसरे की सहायता करता या किसी प्रकार से अवैध सहायता लेने की चेष्टा करता हुआ अथवा परीक्षा में अनुचित लाभ के लिए दूसरे अवैध उपाय करता हुआ पाया जायेगा, वह परीक्षा से निकाल दिया जायेगा।
  8. परीक्षा हॉल में मोबाइल-फोन ले जाना वर्जित है। पाये जाने की स्थिति में मोबाईल को जब्त तथा परीक्षार्थी को निष्कासित कर दिया जायेगा।
  9. जो परीक्षार्थी भवन में अवैध उपायों का अलम्बन करते हुए पाये जायेंगे उन्हें तदनुसार दण्डित किया जायेगा।
  10. उत्तर लिखना प्रारम्भ करने से पहले प्रत्येक परीक्षार्थी के लिये अपनी उत्तर पुस्तिका के आवरण पृष्ठ पर अपना केन्द्र और नामांक तथा पंजीयन संख्या लिखना अनिवार्य है। परन्तु परीक्षार्थी को अपना नाम कदापि नहीं लिखना है।
  11. परीक्षार्थियों को चेतावनी दी जाती है कि जिस उत्तर पुस्तिका पर केन्द्र, नामांक और पंजीयन संख्या स्पष्ट रूप से लिखी न होगी उसे जाँचा नहीं जाएगा।

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

1 Comment

Leave a Reply to PPU UG Part 1 Registration Form 2020 Online – A to Z Classes X