Sarkari News

School Kab Khulega India 2021 | State Wise Schools Reopening Date News

Information about when schools will open in India, State Wise Indian School Reopening Date 2021:- Jaisa aap jante honge ki Indian Government ke adesh ke anusar March 2020 se per day badhte covid-19 graph ke karan aaj tak India ke 80% School closed tha. Kuchh Schools/ Colleges Nov 2020 me covid-19 situation ko control hone par lockdown ke bad open kar diya gya. But March-April 2021 covid-19 cases increase hone ke karan fir se closed karni padi. Lekin ab different states ke chief ministers dwara diye gaye statements and update ke anusar most states me offline protocols and distancing rules ke sath different classes ke students ke liye Schools fir se reopen karne ki planning kiya ja raha hai. Isliye yaha is article me State wise Indian Schools reopening Date 2021 ke bare me sabhi latest information share kiya gya hai.

When will School Reopen in India 2021 New Update

Doston, Kuchh state governments dwara July-August 2021 se Schools reopen karne ki yojna banayi hai. To kya aap janna chahte hain ki Uttar Pradesh (UP), Maharashtra, Madhya Pradesh (MP), Telangana (TS), Delhi, Bihar, Assam, AP, Karnataka, Uttarakhand, Gujarat, Haryana, Punjab, Rajasthan and other state Me School / College / Coaching Kab Khulenge / Start hongi Date New Update kya hai to Indian Schools Reopening Date 2021 ke bare me puri jankari is article me di gayi hai check karen.

Latest news ke anusar India me Covid-19 cases down hone par different states like Kerala, Bangalore, Puducherry, Tamil Nadu, West Bengal jaise states me Schools reopen kar diya gya hai. Niche Rajasthan, Andhra Pradesh, Jharkhand, Himachal Pradesh, J&K, Odisha, Chhattisgarh and other State me Schools Reopening Date 2021 ke bare me janakari di gayi hai.

Bihar SHSB Staff Nurse Result 2021

Indian School Reopen Date 2021 Today News

Covid-19 pandemic ke karan all states ke Schools long time se closed hai, Jise lekar students ko kafi nuksan ho raha hai. Isi ko dhyan me rakhte huye Government ne fir se School/ Colleges reopen karne ka decided kiya hai. India ke all Government and Private Schools jald hi shuru kiya jayega. But kuchh States me sirf 9th, 10th, 11th, 12th Class ke students ke liye Schools khole jayenge. Is bare me aap clear information ke liye apne respective Schools/ College se contact kar sakte hain.

UK Board 10th Result 2021

State Wise School Reopening Date 2021

  • Delhi NCR:- New update ke anusar Delhi ke sabhi Schools dwara tab tak online classes liya jayega, Jab tak Covid-19 situation better nahi ho jati.
  • Uttar Pradesh:- Chief Minister Yogi Adityanath ke next announcement tak School closed rahega.
  • Bihar:- To Chief Minister Nitish Kumar dwara jald hi School opening ke liye fully announced kar diya jayega. Kyunki alag alag districts ko Covid-19 lockdown me relax di gayi hai.

Bihar Teacher Niyojan Final Merit List 2021

  • Punjab:- Latest news ke anusar Punjab Government ne 23 May to 24 June 2021 tak summer vacation di thi. But Schools ko fir se reopen karne ka date jald hi announced kiya jayega.
  • Haryana:- Haryana me summer vacation ke liye 30 June 2021 tak School closed hai. State government ke next announcement ke bad School reopen kiya jayega.
  • Uttarakhand:- To Uttarakhand Government ne Schools opening ke liye date announced kar diya hai. Class 1 to 12th Schools 2nd week of July 2021 se khola jayega.
  • Gujarat:- Government of Gujarat dwara Schools reopening ke liye jald hi announced kiya jayega.

IGNOU B.Ed Entrance Result 2021

  • Maharashtra:- Government of Maharashtra ne Class 8, 9, 10, 11, 12 ke students ke liye offline classes ki permission di hai.
  • Madhya Pradesh (MP):- State’s Chief Minister ne already Class 8, 9, 10, 11, 12 Class tak schools reopening ke liye permission diya tha. But latest interview ke anusar Centers Govt. se permission lene ke bad open kiya jayega.
  • Andhra Pradesh (AP):- Andhra Pradesh Government ne School reopening ke liye koi official announcement nahi ki hai.
  • Jammu & Kashmir (J & K)- Present Covid-19 situation ko dekhte huye States ke Schools 30 June tak closed hai.
  • Karnataka:- Goa CM ke anusar State ke Schools ko next 2022 tak unlock karne ki taiyari hai.

RBSE 12th Promote Result 2021

  • Rajasthan:- State Government of Rajasthan 2nd week of July 2021 se Govt and private schools reopen karne ki planning kar raha hai.
  • Telangana:- Government of Telangana (TS) dwar offline classes start karne ke liye jald hi announced kiya jayega.

JKCET Result 2021

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment