LNMU Bihar B.Ed CET 2023 : Bihar B.Ed Common Entrance Test (CET) ki puri jankari aap sabhi ko is article me di ja rahi hai. To yadi aap bhi Bihar B.Ed Common Entrance Test (CET) me bhag lene bale hain ya B.ed me admission lena chahte hain to ye article aap sabhi ke liye kafi upyogi saabit hone bali hai. Aap sabhi ko is article me Bihar B.Ed Common Entrance Test (CET) ki puri jankari di ja rahi hai us se pahle aap sabhi ko bata den ki bihar Governor ke anusar is saal me Lalit Narayan Mithila University, Darbhanga(LNMU) Bihar B.ed CET karwane jaa ra hai aur ise hi Nodal university rakha gya hai. Aapko bata den ki Bihar B.ed ke liye online aavedan 1 February se liy jayega. Ise aapko online hi bharna hoga jiske bare me vistar se niche bataya gya hai. Bihar B.Ed CET ke liye aap LNMU ke official site ka upyog kar sakte hain aur ike liye last date 2 March hoga. Online form bharne ke liye direct link aap sabhi ke liye niche provide karaya jayega.
Aapko ye bhi bata den ki LNMU B.Ed CET is saal Feb 2023 ko liye jayega. Iske liye puri jimmebari LNMU ko di gyi hai. 2 Year B.ED Bachelor of Education (B.Ed Regular and distance ) Course ki puri jankari aap sabhi ko niche di ja rahi hai.
LNMU BEd CET 2023
Jaisa Ki aapne Jana ki Bihar B.Ed CET exam ka form 20 February 2023 se Bhara jana hai aur iska last date 2 March hoga. iska exam 16 April Ko liya Jaega Jiske Liye is bar Lalit Narayan Mithila university ko Puri jimmedari di gyi hai. To Yadi aap bhi Bihar B.Ed mein admission Lena Chahte Hain To Iske exam Mein Bhag Lekar kar sakte hain aur uske bad aapko Merit based per kisi bhi college mein admission Diya jaega. is post mein aap sabhi ko Bihar b.ed ke Puri Jankari Di gai hai ki Kaise iske liye form bharna hai iska syllabus Kya Hoga iske liye eligibility kya hai aur iske liye aapko kitna fee bharna hai aur saath hi iske liye age limit kya hai.
Bihar B.Ed Common Entrance Test 2023
Yadi aap bhi 2 years B.ed course complete karna chahte hain to aap niche ke link se iske liye online apply kar sakte hain aur uske baad aap iske liye exam de sakte hain. Yadi aap iska CET crack kar lete hain to aapko college me admission diya jayega.
Iske baad aap kisi bhi private ya govt college me apne CET marks ke anusar admission le sakte hain.
We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)
I want to do MBA