Contents
MGNREGA Job Card List 2020:- Hello Friends, NREGA job card list Ministry of Rural Development, Bharat Sarkar ke dwara Mahatma Gandhi National Rural Employment Guarantee Act 2005 (NREGA) ke tahat jari ki gayi hai. Yah NREGA job card garib parivaro ko livelihood security badhane ke liye Central government ke dwara jari ki gayi hai.
MGNREGA Job Card har saal Ministry of Rural Development ke dwara taiyar ki jati hai. Jise aap MNREGA ke official Website se check kar sakte hai. Har saal Central government dwara chalai ja rahi MGNERGA Scheme me kuch naye naam jore jate hai, Aur kuch naam NREGA job list se hataya jata hai. Aap is post me diye gaye Link ki madad se apna Naam NREGA job card me check kar sakte hai.
Aap apne province/village me apne kshetra ke sabhi logo NREGA Job Card List 2020-2021 ka upyog karke online dekh sakte hai. Jin logo ka naam List me dikhai denge, Ve hi aane vali financial year me MGNREGA ke tahat kaam kar sakte hai. Agar aapka naam NREGA job card list me nahi hai, To NREGA Job Card ke liye Application form bhar sakte hai.
MGNREGA जॉब कार्ड लिस्ट और स्टेटस आप यहाँ से डाउनलोड कर सकते हैं और पूरी जानकारी हिंदी में आप सभी के लिए प्रोवाइड करवाई गयी है. इस आर्टिकल को अंत तक पढ़ें और निचे आप सभी को सभी स्टेट के MGNREGA जॉब कार्ड डाउनलोड करने का लिंक दिया गया है. आप जिस भी राज्य से हैं वहां के लिंक पर विजिट करें और अपना MGNREGA जॉब कार्ड लिस्ट डाउनलोड कर लें.
MGNREGA Job Cards 2020-21 List
Aap yaha se National Rural Employment Guarantee Act 2005 ke tahat pichle 10 Varsh 2010-11 se 2020-21 ke liye NREGA Job Card List check kar sakte hai. Yah list sabhi 29 states aur union territories ke liye uplabdh hai. Yaha ham aapko NREGA Job Card List Download karne ki puri prakriya ke bare me puri jankari pradan karenge. Isliye aap is post ko ant tak padhe.
Yaha ham Aapko State-wise NREGA Job Card List ka link pradan kar rahe hai. Aap diye gaye Link par cilck karke kisi bhi financail year ke liye NREGA Job Card List ko 2010-2011 se 20120-2021 tak download karke aavashyak jankari prapt kar sakte hai. Isse sambandhit adhik jankari ke liye, Niche diye gaye prakriya ki janch kare.
Features of MGNREGA Job Card List
- Yah List ab Online uplabdh hai, Isliye aap ab apne ghar se apna Naam khojkar jankari prapt kar sakte hai.
- Aap Job Card List 2020-21 me naam khojkar job card download kar sakte hai. Aap is Card ka upyog karke rojgar ke behtar avasar prapt kar sakte hai.
- Yah list sabhi 29 states aur union territories ke liye uplabdh hai.
- Job Card list me vyakti dwara prapt Rojgar ki avadhi, fixed avadhi aur us karya ke bare me jankari di jati hai jis par Rojgar ki peshkash ki gayi ho.
How To Check MGNREGA Job Card List Online?
Aap niche diye gaye steps ko follow karke MGNREGA Job Card List check karke aavashyak jankari prapt kar sakte hai:-
- Sabse pahle niche diye gaye Link se iske Official site par vist kare.
- nrega.nic.in/netnrega/home.aspx
- Iske home page par Transparency & Accountability section ke andar Job Card ke link par click kare.
- Job Card ke link par click kart hi, State Wise List show ho jayega. Is list me se aapko apna Rajya select karna hai.
- Iske bad aapke samne ek table hoga jisme aapse Financial Year, District, Block and Panchayat ke bare me pucha jayega, Jise bhar den.
- Bharne ke bad, Aapko ek list dikhegi, jisme aapko apna naam dhundna hai, Aur diye gaye number par click karna hai.
- Job Card Number par click karne ke bad, Aap apna important information ki jankari prapt kar sakte hai.
- Aur is prakar aap apna NREGA JOB CARD LIST check kar sakte hai, Aapke suvidha ke liye ek State Wise table niche provide kiya gaya hai, Direct list chec karne ke liye.
NREGA Job Card List 2020-2021 (State Wise)
Name of State | Job Card Details |
ANDAMAN AND NICOBAR | View Details |
ANDHRA PRADESH | View Details |
ARUNACHAL PRADESH | View Details |
ASSAM | View Details |
BIHAR | View Details |
CHANDIGARH | View Details |
CHHATTISGARH | View Details |
DADRA & NAGAR HAVELI | View Details |
DAMAN & DIU | View Details |
GOA | View Details |
GUJARAT | View Details |
HARYANA | View Details |
HIMACHAL PRADESH | View Details |
JAMMU AND KASHMIR | View Details |
JHARKHAND | View Details |
KARNATAKA | View Details |
KERALA | View Details |
LAKSHADWEEP | View Details |
MADHYA PRADESH | View Details |
MAHARASHTRA | View Details |
MANIPUR | View Details |
MEGHALAYA | View Details |
MIZORAM | View Details |
NAGALAND | View Details |
ODISHA | View Details |
PONDICHERRY | View Details |
PUNJAB | View Details |
RAJASTHAN | View Details |
SIKKIM | View Details |
TAMIL NADU | View Details |
TRIPURA | View Details |
UTTAR PRADESH | View Details |
UTTARAKHAND | View Details |
WEST BENGAL | View Details |
Ham aasha karte hai, ki aapko NREGA JOb Cad List se sambandhit jankari nischit rup se check kar payenge. Yadi aapko is post se kisi bhi tarah se problem aa rahi hai, To use niche comment me puchh sakte hai.
Check This Government Scheme:-