BSEB Result

Bihar Board 12th Result 2023- Download BSEB Inter Result at onlinebseb.in

BSEB
Written by A to Z Classes

Bihar Board 12th Inter Result 2023:- Yadi aap Bihar Board ke 12th Exam me shamil the aur ab apne Result ka wait kar rahe hai, To aapko bata den ki iska Result BSEB bahut jald hi March ke mahine me jari karne bala hai. Aap Bihar Board Result Date se juri sari janakri is post me dekh sakte hai. Aap yaha tino Stream Arts, Commerce & Science Results ka Date dekh sakte hai. Bihar Board Inter Result jari ho jane ke bad aap yaha ke diye gaye Direct Link ki madad se apna Result aasaani se Check kar sakte hai.

BSEB ne Bihar Board Intermediate Exam ka aayojan 3 February se 13 February tak kiya tha. Aapko bata de is bar Bihar Board 12th Exam 2021 me lagbhag 12.5 Lakh Students shamil the. Yadi aap bhi is bar Bihar Board ke Intermediate Exam me shamil the, To ab iska Result Online Download kar sakte hai BSEB ke Official Site @www.onlinebseb.in. se, Jiska Link aapko is post me mil jayega.

Aaj Yani 21 March 2023 Ko BSEB inter result 2023 Jaari kar diya gya hai.

Check Bihar Board 12th Result 2023 { Released }

Ham yaha Bihar Board 12th Result Check karne ke liye Direct Link de rahe hai. Result jari ho jane ke bad Aap niche ke diye gaye Link se apna Result Online Download kar sakte hai. Regular and Private Students apne Roll No. & Roll Code ki madad se Intermediate Result 2023 Download kar sakte hai.

Bihar Board 12th Result 2023

Bihar School Examination Board ne 12th Inter ka Exam safltapurvak aayojan ki hai. Ab isme bhag lene bale Students apne Result janne ke utsuk hai. Ham aapko batana chahte hai ki ki Bihar Board ne Official Notification jari nahi kiye hai, Result Date ko lekar, Lekin mana ja raha hai ki March ke 4th Week me Intermediate Result jari kar diya jayega. Isliye aap Patience banaye rakhe jald hi Result jari kar diya jayega.

Exam khtm hone ke bad aap apna Result Online hi Check aur Download kar sakte hai. Original Mark sheet aap apne College jakar prapt kar sakte hai. Online Result Download aap apne Mobile ya Computer par niche ke diye gaye Direct Link se check kar sakte hai. Result Check karne ke step by step tarika bhi aaplogon ke sath niche share ki gayi hai.

BSEB Inter Result 2023 Arts, Commerce, Science

Bihar Board har saal Intermediate Exam ka aayojan karta hai, Is bar bhi 12th Inter Exam ka aayojan kiya gaya, Jisme Students apne puri mehnat se Exam ko face kiya. Board Exam students ke liye kafi Tough hota hai, kyunki isme Competition Level kafi High hota hai, Jisse students nervous ho jate hai. Lekin ab ve apne Result ka Wait kar rahe hai, taki vo apne Higher Studies ke liye University me Admission le sake.

OrganizationBihar School Examination Board (BSEB)
Name of Examination12th/Intermediate
Exam Date03rd to 13th February
Issue ResultReleased
Result Mode Online
StatusUpdate Soon
Official Websitewww.bsebinteredu.in

Niche ke diye gaye Link se aap apna Result aasaani se Check kar sakte hai. Aapko bata den Result aur Mark Sheet aapke Higher Studies me ek mahtvpurn bhumika nibhata hai. Agle Class me Admission ke liye bhi aapko Result ki jarurat padegi. Isliye is Post ke madhyam se aap apna Bihar Board 12th Result aasaani se Check kar sakte hai.

How To Check Bihar Board Inter Result Online?

BSEB apne Official Website apne sare Results jari karta hai. Students niche diye gaye Steps ko follow kar BSEB 12th Inter Result Download kar sakte hai.

  • Sabse pahle aap iske Official site @onlinebseb.in par visit kare.
  • Ek naya Page aapke samne khul jayega.
  • Vaha BSEB Inter Result 2023 ki Link par Click kare.
  • Iske bad aap apne Roll No. & Roll Code diye gaye blancks me bhare.
  • Uske bad Get Result ke Button par Click kare.
  • Aapka Result Show ho jayega.
  • Ise Check kar ke, Download kar le.
  • Aur iska ek Print Out bhi le le.

Check Result http://www.results.biharboardonline.com/

Jo bhi Private and Regular Students Bihar Board Class 12th Mark Sheet ka wait kar rahe hai, Ve iske Latest Jankari ke liye BSEB ke Official site par regular Visit karte rahe. Is Page parbhi aap sabhi ke sath Bihar Board 12th Exam Result se juri sari Latest Jankari Update kar di jayegi.

Last Year Statistics of BSEB 12th Results 2023

Number of Students Appeared12,78,655
Number of Students Passed10,19,795
Overall Pass Percentage76%
Arts Stream Pass Percentage76.5%
Commerce Stream Pass Percentage93.02%
Science Stream Pass Percentage81.20%

BSEB 12th Grace Mark Norms

Ve Students jo ki Kuch Subject me Fail ho jate hai, Ve Grace Marks ki madad se Pass ho sakte hai, Lekin niche ke diye gaye Conditions ke halat me. Yadi koi Students agar Fail bhi ho jata hai, To Bihar Board use ek aur Chance deta hai. Students kuch hi hafte bad Bihar 12th Compartment Exam me shamil hokar pass ho sakte hai.

  • Yadi koi Student 1 subject me Fail ho raha hai, Lekin 8% Marks se adhik nahi hai. To be passed kar diye jayenge Grace Marks ki madad se.
  • Yadi koi Student 2 Subject Fail ho raha hai, Lekin pratyek Subject me 4% se Marks adhik nahi hai. Grace Marks ki madad se ve Passed ho sakte hai.
  • Yadi koi Students 75% Marks lata hai, Lekin ek Subject me 10% Marks se adhik nahi hai, To ve Grace Marks se pass ho sakte hai.

Details available in Bihar Board 12th Class Result 2023

  • Student Name
  • Roll Number
  • Roll Code
  • Class
  • Father Name
  • Marks obtained in each subject
  • Total Marks
  • Result Status (Pass/Fail)
About BSEB

The Bihar School Examination Board is established for holding and conducting an examination at the end of the Secondary School stage, for prescribing a course of studies for such examination and for carrying out such other objects and duties as may be considered necessary for the purpose as stated in the Act, Rules, and Regulations of the Board.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

8 Comments

Leave a Comment