Contents
Bihar Board 10th Scrutiny Result 2021:- Hello Friends, Bihar School Examination Board (BSEB) ne Matric Class 10th Scrutiny Result 2020 jaari karne ja raha hai. Aapko bata den ki BSEB Board ke dwara Matric Result 2020 hal hi me apne official website par jaari kiya gya tha, Jisme bahut se aise Students hain jo Result check karne ke baad apne Result se Satisfied nahi ho paye hain, Aur vah Scrutiny Re-check And Re-valuation ke liye Aavedan kar chuke hain. Lekin ab ve Matric Scrutiny Result 2020 ka wait kar rahe hain. Isliye hamne is article me Bihar Board Scrutiny Result 2020 se sambandhit sabhi jankari Share kiya hai, Sath hi Bihar Board ke official portal ka Link bhi niche Provide karaya hai.
To jnhone bhi Matric Class 10th Scrutiny Recheck ya Revalution ke liye Aavedan Form bhar chuke hain ve ab bahut jald apna Result check kar payenge, Kyonki Application Form bharne ka Date Last ho chuka hai. Isliye Scrutiny Result 2020 ki Ghosna bhi Board ke official website par bahut jald hone bala hai. Jise check karne ke liye is post me sabse aasan tarika niche bataya gya hai.
Bihar Board Matric Class 10th Scrutiny Result 2021
Aap sabhi ko is post ke madhyam se bata den ki Bihar School Examination Board (BSEB) 10th ka Scrutiny Result 2021 ki ghoshna karne ki Date iske Authority ke dwara mukhy roop se jaari nahi ki gyi hai, Lekin jald hi ghoshit karne ki sambhavna hai.
Jaisa ki aap jante honge ki Bihar Board ke dwara har Saal Matric 10th Exam ka aayojan kiya jata hai, Aur Result ki ghoshana karne ke baad kuchh Students Pass nahi kar pate hain, Lekin unhe apne Answer Sheet ki janch karbane ke liye Board Authority dwara ek aur Chance diya jata hai. To agar aapne bhi Scrutiny ya Recheking ke liye aavedan kiya hai to apna Result Roll Number, Roll Code ke jariye online check kar sakte hain. Iske Officialy Publish hone ke baad.
BSEB Matric 10th Scrutiny Result 2021 – Overview
Name of The Board | Bihar School Examination Board (BSEB) |
Name of Class | Class 10th (Matric) |
Exam Result | Released |
Overall Pass Percentage | 80.59% |
Bihar10th Scrutiny Result Date | Update Soon |
Article Category | BSEB Board Matric Scrutiny Result 2021 |
Official Website | www.biharboard.online |
Bihar Matric 10th Scrutiny Result Update
बिहार स्कूल परीक्षा समिति द्वारा स्क्रूटनी रिजल्ट 2020 जून के अंतिम सप्ताह तक या जुलाई महीने के पहले सप्ताह में सम्पूर्ण रूप से जारी कर दिया जाएगा. ऐसे तो जिन विद्यार्थियों ने परीक्षा में प्राप्त अंक की सुधार हेतु आवेदन किया हैं उनका परिणाम बोर्ड द्वारा जल्द ही जारी करने की उम्मीद है. छात्र 10th स्क्रूटनी, रीचेकिंग और पुर्नमूल्यांकन रिजल्ट 2020 बिहार बोर्ड की ऑफिसियल वेबसाइट पर अपने रोल नंबर और रोल कोड के द्वारा चेक कर सकते हैं.
How to Check BSEB 10th Scrutiny/Challenge Result 2021 Online?
Jo bhi Students Bihar Board Class 10th ki Scrutiny ke liye online aavedan kar chuke hain ve Board ke official website BSEB Scrutiny Result 2020 ki janch kar sakte hai, Officialy Publish hone ke baad. Jiske liye hamne yaha par step by step tarika batlaya hai taki aapko Result Online check karne me kisi prakar ki pareshani na ho.
- Aap Board ke official site biharboardoline.bihar.gov.in par visit karen.
- Iske home page se niche tak Scroll karke Latest Update ki Link par click karen.
- Ab aap Scrutiny Result ke Link par click karen.
- Yaha par ek page open ho jayega, Jisme apna Roll Code, Roll No Ityadi enter karen.
- Iske baad Log.In bale button par click kar den.
- Aapka 10th Scrutiny Result 2021 Screen par show ho jayega.
- Ise download karke ek print out jarur kar len.
Important Link:-
Class 10th Scrutiny Result 2021 | Check Here |
Official Website | Website |
Prakash Kumar
Rajnish Kumar
Sir scrutiny result aane se pahle inter mei admision le sakte hai
My number 288
Plz riply sir please reply 🤔
MATH
Math
Result
Sir 10th bihar border security ruselt Kab Hogan jari
Sir 10th bihar board security result kab hogan jari
10th ka bihar board scrutiny ka result kab jari hoga