Result

RGPV Diploma Result 2021 (घोषित) | Check 1st, 2nd, 3rd, 4th & 5th Sem Results Here, @rgpv.ac.in

RGPV Diploma Semester Result 2021:- Rajiv Gandhi Proudyogiki Vishwavidyalaya Diploma Annual/ Semester Main Result ghoshit kar diya gya hai, Students ko apna Result check karne ki aavashyakta hai jo wait kar rahe the ki RGPV Diploma Result kab aayega. To Vishwavidyalaya ne RGPV ke official portal par BE/ B.Tech/ B.Pharmacy 1st, 2nd, 3rd, 4th, 5th, 6th, 7th, 8th Semester April Exam Results publish kiya hai, Students @rgpv.ac.in Enrollment No. ke jariye check kar sakte hain, aur RGPV Result ke bare me full information prapt karne ke liye page ko niche scroll karen.

Vishwavidyalaya ke Examination authority dwara March-April month me aayojit B.E/ B.Tech/ M.C.A/ B.Pharmacy B.Pharmacy (PCI)/ B.Arch/ M.Pharmacy/ M.E/ M.Tech Semester 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7 & 8 Exams me present hone bale sabhi students RGPV ke official website se Result ki janch kar sakte hain online mode me, Jiska link hamne page ke end me share kiya hai.

Latest Update:- Rajiv Gandhi Technological University Diploma and Various Courses Annual / Semester Main Result has been declared on the official portal, and the direct link to check RGPV Exam Result is provided at the end of the page.

RGPV Diploma Result 2021

Rajiv Gandhi Proudyogiki Vishwavidyalaya (RGPV) dwara Diploma 1st, 2nd, 3rd, 4th, 5th, 6th, 7th & 8th Semester Exam March-April month me aayojit ki gayi thi, Is Exam me badi sankhya me students shamil the jo Result ki janch karne ke liye kafi utsuk hain. Isliye is post ke madhyam se un sabhi inform kiya gya hai taki vah B.E/ B.Tech/ MCA/ B.Pharmacy/ B.Pharmacy (PCI)/ B.Arch/ M.Pharmacy/ M.E/ M.Tech 1st to 8th Semester Results check kar saken.

RGPV Semester Exam Result 2021 – Details

Aap bhi apna RGPV Result dekh sakte hain yadi Exam diya hai to Result online check karne ke liye sabse aasan tarika niche bataya gya hai, Jiski sahayata se aasani purvak https://www.rgpv.ac.in/ se check kar payenge RGPV Sem Result 2021.

Organization NameRajiv Gandhi Proudyogiki Vishwavidyalaya 
Name of ExamDiploma/ BE/ B.Tech/ B.Pharmacy & Others
Semester1st/ 2nd/ 3rd/ 4th/ 5th/ 6th/ 7th & 8th
Result Release DateJuly 2021 Month (Expected)
Exam DateApril 2021
Result ModeOnline
Post Category University Result
Official Websitehttps://www.rgpv.ac.in/

@www.rgpv.ac.in 1st, 2nd, 3rd, 4th, 5th, 6th, 7th & 8th Semester Result 2021

Jo bhi students Rajiv Gandhi Proudyogiki Vishwavidyalaya Sem Result ka wait kar rahe the, Unhe official website par visit karna chahiye aur Result check karna chahiye. Hamne aap sabhi ki suvidha ke liye RGPV ke official website ka link and step by step method share kiya hai, Jo ‘RGPV Diploma April 2021 Result’ check karne me madad karega.

Waise aapko bataya gya ki RGPV 1st to 8th Sem Result July month me ghoshit kiya ja chuka hai, To diye gaye link se official website par jayen aur Enrollment No. ka upyog karke apne respective courses ka Result check karen.

How to Check RGPV Diploma Result 2021?

  • Rajiv Gandhi Proudiyogiki Vishwavidyalaya ke official website par visit karen.
  • https://www.rgpv.ac.in/
  • Aur home page ke ‘Students’ corner me jayen.
  • Waha se ‘Result’ link par click karen.
  • New page aapke samne open ho jayega, Yaha se apne Course ko select karen.
  • Isme apna Enrollment No. enter karen aur Semester select karen.
  • Last me captcha enter karke View Result par click kar den.
  • Finally aapka Result show ho jayega.
  • Result sheet download karke further use ke liye printout le sakte hain.

RGPV Result Link

RGPV Result LinkClick Here
Official Website https://www.rgpv.ac.in/ || Link 2
About RGPV

Rajiv Gandhi Technological University (RGPV), also known as Technological University of Madhya Pradesh, is a state university located in Bhopal, Madhya Pradesh, India. RGPV was established in the year 1998 by Madhya Pradesh Legislative Assembly Act 13, 1998. The university was established by the Government of Madhya Pradesh as a common university for all technical institutions.

It is a multi-campus affiliated, research university that offers diploma, undergraduate, postgraduate, integrated, dual and doctoral courses in fields such as engineering, technology, pharmacy, management, architecture, design and applied sciences. The University is recognized by NAAC with Grade ‘A’.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

1 Comment

Leave a Comment