Contents
AP SBTET Results 2022:- State Board of Technical Education & Training (SBTET) Andhra Pradesh C05, C08, C09, C16, ER-91 & Pharmacy Exam Result Manabadi ke official website par jaari kiya gya hai, AP SBTET Diploma & Pharmacy 1st, 3rd & 5th Semester Result ki khoj kar rahe candidates ab online ke madhyam se check kar sakte hain. Isliye hamne bhi aaj ke is article me Andhra Pradesh SBTET Diploma Result check karne ki puri process share kiya hai aur direct link bhi provide karaya hai candidate apna Result us link ke madhyam se check kar sakte hain.
Jin bhi students ne SBTET Andhra Pradesh se Diploma Courses ka Exam diya hai lekin ab AP SBTET Diploma Result Date 2022 ka intejar kar rahe hain to vah yaha se puri details jankari prapt kar sakte hain.
Aur niche section me diye gye direct link ka upyog karke Aandhra SBTET Diploma Result 2022 ki janch kar sakte hain.
AP SBTET Result 2022
AP SBTET Diploma 1st, 3rd & 5th Semester Examinations 2022 ke liye upsthit hone vale students jo Result ka wait kar rahe hain, sabhi ki jankari ke liye batana chahunga ki iske expert dwara answer sheet ka evaluation complete karne ke just baad Diploma & Pharmacy Result ghoshit karega. AP SBTET Diploma Result Tentatively March/ April 2022 me iske officially publish kar di jayegi. Result check karne ke liye direct link niche available hai.
The AP SBTET Diploma Exam Results will be available on the official portal of the board very soon. You can bookmark this article regularly for further latest updates.
AP SBTET C05, C08, C09, C16, C14 & ER-91 Results 2022 Details
Organization Name | State Board of Technical Education and Training, Andhra Pradesh |
Article Category | Diploma Results |
AP SBTET Exam Date | January / February |
Courses | C05, C08, C09, C16, C14 & ER-91 |
Result Release Date | March/ April 2021 (Expected) |
Status of Result | Available Soon |
Result Link | http://203.153.36.115/ | https://manabadi.com/ |
Official Website | http://sbtetap.gov.in/ |
AP SBTET Diploma Result | Manabadi Diploma Result 2022
State Board of Technical Education and Training, Andhra Pradesh ne kuchh din pahle Diploma Courses ka Exam liya hai, But iske higher authority ne Result declaration ki sari process pura kar liya hai, upcoming moth me bahut jald Manabadi Diploma Result 2022 iske officially publish kiya ja sakta hai. Officially goshna ke baad exam me upsthit hone bale sabhi candidates is page par uplabdh direct link se dekh sakte hain http://sbtetap.gov.in/ se. Diploma Result check karne ke liye sirf Roll No. ki jarurat hogi.
AP SBTET Diploma Result 2022 kis tarah se online check kar sakenge iske liye step by step tarika niche bataya gya hai.
How to Check AP SBTET Diploma Result 2022?
- SBTET Andhra Pradesh ke official website par sabse pahle visit karen.
- Aur iske home page par jakar left side ke ‘Examination Section’ se “Result” ke option par click karen.
- Click karne par aap next page par chale jaoge.
- Yaha se us course ko select karen jiska Result aap download karna chahte hain.
- Iske baad Roll No./ Enrollment No. enter karke Submit par click kar den.
- Result show ho jayega. Future me use ke liye printout nikal sakte hain.
Note:- AP SBTET Diploma Result check karne ke baad jo students apne Result se satisfied nahi hote hain, ve apne Answer Sheet ka Re-checking, Re-evaluation ke liye aavedan form bhar sakte hain. Related information ham jald hi update karenge aap hamare sath continue bane rahen.
Important Link
Download the AP SBTET Diploma Results 2022 | Click Here (Link will be active soon) |
Official Link | http://sbtetap.gov.in/ |
About SBTET:-
The Director of Public Instruction (D.P.I.) used to head the Technical Education also at the time of formation of Andhra Pradesh. To help speed up the process of development of Technical Education, a Board in the name and style of “STATE BOARD OF TECHNICAL EDUCATION AND TRAINING” was created vide G.O.Ms.No.371 Edn-dated 26.2.1957.
The Joint Director (Technical Education) of DPI used to act as secretary of this newly formed Board. The Board is formed as a statutory body under the A.P. Education Act-1982 (act 1 of 1982), an act of assembly, in the present form, vide G.O.Ms.No.140 dated 24.4.1984.