Contents
Shekhawati University Result 2022:- Pt. Deendayal Upadhyaya Shekhawati University ke UG/PG Exam ka Result iske official website par jari kar diya gaya hai. Shekhawati University ke Annual aur Semester Exam ka result jald hi iske official site par jari kiya jayega. Regular anu Private Student PDUSU All Main Semester Exam 2022 Result niche ke diye gaye university ke official site ke link se check kar sakte hai.
Shekhawati University ke official ne sare arrangement kar liye hai aur jald hi PDUSU ke BA, BSC, BCOM, MA, MSC, MCOM ka Result iske official site par jari kar diya jayega. Is Article me ham PDUSU Result ki puri Detail pradan kar rahe hai. To aap sabhi Result declaration date, courses wise Result link aur dusre Details bhi yaha se dekh sakte hai.
Shekhawati University Result 2022
Pt. Deendayal Upadhyaya Shekhawati University ke jitne bhi Students ne iske Annual aur Semester Exam me bhag liya tha ve ab iska Result check kar sakte hai. Shekhawati University, Latest Exam Result check Karne ke liye aap niche ke link ka upyog kar sakte hai aur vaha apna Roll no./ Unique ID aur apne courses select kar Result download kar sakte hai.
Shekhawati University ne UG/PG Exam apne date sheet ke anusar Exam ka aayojan kiya. Bahut sare students ne is Written Exam me bhag liya, aur ab students iske Result janne ke liye utsuk hai. To isiliye aap sabhi ko Shekhwati University Result 2022 ek hi saath kaise check kare uske bare me bataya ja raha hai. Isliye jitne bhi undergraduate and postgraduate ke result ka wait kar rahe hai to ise niche ke diye gaye link se check kar sakte hai.
PDUSU UG PG Result Overview
University Name | Shekhawati University (PDUSU), Sikar Rajasthan |
Course Name | UG & PG Courses |
Name of Exam | Semester and Annual Exams |
Results Release Date | Released |
Category | University Results |
Mode of Results | Online |
Official Site | http://www.shekhauni.ac.in/ |
Pt. Deendayal Upadhyaya Shekhawati University jald hi UG/PG ka Result jari karne bali hai. Exam Results iske official site par jari kiye jayenge. Shekhawati University jald hi BA, BSC, BCOM, MA, MSC, MCOM (Private & Regular) ka Result apni website par upload karegi.
Halnki abhi tak University dwara Result jari karne ki date ki ghoshna nahi ki gayi hai, Lekin mana ja raha hai ki Result May/June 2022 me jari kiya jayega. Result jari hone ke bad aap iske official site se check kar sakte hai aur is Page se bhi apna Result check kar sakte hai. Ham is page par Pt. Deendayal Upadhyaya Shekhawati University Result 2022 ke Latest information update karte rahenge.
How to Download PDUSU University Result?
Jo Candidates PDUSU University BA B.Com B.Sc MA M.Com M.Sc Part 1/2/3 Result aur bhi courses ka Result check nahi kar paye hai, ve niche ke diye gaye Instructions ko follow kar apna Result aasaani se download kar sakte hai.
- Sabse pahle aap PDUSU University ke official site par visit karen.
- Uske baad Examination Tab par click karen.
- Uske baad aap apna cousre select karen jiska result download karna chahte hain.
- Yaha par ab apna roll number aur password enter karen.
- Aapka result show ho jayega.
- Ise print kar len ya download kar len.
OFFICIAL SITE:- http://www.shekhauni.ac.in/
- PDUSU B.Sc Part 3 Result
- PDUSU B.Com Part 3 Result
- PDUSU B.Com Part 2 Result
- Shekhawati University Time Table Online
PDUSU B.Sc Part 1 Result 2022 | CLICK HERE |
PDUSU B.Com Part 1 Result 2022 | CLICK HERE |
PDUSU B.A Part 1 Result 2022 | CLICK HERE |
PDUSU B.Sc Part 2 Result 2022 | CLICK HERE |
PDUSU B.A Part 2 Result 2022 | CLICK HERE |
PDUSU B.COM Part 2 Result 2022 | CLICK HERE |
PDUSU B.Sc Part 3 Result 2022 | CLICK HERE |
PDUSU B.APart 3 Result 2022 | CLICK HERE |
PDUSU B.COM Part 3 Result 2022 | CLICK HERE |
PDUSU UG/ PG Marks Sheet 2022
- Name of Candidate
- Father Name
- Year/Semester
- Roll Number
- Branch and Course Name
- Subject Name
- Marks for each subject and grade
- Percentage
- Overall Status (Pass/Fail)
- Remarks
About University :
Pandit Deendayal Upadhyaya Shekhawati University formerly known as Shekhawati University is a public state university situated in the village Katrathal of the Sikar district of the Indian state Rajasthan. The sole purpose of the university is to cater to the study needs of the students from the Shekhawati region. The Pandit Deendayal Upadhyaya Shekhawati University has a primary obligation to provide direction to society local, regional & national and to shape & channelize the energies, vision, and commitments of the youth for positive, productive and creative concerns. This can be achieved through effective education and dissemination of knowledge. The university further feels its obligations to serve the deserved, served and not served section and region of the society.