{"id":14253,"date":"2021-07-09T20:08:35","date_gmt":"2021-07-09T14:38:35","guid":{"rendered":"https:\/\/atozclasses.com\/?p=14253"},"modified":"2023-10-27T00:16:38","modified_gmt":"2023-10-26T18:46:38","slug":"grahak-seva-kendra","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/atozclasses.com\/grahak-seva-kendra\/","title":{"rendered":"Grahak Seva Kendra CPS \u0915\u094d\u092f\u093e \u0939\u0948 | \u0917\u094d\u0930\u093e\u0939\u0915 \u0938\u0947\u0935\u093e \u0915\u0947\u0902\u0926\u094d\u0930 \u0915\u0948\u0938\u0947 \u0916\u094b\u0932\u0947\u0902"},"content":{"rendered":"\n

Garahak Seva Kendra Online Registration:- <\/strong>Hello Friends, Aap Grahak Seva Kendra ke bare me to jarur sune honge, Ya khud dekhe bhi honge agar aapko pata nahi hai ki Grahak Seva Kendra <\/strong>kiya hai. To aaj ham aapko is article me Grahak Seva Kendar yani (CSP)<\/strong> ke bare me puri jankari dene ja rahe hain. Yadi aap CSP ke bare me puri jankari prapt karna chahte hain to is post ko dhyan se last tak padhe.<\/p>\n\n\n\n

Yadi aap Berojgar hain to aap Grahak Seva Kendra kholkar<\/strong> achhi khasi Income kar sakte hain. Aapko Grahak Seva Kendra <\/strong>kholne ke liye aapke pass koi Degree ki aavashyakta nahi hai, Iske liye sirf aapke pass Computer ka Knowlege <\/strong>hona chahiye. Yadi aapko Computer ke bare me jankari hai, Ya ise sikhne ka Certificate hai to aap Grahak Seva Kendra<\/strong> (CSP) <\/strong>Khol sakte hain.<\/p>\n\n\n\n

Grahak Seva Kendra (CSP) \u0915\u0940 \u091c\u093e\u0928\u0915\u093e\u0930\u0940 \u0939\u093f\u0902\u0926\u0940 \u092e\u0947\u0902?<\/strong><\/h2>\n\n\n\n

Ab baat hai ki SBI \/ BOB Grahak Seva Kendra<\/strong> kholne aur Registration ki prakriya hindi me, SBI Grahak Seva Kendra, CSP Kaise Khole, Grahak Seva Kendra se Income, Grahak Seva Kendra ki suvidha dene bali Companies ke naam jaise aur bhi jankari is post me pradan kiya ja raha hai.<\/p>\n\n\n\n

Aapko pata hai ki Pradhanmantri ke Degital India Program <\/strong>ke tahat Desh ke kone kone tak Banking jaise aur bhi Suvidhayen pahuchane ke udeshya se Grahak Seva Kendra <\/strong>ki shuruaat ki gyi hai. Jisse pahle aapko CSP ka Full Form bataya gya hai.<\/p>\n\n\n\n

CSP Full Form:- Customer Service Point<\/strong><\/h5>\n\n\n\n

To jaisa aapko bataya gya ki yadi aapko Computer ke bare me achhi jankari hai to aap Grahak Seva Kendra <\/strong>kholkar ek Business ke roop me ise select kar sakte hain. Aur sabhi tak Degital India Services<\/strong> ki Labh pahucha sakte hain.<\/p>\n\n\n\n

What is Customer Service Center, (CSP) \u0915\u094d\u092f\u093e \u0939\u0948<\/strong><\/h3>\n\n\n\n

Aap sabhi k is post ke madhyam se bata den ki Pradhanmantri ke Digital India Program <\/strong>ke tahat Desh ke sabhi State me Banking ya aur bhi bhut si Suvidhayen pahuchane ki udeshya se Grahak Seva Kendra <\/strong>ki shuraat ki gyi hai. Abhi ke samay me In Kendro ke madhyam se Desh ke Kone Kone tak Digital Madhyam <\/strong>se Banking aur Anu Sevaon ka Labh pahuchaya ja raha hai.<\/p>\n\n\n\n

Agar aap bhi Computer ko achhi tarah se Operate kar lete hain tab aap Grahak Seva Kendra kholkar<\/strong> Logo tak Degital Madhyam se Sevaon ko uplabdh karbakar apna Income kar sakte hain. Jiske liye aap Degital India <\/strong>ki official website par Registration karke apne Area me Grahak Seva Kendra ko shuru kar sakte hain.<\/p>\n\n\n\n

Grahak Seva Kendra \u0915\u0947 \u0915\u093e\u0930\u094d\u092f<\/strong><\/h3>\n\n\n\n

Grahak Seva Kendra<\/strong> ke madhyam se bahi Suvidhaye pradan ki jati hai jo kisi Bank me jakar prapt karta hai. To is post me niche Grahak Seva Kendra ke antargat diye jane bali Sevaon ke bare me bataya gya hai aap dekh sakte hain.<\/p>\n\n\n\n