Sarkari Yojna

Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 | Online Registration, Scheme Objective, Features & Benefits

Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Scheme | UK CM Vatsalya Scheme Online Registration | उत्तराखंड मुख्यमंत्री वात्सल्य योजना | Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021:- Covid-19 pandemic ke second wave ke karan anath huye bachchon ke liye Uttarakhand Government ne ‘Mukhyamantri Vatsalya Scheme’ ki shuruat ki hai. Is Scheme ke tahat state government dwara un bachchon ko dekhbhal kiya jayega, Jinhone apne parents (माता-पिता) ya family me ekmatra kamane bale sadasya ko Corona Virus ke karan kho diya hai. Sarkar aise sabhi bachcho ko “UK CM Vatsalya Scheme 2021” ke antargat every month bhatta ke roop me financial help pradan karegi, Iske sath hi education and training ki puri arrangements karegi. Isliye aaj ke is article me उत्तराखंड मुख्यमंत्री वात्सल्य योजना २०२१ ke bare me puri jankari hindi me di gayi hai check karen.

Uttarakhand Chief Minister Tirath Singh Rawat dwara Covid-19 ke karan anath huye bachcho ke liye shuru gayi is Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 ke antargat 21 Years tak every month Rs. 3000 bhatta ke roop me diya jayega, Iski jankari khud CM ne apne twitter handle par di hai. Bataya gya hai ki प्रदेश के सभी ऐसे बच्चे, जिन्होंने कोविड -19 महामारी से अपने माता – पिता को खोया है, उन सभी की जिम्मेदारी सरकार उठाएगी. Jiski jankari niche di gayi hai.

Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 Online Registration

Uttarakhand Sarkar ne state ke sabhi nagriko ko labh dene ke liye ‘Mukhyamantri Vatsalya Scheme’ ki ghoshna ki hai, Jinhone is Corona virus ke first and second wave ke karan apne Mata-Pita dono ko kho diya aur mahamari ke karan besahara ho chuka hai. Sarkar aise sabhi bachcho ko per month Rs. 3000 bhatta ke roop me financial help pradan karegi aur education and training ki puri arrangements karegi jaisa hamne upar bataya hai. Aap niche dekh sakte hain.

आपकी सरकार ने यह तय किया है कि प्रदेश के सभी ऐसे बच्चे, जिन्होंने कोविड -19 महामारी से अपने माता – पिता को खोया है, उन सभी की जिम्मेदारी सरकार उठाएगी। इसके लिए हम ‘मुख्यमंत्री वात्सल्य योजना’ लेकर आए है. उत्तराखंड के मुख्यमंत्री तीरथ सिंह रावत|

To state ke ichhuk sabhi labharthi jo Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojna 2021 ka labh uthana chahte hain, Ve is web page se is scheme se related information like Scheme Benefit, Eligibility Criteria, Key Features of Scheme, Application Status, Application process and more prapt kar sakte hain. Yadi aap bhi is Yojana ke bare me puri details me janana chahte hain to is post ko last tak jarur padhen.

उत्तराखंड मुख्यमंत्री वात्सल्य योजना का उद्देश्य क्या है?

आप जानते होंगे की देश में कोरोना के पहली और दूसरी लहर के कारन बहुत ऐसे बच्चे है जिनकी माता-पिता की मृत्यु हो चुकी है और वे अनाथ हो चुके हैं. इसलिए इन जरूरतमंद बच्चों की मदद के लिए महिला अधिकारिता एवं बाल विकास राज्य मंत्री ने 13 मई को महिला कल्याण विभाग के सचिव, निदेशक और जिला परिवीक्षा अधिकारियों के साथ बैठक कर प्रदेश सरकार द्वारा ‘मुख्यमंत्री वात्सल्य योजना’ की शुरुआत की है. जिसके अंतर्गत प्रदेश के ऐसे बच्चों का 21 साल की आयु तक सरकार भरण-पोषण व शिक्षा की व्यवस्था की जाएगी|

मुख्यमंत्री वात्सल्य योजना का मुख्य उद्देश्य प्रदेश में कोविद महामारी के कारण अपने माता-पिता की खो दिए बच्चों को देखभाल करना और 21 वर्ष होने तक उनके भरण-पोषण व शिक्षा की व्यवस्था राज्य सरकार की होगी. इसके साथ हीं उनकी पैतृक संपत्ति को बेचने का अधिकार किसी को नहीं होगा, जिसकी जिम्मेदारी सम्बंधित जिले के जिलाधिकारी की होगी. और ऐसे सभी बच्चों को राज्य की सरकारी नौकरियों में 5 प्रतिशत क्षैतिज आरक्षण भी दिया जायेगा. अधिक जानकारी आप निचे से जाँच करें|

Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 – Overview

Name of SchemeMukhyamantri Vatsalya Yojana (UKMVY)
Launched By.State Government of Uttarakhand
BeneficiariesChildren from Uttarakhand who have lost their parents due to Corona virus infection.
Major BenefitRs. 3000/- Monthly Financial Support
Year2021
Application TypeOnline / offline
Quota in Government Job5%
Scheme underState Government
State Uttarakhand
Post CategoryGovernment Scheme
Official Websitehttps://wecd.uk.gov.in/

Major Benefits of Uttarakhand CM Vatsalya Scheme 2021

  • CM Vatsalay Scheme Uttarakhand ke Chief Minister Mr. Tirath Singh Rawat dwara shuru ki gayi hai.
  • Is Scheme ke tahat State Govt. 21 Varsh tak Covid-19 ke karan anath huye bachcho ka maintenance, education, employment and training ki arrangements karegi.
  • Aise sabhi bachcho ko every month Rs. 3000 bhatta ke roop me financial help pradan kiya jayega.
  • Covid-19 pandemic ke karan anath hone bale bachcho ko state government ki Govt. Job me 5% ka horizontal reservation diya jayega.
  • Aur kisi bhi bachcho ko unki paternal property bechne ki adhikar nahi hogi, Iski responsibility District Magistrate ke pass hogi.
  • Sarkar in bachcho ki paternal property ke liye kanun banayegi.
  • Yah subsidy eligible bachcho ke direct uske bank account me transfer ki jayegi.

Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana Eligibility Criteria

  • Applicants bachcho ko Uttarakhand ka permanent citizen hona chahiye.
  • Candidates ka personal bank hona chahiye.
  • Aur Covid-19 ke karan jinke parents ka death ho chuka hai, Ve is Scheme ke liye eligible honge.

Important Dates

EventDates
Starting Date to Apply Online22th May 2021
Last Date to Apply Online

Required Document to Apply Online

  • Aadhar Card
  • Bank account statement
  • Ration card
  • Birth certificate
  • income certificate
  • Passport size photograph
  • mobile number
  • Death certificate of parents
  • And Other Required Document for Applicants

Uttarkhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 के लिए आवेदन कैसे कर सकते हैं?

Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 me apply karne ke liye niche diye gaye steps ko follow karen.

  • Sabse pahle Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana ke official website par visit karen.
  • https://wecd.uk.gov.in/pages/display/156-schemes-at-a-glance
  • Website ke home page par jakar ‘Apply Online’ link par click karen.
  • Home page par Application form open ho jayega.
  • Form me puchhi gayi sari personal details ko enter karen aur sabhi important document upload karen.
  • Sari process pura karne ke baad finally Submit button par click kar den.
  • Is tarah se Uttrakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana ke liye apply kar sakte hain.

Important Notes:- Agar aap ‘Mukhyamantri Vatsalya Yojana Uttarakhand’ ka labh uthane ke liye apply karna chahte hain tab aapko kuchh din aur wait karna hoga. Kyunki State Government ne abhi sirf is Scheme ki ghoshna ki hai, Lekin bahut jald iske liye application process shuru hogi.

Don’t Worry, Jab is Scheme ke liye Application process shuru hoti hai to uski jankari aapko is website par di jayegi, Filhal sabhi wait karen aur Uttarakhand CM Vatsalya Scheme 2021 se related new update ke liye atozclasses.com par regular visit karen.

Quick Link:-

Apply Online Click Here to Apply

Official Website – https://wecd.uk.gov.in/

To agar aapke paas Uttarakhand CM Vatsalya Scheme se related koi question hai to aap hamse comment ke through puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment