Hindi Jankari Jankari

Bhu Naksha Rajasthan 2021: भू नक्शा राजस्थान कैसे डाउनलोड करें, यहाँ देखें अपनी जमीन का ब्यौरा Online

Bhu Naksha Rajasthan 2021:- Rajasthan Sarkar ne apne Rajya ke logo ko bibhinn prakar ki degital suvidhaon ko uplabdh karvane ke babjud ab Rajasthan Sarkar ke Revenue Department dwara District wise Bhu Naksha Check aur ise online download karne ke liye official portal ko launch kiya gya hai. Jaha se Rajya ke koi bhi nivashi apne ghar baithe apne Khet aur Jameen ka Bhu Naksha kafi aasani se prapt kar sakte hain.

Rajasthan Bhu Naksha 2021 ke jariye har koi apni jameen ka byaura online dekh sakte hain. Sath hi apne Jameen ka Bhu Naksha download kar sakte hain. Lekin Rajasthan ke sabhi District ka Bhu Naksha download karne ki jankari na hone ke karan bahut se log is suvidha ka labh uthane me capable nahi hai.

Isliye aaj ke is article me ham Jameen ka Bhu Naksha online download karne ke liye step by step jankari ke sath official link share kiya hai. Aap is article ko padhkar apne computer ya mobile phone ke dwara apne Jameen ka Bhu Naksha nikal sakte hain wo bhi bina kisi pareshani ke.

Bhu Naksha Rajasthan 2021 Online Download

Bata den ki Rajya ke kisano ko Bhu Naksha nikaalne ke liye government office me jana hota tha, aur iske aavedan form bharkar jama karna hota tha jis se logo ko kafi samay lag jate the. Lekin ab Rajasthan Sarkar is process ko aasan bana diya hai, aap ghar baithe sif 5 minute ke andar apne Khet ka Naksha nikal sakte hain

Aapko is article me Khashra Number ke jariye Rajasthan Bhu Naksha download karne ki step by step jankari diya ja raha hai. Aap ise niche se follow karke download kar sakte hain.

भू नक्शा राजस्थान 2021 District Wise

Aap Rajasthan ke un sabhi District ka Bhu Naksha online download kar sakte hain, Jiski puri list niche uplabdh hai.

1.Ajmer 2.Jalor3.Chittorgarh
4.Alwar 5.Jhalawar6.Rajsamand
7.Banswara8.Jhunjhunu 9.Sawai Madhopur
10.Baran11.Jodhpur12.Churu
13.Barmer14.Karauli15.Sika
16.Bharatpur17.Kota18.Dausa
19.Bhilwara20.Nagaur21.Dholpur
22.Bikaner23.Pali24.Sirohi
25.Bundi26.Pratapgarh27.Sri Ganganagar
28.Hanumangarh29.Tonk30.Durgapur
31.Jaipur32.Jaisalmer33.Udaipur

भू नक्शा राजस्थान 2021 ऑनलाइन कैसे डाउनलोड करें?

आप सभी यहाँ बताये गए स्टेप बाई स्टेप तरीके के माध्यम से आसानी से Rajasthan Bhu Naksha ऑनलाइन डाउनलोड कर सकते हैं?

  • Sabse pahle Bhu Naksha Rajasthan ke official website http://bhunaksha.raj.nic.in/ par visit karen.
  • Aapke computer screen par home page open ho jayega.
  • Yaha se apna District/ Tehsil/ RI/ Halkas/ Village/ Sheet No. etc. Details ko select kare, jaisa niche diya gya hai.
  • Iske baad Search box me Bhu Naksha Khashra Number enter karke search karen, aapka Registri Number mil jayegi.
  • Jab aap Khashra Number check karte hain to aapko Land Lord Name, Plot Name aur bhi jankari milegi.
  • Plot Number check karne ke baad uske just niche aapko Nakal ka option dikhai dega ispar click karen.
  • Nakal par click karte hi aapke screen par is type ka new page open hoga.
  • Yaha se Show Report PDF bale option par click karen.
  • Click karne par aapke computer screen par ‘Bhu Naksha Map’ screen par open ho jayega, Jaisa niche diya gya hai.
  • Aap ise apne PC ya Mobile Phone me download kar sakte hain, Iske sath hi Print bale option par click karke printout nikal sakte hain.

राजस्थान भू नक्शा चेक करने के लिए यहाँ क्लिक करें|

Last Word:-

To hamne is post me Rajasthan Bhu Naksha Online Download karne ke liye puri jankari provide karaya hai, Iske sath hi direct link bhi share kiya hai, jiske madhyam se sabhi apne District wise Bhu Naksha online download kar sakte hain.

Lekin agar aapke paas is se sambandhit koi bhi question hai to aap hamse comment ke through jarur puchhen.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment