{"id":13994,"date":"2022-07-14T09:58:39","date_gmt":"2022-07-14T04:28:39","guid":{"rendered":"https:\/\/atozclasses.com\/?p=13994"},"modified":"2023-10-27T03:53:57","modified_gmt":"2023-10-26T22:23:57","slug":"pmmy","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/atozclasses.com\/pmmy\/","title":{"rendered":"Pradhan Mantri Mudra Yojana Online Form 2022 \u2013 PMMY \u0915\u0947 \u0932\u093f\u090f \u092f\u0939\u093e\u0901 \u0938\u0947 \u0906\u0935\u0947\u0926\u0928 \u092b\u0949\u0930\u094d\u092e \u092d\u0930\u0947\u0902"},"content":{"rendered":"\n
Pradhan Mantri Mudra Yojna 2022:-\u00a0<\/strong>Pradhanmantri Mudra Yojna ke tahat aise logo ko Loan pradan kiya jata hai jo apna khud ka ek Business shuru karna chahte hain. Jabki Sarkar dwara Entrepreneurship ko badhawa dene ke maksad se is Yojna ke tahat sabhi Chhote Enterprises ke liye yah Loan ka offer pradan karti hai. Jiske liye Bharat me rahne bale koi bhi ichhuk Labharthi is Yojna ka labh utha sakte hain.<\/p>\n\n\n\n Pradan Mantri Mudra Yojna<\/strong> ke antargat Desh ke sabhi Entrepreneurs ko khud ka Udyog uplabdh karne ke liye Discounted Rate par Bank se Loan uplabdh karbane me madad karti hai. Jo ki is Scheme ki shuruaat Bharat ke Prime Minister Shree Narendra Mode Ji ke dwara 8 April 2015 <\/strong>ko hi kiya gya tha.<\/p>\n\n\n\n To Desh ke jo bhi labharthi is Yojna ka ka labh uthakar apna kisi bhi tarah ka Udyog ki shuruaat karna chahte hain ya Bank se Loan lekar apne Udyog ko aur bada bana chahte hain, To\u00a0Pradhanmantri Mudra Yojna 2022<\/strong>\u00a0ke liye aavedan form bhar sakte hain. Jiske liye aapko is article me saari jankari Application Process, Required Document, Eligibility Criteria ityadi jaise sabhi information pradan karaya ja raha hai.<\/p>\n\n\n\n Aapko bata den ki Pradhanmantri Mudra Loan Yojna<\/strong> ke tahat 3 Category Shishu Loan, Kishore Loan, Tarun Loan <\/strong>me pradan kiya jata hai, Is Yojna me Sarkar ki taraf se 50,000 Rupaye se lekar 10 Lakh Rupaye tak ki Loan ka offer di jati hai. Is Yojna ke jairye bina kisi anudan ka diya jata hai jabki sath hi Loan ko chukane ke liye iski period ko 5 Varsh tak badhaya bhi gya hai.<\/p>\n\n\n\n Abhi ke samay me jo labharthi apna Business start karna chahte ya phir apni Business ko aur aage tak badhana chahte hain. To un sabhi ko\u00a0Pradhan Mantri Mudaya Schemes<\/strong>\u00a0ke madhyam se\u00a0Kendra Sarkar Bank dwara 10 Lakh Ruapye\u00a0<\/strong>tak ki Loan uplabdh karaya ja raha hai, Jiske liye koi anudan ki aavashyakta nahi hai, Aur aapko bataya gya ki Mudra Loan chukane ke liye iski Period ko 5 Years tak badha diya gya hai. Pradhan Mantri Yojna ke antargat Sarkar dwara 2022 tak 18.87 Crore se adhik shamil kiya ja chuka hai, Jabki abhi tak 9.27 Crore Rupaye is Scheme ke madhyam se aavantit kar di gyi hai.<\/p>\n\n\n\nPradhan Mantri Mudra Yojna 2022 Online Application Form<\/strong><\/h2>\n\n\n\n
PMMY Scheme 2022 Highlights<\/strong><\/h2>\n\n\n\n