Contents
bsebinteredu.in Bihar Board Intermediate Result 2023 Declared:- Hello Friends, Bihar School Examination Board ne Inter 12th ka Result March-April 2023 me jaari karne ja raha hai. Jaisa ki aap sabhi jante hi honge ki is saal 2023 me Inter 12th Science, Arts aur Commerce ke liye exam 3 February se 13 February 2023 tak liya gya hai. To in tino ka result Bihar Board ke official site par April 2020 me jaari hone ja raha hai jo bhi candidate is baar Class 12th ke exam me bhag liye hain ve iske official site ke dwara online apna result check kar payegen. Bihar Board Inter Result official site www.Onlinebseb.in (Online BSEB) par jaari kiya gya hai.
To aap sabhi ko is post me Class 12th yani Inter ka result online check karne ke liye pura jankari diya ja raha hai jise follow karke iske bare me puri jankari parpt kar sakte hain. Bihar School Examination Board (BSEB) Class 12th ka result biharboardonline.bihar.gov.in aur bsebinterdu.in par April 2023 me ghosit kiya jayega. To is exam me shamil hone bale sabhi students apna result roll code, roll number aur date of birth ke jariye online dekh sakte hain. Is page me result onlne check karne ke liye step by step jankari bhi diya ja raha hai jise follow karke aashani se apna result online check kar sakte hain.
UPDATE: {bsebinteredu.in} Bihar Board Inter Result 2023 Jaari kar diya gya hai jise aap niche ke direct link se check kar sakte hain. Ye result aaj 21 March ko evening me jaari kiya gya hai.
अपडेट: Bihar Board Inter एग्जाम का मूल्यांकन शुरू हो चूका है और जल्द ही इसे पूरा कर लिया जायेगा. इसके बाद बिहार बोर्ड इंटर का रिजल्ट जल्द ही ऑफिसियल साईट पर जारी किया जायेगा. रिजल्ट आप निचे दिया गये डायरेक्ट लिंक से डाउनलोड कर सकते हैं.
Bihar Board 12th Result 2023 कब निकलेगा
Bata den ki Class 12th Arts, Science aur Commerce ka Result March 2023 me jaari kiya jayega. Isliye iske copy ki janch ki process start kar diya gya hai. Bihar School Examination Board ke dwara Bihar Board Inter 12th ka result iske official site par publish kiya jayega. To sabhi students apna result Roll number, Roll code aur date of birth ke jariye online check kar sakte hain. Jaisa aap sabhi jante hain ki pichhle saal BSEB ke dwara Intermediate 12th ka result 24 March ko hi jaari kar diya gya tha, aur march me 12 ka result ki goshna karne bala india ka pahla board ban gya hai. Is saal bhi kuchh aisa hi mana ja raha hai ki Class 12th ka result March ya April me hi jaari karne ke sambhavna hai.
Important Dates of bsebinteredu.in Inter/12th Exam
Event | Date |
Exam date | February 3 to 13 |
Bihar 12th result date | 21 March |
scrutiny result date | The first week of April 2023 |
Compartment exam date | May 2023 |
Compartment result date | May 2023 |
Bihar Board 12th/Inter रिजल्ट की जानकारी
Board Name | Bihar School Examination Board (BSEB) |
Exam Name | Bihar Board Intermediate exams 2023 |
Post Name | BSEB 12th/Inter Result 2023 |
Result date | March-April 2023 |
Result website | bsebinteredu.in |
How To Download BSEB 12th Result 2023? कैसे डाउनलोड करें
Jo bhi students 12th ke exam me is baar bhag liye hain aur apna result online check karna chahte hain to ve yaha par bataye gye step ko follow karke kafi aashani se result online check kar sakte hain.
- Aap sabse pahle iske official site www.biharboardonline.bihar.gov.in Par visit karen.
- Uske baad Bihar Board Intermediate Result 2023 par click karen.
- Yaha par ek naya page open hoga.
- Ab yaha par Science, Arts, aur Commerce me se jo stream ka hain use select karen.
- Ab apna Roll number, Roll code ke sath captcha code enter karke ise final submit par click kar den.
- Aapka result aapke screen par show ho jayega.
- Jise aap download karke fututre ke liye ek print jarur kar len.
CHECK BSEB 12TH RESULT | Click Here |
Bihar Board Inter Result Re-Check/Re-evaluation कॉपी दुबारा चेक करवाएं
Jo bhi candidate apne 12th 2023 Board dwara diye gye result se satisfied nahi hain to ve apna result Scrutiny, Re-check, ya Re-Evaluation ke liye phir se aavedan kar sakte hain. Iska result announced ho jane ke baad, Bihar Board 12th Result 2023 Scrutiny, Re-check ya Re-Evaluation Karne ke liye kuchh hi din baad online form liya jayega. To students ko Bihar Board 12th Result 2023 ko Scrutiny ya Re-check Karne ke liye online aavedan kar sakte hain. Aur uske liye aavedan fees ke roop me payment bhi karna hoga.
Details on Bihar Board Inter/12th Result 2023
Yaha par aap sabhi ko bataya gya hai ki apna reult online check karne ke baad apne marksheet me apna pura detail ko sahi sahi check kar len jiske liye aapko nihce bataya gya hai, ki aap apne marksheet me kaun kaun sa details check kar sakte hain.
- Name
- College name
- Roll code and roll number
- Subjects
- Full and passing marks
- Marks obtained in the theory and practicals
- Subject total
- Aggregate marks
- Result status (Pass/Fail)
- Division
About BSEB [ bsebinteredu.in ]
The Bihar School Examination Board is established for holding and conducting an examination at the end of the Secondary School stage, for prescribing a course of studies for such examination and for carrying out such other objects and duties as may be considered necessary for the purpose as stated in the Act, Rules, and Regulations of the Board.
why result doesnt show in internet
i want to cheeck my result and i want the best website of bseb board official right now
Chandan chaudhari
Roll code 12101
Roll no 20010093
Biology or mathematic me chek karke phir se result de
Rolln 20010050
Roll code 52023
Radha kumari
Sub- science all sub phy che math English
Ba part 2 Purana unvirsati