{"id":14566,"date":"2020-06-03T16:07:00","date_gmt":"2020-06-03T10:37:00","guid":{"rendered":"https:\/\/atozclasses.com\/?p=14566"},"modified":"2023-10-26T18:13:20","modified_gmt":"2023-10-26T12:43:20","slug":"mp-bhavantar-bhugtan-scheme","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/atozclasses.com\/mp-bhavantar-bhugtan-scheme\/","title":{"rendered":"MP Bhavantar Bhugtan Scheme 2020 | \u092d\u093e\u0935\u093e\u0902\u0924\u0930 \u092d\u0941\u0917\u0924\u093e\u0928 \u092f\u094b\u091c\u0928\u093e Online Form"},"content":{"rendered":"\n

Madhya Pradesh Bhavantar Bhugtan Yojna Online Registration 2020:- <\/strong>Madhya Pradesh Sarkar ne Kisnao ki Samasya ko dekhte huye ek nayi Yojna ki shuruaat ki hai jiska naam MP bhavantar Bhugtan Yojna 2020 <\/strong>hai. MP Government ne Kisano ko unki Phaslon ka sahi Labh pahuchane ke liye is Yojna ko shuruaat kiya hai, Jiske anatargat Rajya ke un sabhi Kisano ke Bank Account me Selling Price aur Labhkari Mulya ke bich ka Bhugtan kiya jayega.<\/p>\n\n\n\n

Rajya Sarkar ne Rajya ke Kisano <\/strong>ko ho rahi samasya aur unke dwara Kisano dwara kiye ja rahe aatmhatyaon ko rokne ke liye is Yojna ka Sanchalan kiya gya hai. Agriculture ke Area me Kisano <\/strong>ko hone bale in sabhi parasthitiyon se Kisan aisa kadam utha rahe hain, Jise rokne ke liye MP Government ne ek nai pahal is Yojna ke madhyam se shuru kiya hai.<\/p>\n\n\n\n

Madhya Pradesh me yadi Kisano ko Khrif Phasl Market me Minimum Support Prices (MSP) <\/strong>ki Tulna me kam Price par beche ja rahe to us Nuksan ko Kisan Cover karne ke liye Bhavantar Bhugtan Yojna <\/strong>ke liye aavedan kar sakte hain. Jo is post me is Yojna se sambandhit sabhi Jankari Application Process, Eligibility, Mahatvapurn Document ityadi provide karaya ja raha hai.<\/p>\n\n\n\n

Madhya Pradesh Bhavantar Bhugtan Yojna Registration 2020<\/strong><\/h2>\n\n\n\n

Madhya Pradesh Sarkar dwara diye ja rahe is Bhavantar Bhugtan Yojna<\/strong> ka Labh MP ke jo bhi Kisan uthana chahte hain to unhe iske official portal par jakar iske liye sabse pahle online Registration karna hoga, Jiska Official Link is Page me niche pradan karaya gya hai.<\/p>\n\n\n\n

Bata den ki E-Uparjan<\/strong> ke madhyam se pichhl 5 Varsho me Lagbhag kul milakar 118.57 Lakh Kisan Minimum Support Prices<\/strong> ke liye Free me Register huye hain, Jinme se 64.35 Lakh Kisano se 2415.62 Lakh M. T. Grain kharida gya hai, Jiska Rs. 69111 Crore Rupaye ki Rashi <\/strong>ka Bhugtan kiya ja chuka hai.<\/p>\n\n\n\n

\"\"\/<\/figure><\/div>\n\n\n\n

Aur MP Bhavantar Bhugtan Yojna<\/strong> ke that Sarkar dwara Kisano ka Labh sidhe unke Bank Account me Transfer kiya jayega, Jiske liye Kisan ka apna Bank Account <\/strong>hona aavashyak hai, Aur sath Bank Account Labharthi ke Aadhar Card se Link bhi hona anivarya hai.<\/p>\n\n\n\n

MP Government is Scheme ke that E-Uparjan ke official website www.mpeuparjan.nic.in <\/strong>ke madhyam se Bhavantar Bhugtan Yojna<\/strong> ke liye Kisano se Online Registration Form Accept kar rahi hai. Jo bhi MP ke Kisan is Yojna ke liye ichhuk hain ve is Portal se online aavedan kar sakte hain.<\/p>\n\n\n\n

Bhavantar Bhugtan Scheme\u00a0\u092e\u0947\u0902 \u0936\u093e\u092e\u093f\u0932 \u092b\u0938\u0932\u0947<\/strong><\/h3>\n\n\n\n

Bhavantar Bhugtan Yojna ab Rajya me Kapas, Mung, Gehu, Urad, Jwaar, Soyabin, Mungfali, Til, Mkka Ityadi sahit Mukya roop se 13 Phaslon ke liye shuru kiya gya hai.<\/p>\n\n\n\n