{"id":46159,"date":"2021-05-14T20:59:00","date_gmt":"2021-05-14T15:29:00","guid":{"rendered":"https:\/\/atozclasses.com\/?p=46159"},"modified":"2023-10-26T20:17:16","modified_gmt":"2023-10-26T14:47:16","slug":"bims-login","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/atozclasses.com\/bims-login\/","title":{"rendered":"BIMS Login 2021 | How to Login Treasury and DDO Login Portal, @treasury.kerala.gov.in"},"content":{"rendered":"\n

BIMS Login 2021:-<\/strong> Kya aap janana chahte hain ki BIMS Login kya hai, Is portal ham login kaise kar sakte hain to yaha puri details jankari share kiya gya hai. <\/p>\n\n\n\n

Doston, Bill Information and Management System (BIMS) ke naam se jana jata hai jo Government of Kerala ke Finance Department ne launched kiya hai. BIMS treasure operation ko maintain rakhta hai. Aur Kerala Govt. dwara Drawing and Disbursing Officers (DDO) BIMS <\/strong>ke through contingent bills, staff salaries and other different activities ko dhyan rakha jata hai. Mukhya roop se BIMS ek bill management ke liye online portal hai. Is post me BIMS Login ke sath sath BIMS features ke bare me pure vistar se bataya gya hai.<\/p>\n\n\n\n

To yadi aap Bils Information and Management System (BIMS) <\/strong>Portal par Login karna chahte hain is web page ke madhyam se http:\/\/treasury.kerala.gov.in\/ par visit kar sakte hain.<\/p>\n\n\n\n

BIMS Login 2021 (Treasury and DDO Login)<\/strong><\/h2>\n\n\n\n

BIMS (Bill Information and Management System) hai jo Kerala Govt. dwara operate kiya ja raha hai. Yah Drawing and Disbursing Officers (DDOs) dwara claim settlements ke liye e-Bill portal hai, But BIMS ka maintenance Drawing and Disbursing Officers (DDOs) dwara hi ki jati hai. All DDOs candidates apne User ID & Password use karke apne account me login kar sakte hain. Is post me niche step by step bataya gya hai ki aap sabhi BIMS Login 2021 Portal <\/strong>par login kaise kar sakte hain wo bhi aasani se. <\/p>\n\n\n\n

BIMS Login Portal Features<\/h3>\n\n\n\n