{"id":24472,"date":"2022-08-01T10:10:23","date_gmt":"2022-08-01T04:40:23","guid":{"rendered":"https:\/\/atozclasses.com\/?p=24472"},"modified":"2023-10-27T02:22:37","modified_gmt":"2023-10-26T20:52:37","slug":"bihar-diesel-anudan-yojna","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/atozclasses.com\/bihar-diesel-anudan-yojna\/","title":{"rendered":"Bihar Diesel Anudan Yojna 2022 Registration – Online Application Form"},"content":{"rendered":"\n
Bihar Diesel Anudan Yojna 2022:-<\/strong> Hello Guys, Government of Bihar ne apne Rajya ke Kisano ko Kheti karne me sahayata pahunchane ke liye Bihar Diesel Anudan Yojna ki shuruaat ki hai. Jiske antargat Bihar Sarkar Rajya ke Kisano ko Krishi Utpadan ke liye Diesel par Subsidy pradan karegi. Aapko bata den ki \u092c\u093f\u0939\u093e\u0930 \u0921\u0940\u091c\u0932 \u0905\u0928\u0941\u0926\u093e\u0928 \u092f\u094b\u091c\u0928\u093e 2022 <\/strong>ke tahat Rajya ke Kisano ko 40 Rupye \/ Liter ke hisab se Anudan Rashi di ja rahi thi. Lekin ab Bihar Sarkar ne is Yojna me kuchh badlav bhi kiya hai. Ji ha, Rajya Sarkar dwara ise badhakar 50 Rupaye\/ Liter kar di gyi hai. <\/p>\n\n\n\n Isliye aaj ke is article me ham Bihar Diesel Anduan Yojna 2022 ki puri jankari ke sath Online Registration karne ke liye official link bhi share kiya hai. Yadi aap Bihar Rajya ka ek Kisan hain, Aur Bihar Diesel Anduan Yojna ka labh uthana chahte hain to aapke liye yah post kafi upyogi savit hone bali hai. Aap is post ko Padhkar bahut hi aasani se Diesel Anudan Yojna Bihar 2022 <\/strong>me online Application Form bhar sakte hain.<\/p>\n\n\n Aapki jankari ke liye sabse pahle batana chahunga ki Diesel Anudan Yojna ke tahat Bihar Sarkar apne Rajya ke sabhi Kisano ko Kharif Crops (\u0916\u0930\u0940\u092b \u092b\u0938\u0932\u094b\u0902) ki Diesel Pump Set se Utpadan karne par Anudan Rashi pradan karegi. Jaha Bihar Diesel Anudan Yojna 2022 <\/strong>me Rajya ke Kisano ko sirf Dhan ki 4 Sinchai karne par Per Acre 400 Rupaye pradan ki jati thi. Isi tarah ab Kisano ko Corn (\u092e\u0915\u094d\u0915\u093e) ki dono Fasal par bhi Subsidy di jayegi. <\/p>\n\n\n\n Itna hi nahi Bihar Sarkar anya Kharif Fasal jaise Pulses, Oilseeds, Seasonal Vegetables, Medicinal and Aromatic Plants (\u0926\u0932\u0939\u0928, \u0924\u0947\u0932\u0939\u0928, \u092e\u094c\u0938\u092e\u0940 \u0938\u092c\u094d\u091c\u093f\u092f\u093e\u0902, \u0914\u0937\u0927\u0940\u092f \u090f\u0935\u0902 \u0938\u0941\u0917\u0902\u0927\u093f\u0924 \u092a\u094c\u0927\u0947) ki 3 Sinchai tak Diesel Anudan degi. Aur Diesel Anudan Yojna ke antargat pahle Krishi Utpadan ke liye Per Unit Electricity Rate 96 Paise thi, But ab ise 75 Paise kar diya gya hai. Yah Private and Government sabhi Tube Well ke liye lagu ki gyi hai. <\/p>\n\n\n\n Bihar ke jo bhi Kisan Bihar Diesel Anudan Yojna 2022 <\/strong>ka Labh uthana chahte hain, Unhe iske liye Bihar Agriculture Department ke official website par jakar online Aavedan karna hoga. Lekin Aavedan karne se pahle Kisano ko Eligibility Criteria ko pura karna hoga, Jo is page me niche diya gya hai. <\/p>\n\n\n\nBihar Diesel Anudan Yojna 2022 Online Registration <\/strong><\/h2>\n\n\n\n
Overview of Bihar Diesel Anudan Yojna 2022 <\/h3>\n\n\n\n