Contents
AMU Controller Exam 2020:- Aligarh Muslim University iske B.Tech. MBA, BA, B Ed ke Courses ke liye Controller Entrance Exam 2020 ka aayojan karne ja rahi hai. Yadi aap is bar AMU ke Controller Entrance Exam me shamil hone bale hai, To sabse pahle aapko isse juri sari Details pata kar lena bahut jaruri hai. Isliye is Post me aap sabhi ke liye AMU Controller Entrance Exam 2020 se juri sari jankari is Post me share ki gayi hai.
AMU is bar B.Tech, MBA, BA, BEd Courses ke liye Entrance Exam ka aayojan May ke mahine me karne ja raha hai. AMU Entrance Exam Date Sheet aap niche se dekh sakte hai, Aur ise Download karne ke liye aap iske Official Site par visit kar sakte hai. Jiska Direct Link is Post me share kiya gaya hai.
AMU alag alag Categories me alag alag Examination ke madhyam se Students ko apne University me Admission deta hai. Jinhe Controller of Examination ke dwara niyantrit kiya jata hai. AMU Controller Agency ke hath me admission, result, and counseling ka adhikar hota hai. Yaha hamne aapko AMU Controller Entrance Exam 2020 ka Details diya hai.
अपडेट: AMUController परीक्षा की पूरी जानकारी निचे अपडेट कर दी गयी है. इकसे बारे में जानकार आप एंट्रेंस एग्जाम का फॉर्म भर सकते हैं, एग्जाम डेट के बारे में जान सकते हैं और इसका रिजल्ट चेक कर सकते हैं.
AMU Controller Entrance Exam 2020
Yadi aap is bar Controller Entrance Exam ke liye Application Form bhar chuke hai, To aapko bata den AMU 2020 Application Form ko badhaya gaya hai. Yah har saal AMU ke dwara University Level Examination me se ek hai. Is Entrance Exam ke madhyam se Science, Arts & Commerce streams ke Students ko UG, PG aur diploma courses me Admission diya jata hai.
B.Tech, B.Arch, B.Sc (Hons.), B.Com (Hons.), BA(Hons), M.sc (bio-technology), MBA, MBA (IB)/PG jaise Programmes me Admission lene ke liye iska Entrance Exam Pass karna hota hai. Aur vahi MBBS/BDS/MS/MD/MDS aur PG Diploma courses me Admission online registration ke bad hi NEET ke dwara hoga. Entrance Test ke madhyam se desh videsh ke gine chune Students ko AMU me Admission lene ka mouka milta hai.
AMU Controller Entrance Exam Important Details
Name of the University | Aligarh Muslim University (AMU) |
Exam Name | AMU Controller Entrance Exam |
Level of Exam | National |
Category | Controller Exam |
Official Site | www.amu.ac.in |
Entrance Examination 2020 ke liye alag alag Courses ke liye Department Wise Application jald hi shuru kiya jayega. Courses ke liye Apply karne ki Last Date May 2020 hogi. Official Dates abhi Release nahi ki gayi, Ham jald hi Update karege.
AMU Exam Dates 2020
Iske Official Website ke dwara koi bhi Exam Dates jari nahi kiye gaye hai, Par jaise hi iske site par jari kiya jayega, Ham use yaha Update kar denge, Isliye aap is Page par Regular visit karte rahe.
Course | Application Starts | Exam Date |
B Tech | 1st Week of March 2020 | May 2020 |
MBA | 1st Week of March 2020 | May 2020 |
BA LLB | 1st Week of March 2020 | May 2020 |
B Ed | 1st Week of March 2020 | May 2020 |
How To Apply AMU Entrance Exam Online?
AMU Entrance Exam ka Application Online bharne ke liye aap sabhi niche ke bataye gaye Steps ko follow kar sakte hai.
- Sabse pahle AMU ke Official Site par visit kare.
- Iske bad apne Course ko select kare.
- Iska Application Form bhar den.
- Application form bharne ke bad ise Submit kar den.
- Ab iske Application Form ki ek Print Copy le len.
Official Site:- www.amu.ac.in
Documents Required for Admission
- Hall ticket / Rank Card
- Intermediate or equivalent qualifying exam mark sheet
- Transfer Certificate
- Migration Certificate
- Character Certificate
- Date of Birth Proof
- Admission Slip/ DD (Demand Draft)
- Special Category Certificate
AMU Controller Result 2020
AMU Controller Result 2020 B.Tech ke Courses ke liye Result June 2020 me jari kiya jayega, Uske bad niche iska Result Check karne ke liye Link Upadate kar diya jayega.
AMU B Tech Entrance Exam Results | Update Soon |
AMU B Sc Entrance Exam Results | Update Soon |
AMU BUMS & Pre-Tib Entrance Exam Results | Update Soon |
AMU MBBS/BDS Entrance Exam Results | Update Soon |
Update me about entrance exam releasing form for MA (English) 2021