{"id":44227,"date":"2021-05-02T20:49:00","date_gmt":"2021-05-02T15:19:00","guid":{"rendered":"https:\/\/atozclasses.com\/?p=44227"},"modified":"2023-10-26T20:10:18","modified_gmt":"2023-10-26T14:40:18","slug":"jan-aadhar-app","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/atozclasses.com\/jan-aadhar-app\/","title":{"rendered":"Jan Aadhar App Download | \u0910\u0938\u0947 \u0921\u093e\u0909\u0928\u0932\u094b\u0921 \u0915\u0930\u0947\u0902 \u0905\u092a\u0928\u0947 \u092e\u094b\u092c\u093e\u0907\u0932 \u095e\u094b\u0928 \u092a\u0930 \u091c\u0928 \u0906\u0927\u093e\u0930 \u0915\u093e\u0930\u094d\u0921 \u0911\u0928\u0932\u093e\u0907\u0928"},"content":{"rendered":"\n

Jan Aadhar App Download:-<\/strong> Jaisa aap sabhi jante honge ki State Government of Rajasthan ne Bhamashah ID ki jagah Rajya ke nagriko ke liye ab ek new system ko shuru kiya hai, Jiska naam Jan Aadhar Card hai. Lekin ise download karne ke liye aapke mobile phone me mobile application hona jaruri hai. <\/p>\n\n\n\n

Isliye aaj ke is article me ham Jan Aadhar Card Download<\/strong> karne ki puri jankari denge ki aap kis tarah se ghar baithe Mobile Application ke through Jan Aadhar Card PDF download kar sakte hain, aur uska printout nikal sakte hain wo bhi aasaani se. <\/p>\n\n\n\n

Jan Aadhar Aap Download <\/strong><\/h2>\n\n\n\n

Koi bhi labharthi apne android phone par Jan Aadhar ka Official Mobile App download kar sakte hain, Kyunki yah Google Play Store par available hai. Aur mobile application ko download kar apna Jan Aadhar Download karne ke alava Jan Aadhar Status <\/strong>bhi check kar sakte hain.<\/p>\n\n\n\n

But, Jan Aadhar download ya print karne ke liye aapko kuchh mahatvapurn document ki aavashyakta hogi, Jo is post me diya gya hai. Hamne yah bhi bataya hai ki kis tarah se Jan Aadhar Card Download <\/strong>kiya ja sakta hain. <\/p>\n\n\n\n

Documents required to download Jan Aadhaar Card<\/h3>\n\n\n\n