{"id":13795,"date":"2021-09-03T20:18:50","date_gmt":"2021-09-03T14:48:50","guid":{"rendered":"https:\/\/atozclasses.com\/?p=13795"},"modified":"2023-10-26T16:37:32","modified_gmt":"2023-10-26T11:07:32","slug":"pradhan-mantri-kaushal-vikas-yojna","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/atozclasses.com\/pradhan-mantri-kaushal-vikas-yojna\/","title":{"rendered":"Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana 2021 \u2013 PMKVY \u0915\u0947 \u0932\u093f\u090f \u0906\u0935\u0947\u0926\u0928 \u0915\u0948\u0938\u0947 \u0915\u0930\u0947\u0902 \u092a\u0941\u0930\u0940 \u091c\u093e\u0928\u0915\u093e\u0930\u0940"},"content":{"rendered":"\n

Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojna 2021:-<\/strong>\u00a0PMKVY YOJNA To friends jaisa ki aap sabhi jante hain ki\u00a0Pradhanmantri Shree Narendra Modi Ji<\/strong>\u00a0ki ek nahi Yojna ke roop me PMKVY Yojna ubhar kar samne aayi hai, Aur aapko pata hai ki pure Bharat ko\u00a0Digital India\u00a0<\/strong>ki taraf badhawa dene ke liye Bharat ke Pradhanmantri dwara apna kafi vishesh yogdan di gyi hai. Sath hi Bharat ke sabhi Nagriko ke liye kai prakar ki Yojnaye ko bhi chalai ja rahi hai.<\/p>\n\n\n\n

Aap sabhi ko pata hai ki Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojna<\/strong> ki shuruaat Shree Narendra Modi Ji ke dwara ki ki gyi hai, Jisme Bhartiyo Yuvaon ko Kaushal Vikas ka Training <\/strong>diya jata hai, Aur Kaushal Vikas Yojna<\/strong> se sambandhit sabhi Course Free me karaye jate hain. Aise me is Kaushal Vikas Yojna ko aur badhawa dene ke liye phir se Online Registration shuru ki gyi hai, Jiske bare me aap sabhi is post me puri jankari diya ja raha hai. Taki aap is PMKVY Yojna ka labh aasani se utha saken.<\/p>\n\n\n\n

Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana 2021(PMKVY)<\/strong><\/h2>\n\n\n\n

Aap sabhi ko batate chale ki PMKVY Yojna <\/strong>ke antargat Berojgar Yuvaon ko Construction, Electronics & Hardware, Food Processing, Furniture & Fittings, Handicraft, Gems & Jewelry Aur Leather Technology jaise aur bhi Technical Field ke liye Training pradan ki jayegi. Desh ke jo bhi Yuva iske liye utshuk hain ya wo kisi bhi Course ke Training <\/strong>pradan karna chahte hain, To vah kisi bhi Course ko select karke Training le sakte hain.<\/p>\n\n\n\n

Pradhanmantri Kaushal vikas Yojna <\/strong>ke tahat Bharat Sarkar ke aadesh ke anusar Desh ke partyek Rajya aur Sahar me Training Center <\/strong>ko khola gya hai, Jisme Labharthiyon ko Free me Traning pradan kiya jayega. PMKVY Yojna 2020 <\/strong>me Kendra Sarkar Yuvaon ko agle 5 Saal ke liye Entrepreneurship Education aur Training Course ki vyastha karti hai.<\/p>\n\n\n\n

PM Kaushal Vikas Yojana 2020 \u2013 Overview<\/strong><\/h3>\n\n\n\n
Scheme<\/strong><\/td>Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojna (PMKVY)<\/strong><\/td><\/tr>
Started by<\/strong><\/td>Prime Minister Narendra Modi<\/td><\/tr>
Objecive<\/strong><\/td>Desh ke Yuvaon ko Various Course me Training Pradan Karna<\/td><\/tr>
Beneficiary<\/strong><\/td>Desh ke Berojgar Yuva<\/td><\/tr>
Application Proces<\/strong><\/td>Online<\/td><\/tr>
Official Website<\/strong><\/td>http:\/\/pmkvyofficial.org\/<\/strong><\/em><\/a><\/td><\/tr><\/tbody><\/table><\/figure>\n\n\n\n

What is Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojna?<\/strong><\/h2>\n\n\n\n

Bata den ki Pradhanmantri Kaushal Vikas Yojna<\/strong> Present samay me ek aisi Yojna hai jiske dwara Berojgar Yuva ko Rojgar prapt karne me kafi aasani ho sakti hai, Aur iska mukhya udeshya Bharat me adhik se adhik Kaushal Vikas ko badhawa dena hai. Jisse Yuvaon ko unki Education Qualification & Talent ke aadhar par Rojgar prapt ho saken.<\/p>\n\n\n\n

Jabki itna hi nahi Yuvaon ko Rojgar ke liye Skilled bhi banane ka hai, Jo ek Training Yojna ke roop me hai. Aise bhi Industrial Training ke karan Desh me bahut se apni padhai puri kar chuke Yuva Berojgar baithe hain, Isliye Pradanmantri Kaushal Vikas Yojna<\/strong> ka sanchalan karne me Kendra Sarkar ka Mukya Udeshya Desh ke aise Yuvaon ko Industrial Training dena hi hai.<\/p>\n\n\n\n

Benifits of Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojna 2020<\/h3>\n\n\n\n