Contents
Bihar B.Ed College Allotment 2nd List 2020:- Hello Guys, Bihar B.Ed College 1st Round Allotment Result List 2020 official website par jaari kar di gyi hai. Bihar B.Ed College 1st Allotment List LNMU ke official website https://bihar-cetbed-lnmu.in/ par jaari kiya gya hai. Bihar B.Ed Counselling 2020 ke liye Application Form bharne bale jin Candidates ka naam 1st Round Allotment List 2020 me shamil hai, Ve Allotted College me jakar Admission le sakte hain. Lekin jin Candidates ka Naam 1st Allotment List me nahi aaya hai, To vah Bihar B.Ed CET 2nd College Allotment 2020 ki janch kar sakte hain. Jiske bare me puri jankari niche di gyi hai.
Yadi aap bhi Bihar B.Ed CET Joint Entrance Test 2020 me shamil huye hain, Aur University ke dwara B.Ed Admission ke liye 1st Round Allotment List me aavantit kiye gye College se satisfied nahi nahi hain, Aur 2nd Round Counselling ke liye Aavedan kiya hai. To Aap is post me di gyi jankari ke anusar Bihar B.Ed 2nd Allotment List 2020 ki janch kar sakte hain. Allotted College me Admission le sakte hain.
Bihar B.Ed 2nd Allotment List 2020
To yadi aapne Bihar B.Ed 2nd Allotment List ke liye Aavedan kiya hai, Tb aap Bihar B.Ed 2nd Round Seat Allotment List 2020 me isi month me apna Naam check kar sakte hain is page se. Kyonki iske Authority dwara jaari ki gyi official notification ke anusar November 2020 me hi B.Ed 2nd Seat Allotment List 2020 jaari ki jayegi. Aap Bihar B.Ed CET ke official site www.bihar-cetbed-lnmu.in par 2nd Seat Allotment List 2020 me apna Naam check kar payenge. Aur Naam rahne par Allotted College me jakar Admission Fee Pay karna hoga.
Aur jaisa bataya gya ki Bihar B.Ed CET 1st Allotment List official site par ghoshit kar diya gya hai, Counselling ke samay Candidates ko Bihar CET JEE 2020 me prapt Marks ke aadhar par College allotted kiye jayenge. Iske baad unhe nirdharit samay ke anusar important document ke sath College me report karna hoga.
Aap niche se Important Instruction ko Padh sakte hain.
Bihar B.Ed 2nd Allotment List 2020 – Details
University | Lalit Narayan Mithila University (LNMU) |
Name of Exam | B.Ed CET Joint Entrance Test 2020 |
1st Round Counselling Last Date | 5 November 2020 |
B.Ed IInd Round Counselling | 10 November 2020 |
B.Ed 2nd College Allotement Date | Notify Soon |
Article | Bihar B.Ed Counselling & Seat Allotment 2020 |
Bihar B.Ed Official Website | https://bihar-cetbed-lnmu.in/ |
Aap jan len ki Bihar B.Ed Admission ke liye 2nd Round Seat Allotment List College me uplabdh Seats ke anusar jaari ki jayegi. Aise to bahut se Candidate jinhone 1st Allotment List me Admission nahi liya hai. Jiske liye College me Seats Aavantit kiye jayenge. Aur B.Ed Admission ke liye jo Candidate waiting list me Naam rakhte hain, Ve Next Round Counselling ke liye Aavedan kar sakte hain.
Bihar B.Ed CET Allotment Name Checking Process
Jo Candidates Graduation Level B.Ed Admission ke liye 2nd Round College Allotement List check karna chahte hain, Unhe Application Number and Password ka upyog karke official site se check kar sakte hain.
How To Check Bihar B.Ed College 2nd Allotment List 2020?
Aap niche bataye gye steps ko follow karke Bihar B.Ed College 2nd Seat Allotment List 2020 check kar sakte hain.
- Niche ke link se Bihar B.Ed CET ke official website par Login karen.
- https://bihar-cetbed-lnmu.in/
- Yaha aapko User ID, Application Number and DOB ka upyog karna hoga.
- Credential ke madhyam se Log.in karen.
- Login karte ke sath ke Dashboard open ho jayga.
- Aap yaha se B.Ed 2nd Allotment List check kar sakte hain.
Bihar B.Ed 1st Counselling | Check Details |
Download Counselling Schedule | Download Here |
Bihar B.Ed 2nd Counselling | Click Here |
Official Website | https://bihar-cetbed-lnmu.in/ |
List Of B.Ed. College Under Universities of Bihar
- Aryabhatt Gyan University, Patna
- Bhupendra Narayan Mandal University, Madhepur
- Bhimrao Ambedkar Bihar University, Muzaffarpur
- Jai Prakash University, Chapra
- Kameshwar Singh Darbhanga Sanskrit University, Darbhanga
- Lalit Narayan Mithila University, Darbhanga
- Magadh University, Bodhgaya
- Maulana Majhar-ul-Haq Arabic and Persian University, Patna
- Munger University, Munger
- Patna University, Patna
- Patliputra University, Patna
- Purnea University, Purnea
- Tilka Manjhi Bhagalpur University, Bhagalpur
- Veer Kunwar Singh University, Aara