Contents
Bihar BC EBC Certificate Online Form 2020:- Hello Guys, Bihar Administrative Reform Mission Society Patna (General Administration Department, Bihar Patna) ne COVID-19 Coronavirus ke dhyan me rakhte huye Bihar Sarkar dwara (EBC) Extremely Backward Class Aur (BC) Backward Class ke Creamy Layer Free Certificate uplabdh karne ke liye online Application Form shuru kar di gyi hai.
Yadi aap Government of Bihar ke dwara jaari kiye gye is BC And EBC Certificate 2020 ke liye aavedan karna chahte hain to aap bilkul sahi jagha par hain. Kyonki is article me aap sabhi ko iske official website se online Application Form bharne ke liye direct Link ke sath Step by Step Method bhi batlaya gya hai, Jise follow karke aap kafi aasani se Extremely Backward Class Aur Backward Class ke Creamy Layer Free Certificate 2020 ke liye aavedan kar sakte hain.
Official Notification For Bihar BC & EBC Certificate 2020
Bihar BC & EBC Certificate Online Apply Form 2020
Latest Update:- Applicant General Administration Services (आवेदक सामान्य प्रशासन सेवाएँ) Ke Tahat Rajya ke Jo Bhi BC And EBC Category Ke Log (Without Creamy Layer) Certificate Banbana Chahte Hain To Iske Official Website Par Jakar Iske Liye Application Form Bhar Sakte Hain, Jiska Official Link Niche Update Kiya Gya Hai.
Article Name | Bihar Caste Certificate Online Apply Form 2020 |
Authority | General Administration Department, Bihar, Patna |
Launched by | Chief Minister of Bihar Nitish Kumar |
Apply Certficate | EBC / BC |
Mode of Apply | Online Mode |
Category | Bihar EBC / BC Certificate 2020 |
Official Website | https://serviceonline.bihar.gov.in/ |
How To Apply For Bihar BC & EBC Certificate 2020 Online?
Bihar BC And EBC Certificate 2020 ke liye Online Application Form bharne ke liye niche bataye gye step by step tarike aur diye gye official link ka upyog kar sakte hain.
- Aap niche diye gye Link se iske official website par sabse pahle visit karen.
- serviceonline.bihar.gov.in.
- Iske home page par jane ke baad aapko Left Side me R.T.P.S Sevayen Section me jana hoga.
- Is Section me jane ke baad aap sabse upar सामान्य प्रशासन विभाग की आवासीय जाति एवं आय प्रमाण-पत्र की सेवाएँ bale Section par click karen,.
- Ab aapko पिछड़ा वर्ग /अत्यंत पिछड़ा वर्ग (क्रीमीलेयर रहित) प्रमाण-पत्र का निर्गमन par click karna hai.
- Iske baad aapke Computer Screen par Application Form open ho jayega.
- Application Form ko niche tak Scroll karke saari Details Jankari ko sahi se bharen.
- Sabhi jankari ko bharne ke baad iska ek print out nikal len.
- Last me niche tak Scroll karke Process par click kar den.
Important Link:-
Bihar BC & EBC Certificate Online Apply Form | Click Here |
Download Official Notice | Download |
Official Website | Website |
Agar aap isse Sambandhit aur koi Saval puchhna chahte hain to aap hame Comment Box ke jariye SMS kar sakte hain. Yaha se aapko Jankari pradan karai jayegi.
SIR YE FORM XVIIIB SAPAT PARTRA KYA HOTA HAI YEH BHI MANG RHA HAI KAISE BANEGA ?
What is the upper limit of income for EBC certificate?
Is a Back word class holder can apply for EBC certificate.