Contents
Bihar आंगनबाड़ी Labharthi Online फॉर्म 2023 :- Bihar Sarkar ne Anganwadi Kendro ke madhyam se diye ja rahe bhojan aur sukha rashan ke badle sabhi register labharthi ke Bank Account me nakad rashi bhejne me sahayata karne ke liye yah online application form jari kiya gaya hai. Social Welfare Department, Integrated Child Development Services (ICDS) Directorate, Bihar ne Anganwadi labharthi form ke liye aamantrit kiya hai. Bihar Aangan Labharthi 2023
बिहार आंगनबाड़ी लाभार्थी के तहत सभी लाभार्थी के अकाउंट में पैसे भेजे जायेंगे जिसके लिए ऑनलाइन फॉर्म भरा जाना है. आप यहाँ से इसके लिए ऑनलाइन फॉर्म भर सकते हैं. कोरोना संकट के कारण ये फॉर्म भरा जा रहा है जिसके द्वारा सीधे आपके खाते में पैसे भेजे जायेंगे.
ICDS ke dwara 30th March ko ek official notice jari kiya gaya hai, Jiske anusar sabhi anganwadi kendra lockdown ke chalte agale aadesh tak band hai. Aise me 6 mahine se lekar 6 varsh ke bache aur garbhvati mahilao ko Bhojan/Sukha rashan ke badle unke bank account me nakad rashi di jayegi. Iska labh uthane ke liye aapko iske liye Online aavedan karna hoga, Jiski puri jankari is post ke madhyam se prapt kar sakte hai.
Note – कोरोना वायरस वैश्विक महामारी एवं संक्रमण के ध्यान में रखते हुए आंगनवाड़ी के माध्यम से दिए जाने वाले गर्म पका भोजन एवं THR के स्थान समतुल्य राशि का सीधे बैंक खाता में भुगतान से सम्बंधित ऑनलाइन फॉर्म भरा जाना है|
Aap sabhi ICDS ke dwara jari kiye gaye is Yojana ka labh uthane ke liye niche diye gaye Link ka upyog kar sakte hai. Aap iske liye online aavedan E-Kalyan ke official website se kar sakte hai. Aangan Labharthi 2023
Bihar Anganwadi Labharthi Online Form 2023
Bihar Anganwadi Labharthi ko Coronavirus ke prakop ke karan sahayata rashi pradan ki gayi hai. Is yojana ka labh uthane ke liye aapko online aavedan karna hoga, Aap niche ICDS ke dwara jari ki gayi official notice dekh sakte hai.
Article | Bihar Aangan Labharthi Online Form 2023 |
Authority | Integrated Child Development Services (ICDS) |
State | Bihar |
Advertisement Published on | 30.03.2020 |
सहायता राशि | आंगनवाड़ी के माध्यम से दिए जाने वाले गर्म पका भोजन एवं THR के स्थान समतुल्य राशि |
Mode of Application | Online Form |
Official Website | http://medhasoft.bih.nic.in/ |
आंगनबाड़ी लाभार्थी फॉर्म भरने की जानकारी
Bihar Anganwadi ke dwara anganwadi labharthi ko sahayata rashi denen ke sambandh me jankari:-
- Corona virus ke sankrman ke karan anganwadi ke madhyam se diye jane vale garm paka bhojan aur rashan ke badle samtulya rashi sidhe Bank account me bhugtan hoga.
- Iske Anganwadi ke regiser labharthi ko online aavedan form bharna hoga.
- Online form mobile aap aur website se bhare ja sakte hai.
- Anganwadi kendro ki sahayata rashi 6 mahine se lekar 6 varsh tak ke bacho aur garbhvati mahilo ko milega.
How to Fill Bihar Anganwadi Labharthi Online Form 2023 ?
Bihar Anganwadi labharthi online form bharne ke liye niche diye gaye steps ko follow kar sakte hai:-
- Sabse pahle online form bharne ke liye iske official site par visit kare.
- http://medhasoft.bih.nic.in/
- Iske homepage par aapko “कोरोना वायरस वैश्विक महामारी एवं संक्रमण के ध्यान में रखते हुए आंगनवाड़ी के माध्यम से दिए जाने वाले गर्म पका भोजन एवं THR के स्थान समतुल्य राशि का सीधे बैंक खाता में भुगतान से सम्बंधित ऑनलाइन” ke link par click karna hai.
- Ab aap vaha se notice bhi padh sakte hai, Aur iske liye online form bhi dekh sakte hai.
- Online Application form ke liink par click kare.
- Form ache se bhar den, aur bharne ke bad submit kar den.
Important Link
Bihar Anganwadi Labharthi Online Form 2023 | Registration |
Angan Labharthi Mobile App | Download |
Official Notice | Download |
Application form Detail | Download |
Official Website | Website 1 Website 2 |
Aap upar diye gaye image me iska application form dekh sakte hai, Aur diye gaye link ka upyog kar sakte hai. Applicaion form bharne ka step by step guide bhi share kiya gaya hai, Yadi abhi bhi form bharne me koi problem ho rahi ho to, Use niche comment me puch sakte hai. Bihar Aangan Labharthi
Kab tak milega ye paisa ek month k liye h ya partek month k liye h bacho k liye
Mujhe khane ke paise n h
Sir Form bhar’e ke bad jab login karte hai to Bachhe keep Mata pita na Nam to dikhata nahi jai.Aur Categogy , district, pariyojana , bank detail phir we bharne keep bad bank detail already exist bolta hai.
Kb tk ka dateh form bharne ka
rply me…..