Jankari

Umeed Career Portal Haryana 2020 – उम्मीद करियर पोर्टल Login, Online Registration, @umeedcareerportal.com

Umeed Career Portal Online Registration:- Hello Guys, Haryana Government apne Rajya ke Students ke suvidha ke liye lagatar kuchh na kcuhh pryas karti hi rahti hai. Lekin haal hi me Haryana Sarkar ne State ke bachhon tak Education (शिक्षा) ki aur behtar suvidha pahunchane ke liye Umeed Career Portal ko launch kiya hai. Jiske tahat Rajya ke Students ko tarah tarah ki Facility pradan karya jayega.

Isliye aaj ke is article me aapko Umeed Career Portal se sambandhit sabhi mahatvapurn jankari jaise Umeed Career Portal kya hai? Benefits, Eligibility Criteria, Application Process, Important Document etc. provide karaya ja raha hai. To yadi aap उम्मीद करियर पोर्टल 2020 se related sabhi jankari hindi me prapt karna chahte hain, Tb is post ko last tak jarur padhen. Yaha aapko iski puri information mil jayegi.

Umeed Career Portal 2020 क्या है?

To aap sabhi ki jankari ke liye baa den ki Haryana Sarkar ne Umeed Career Portal ko Counselling and Career Guidance provide karne ke liye launch kiya hai. Yah Guidance Rajya ke Class 10th & 12th ke Students ko provide karayi jayegi. Aur yah portal Class 10th & 12th ke School Students ko Career Guidance pradan karta hai.

Jankari ke mutavik Directorate of School Education ke dwara Umeed Counselling Centers Haryana ke various Districts me khole gye hain. Jiske madhyam se Students ki Counselling and Career Guidance kiya ja raha hai. Is Umeed Career Portal ko Medhavi Professional Service Private Ltd. ke dwara sthapit kiya gya hai. Jiska benefits sirf Haryana ke Goverment School me Padhne bale Students ko di jayegi.

Umeed Career Portal 2020 Overview

Name of Scheme Umeed Career Portal
Launched by. Government of Haryana
Beneficiary Students of Haryana
Objective Providing counseling and career guidance.
Year 2020
Official Website https://umeedcareerportal.com/

Umeed Career Portal Haryana 2020 Online Registration

Umeed Career Portal Haryana ke 10th & 12th Class ke Students ke liye kafi upyogi hai. Jo ki Ummid Career Portal par 18 November 2020 se online training shuru kiya gya hai, Ichhuk Students is portal par Training Program ke liye Namankan kar sakte hain.

Training Program 2 Setting me ki aayojit jayegi, Iske pahle Setting 9:00 A.M.To 01:00 PM tak Teachers ko shamil kiya jayega. Aur 2nd Setting me Students ko shamil kiya jayega. Yadi aap Umeed Career Portal 2020 ka labh uthana chahte hain, To iske official website par online Registration kar sakte hain.

Objective of Umeed Career Portal

Umeed Career Portal ka udeshya Rajya ke 10th & 12th Class ke Students ko Career Guidance provide karna. Taki Students ko pata chal sake ki kis caetgory me Padhai karna unke liye better hai. Umeed Career Portal 2020 ki madad se Students ko apni Padhai ke interest area ke bare me bhi pata chalega. Aksar hota hai ki Students ko sahi galat Guidance milne par galat Course ko select kar lete hain, Jis se unhe kafi problems ko samna karna padta hai. Lekin is portal ke madhyam se sahi Course ko select kar payenge, Aur achhi Naukri bhi prapt kar sakte hain.

Benefits and Features of Haryana Umeed Career Portal 2020

  • Umeed Career Portal ke madhyam se Rajya ke Students ko Career Guidance provide karaya jayega.
  • Yah Class 10th & 12th ke Students ko pradan ki jayegi.
  • Is Portal ke madhyam se Students ka development hoga.
  • Ummid Career Portal par 18 Nov 2020 se Training shuru ki gyi hai.
  • Is portal ka Labh sirf Haryana ke Sarkari School me padhne bale Students ko milega.

Umeed Career Portal Onlne Registration (Eligibility & Important Document)

  • Aadhar Card
  • Ration Card
  • Residence Certificate
  • School ID Card
  • Passport Size Photograph
  • Mobile Number
  • Applicant should be a permanent resident of Haryana.
  • Applicant must be a student of a government school.

How to Apply Online for Umeed Career Portal?

  • Umeed Career Portal ke official website par pahle visit karen.
  • https://umeedcareerportal.com/
  • Aapke screen par home page open ho jayega.
  • Yaha aapko Login karna hoga.
  • Yadi aap ek Teacher hain, To School ID enter karni hogi, Aur yadi aap Students hain, To SRN Reg No. & Password enter karke Login par click kar den.
  • Login karne ke baad aap Careers, Colleges, Examinations, Vocational Courses, Scholarships etc. se related sabhi jankari prapt kar sakte hain.
  • Yadi aapko SRN Reg No nahi pata hai to School ke Principal se sampark kar sakte hain.

Umeed Career Portal Official Link :- https://umeedcareerportal.com/

Student and Teachers ID and Password

Login ByID Pasword
School/ TeacherSchool ID followed by t1 eg. 1234t1123456
Students Students SRN No. 123456  

Link for Training of Students and Teachers

SessionAttendeesParticipation Link
Teacher training session on Usage of Expectation Career PortalUmeed Centers, Counselors, PGThttp://bit.ly/umeedcareerportaltraining
Student Engagement session on Asha Career PortalClass 10th & 12th Students http://bit.ly/umeedcareerportalwebinar  

Is prakar aap Umeed Career Portal online Aavedan kar sakte hain. Agar aapke paas is portal se related koi saval hai to niche comment box ke through puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

1 Comment

Leave a Reply to Vandana X