BSEB Time Table

Bihar Board Matric Sent UP Exam 2021 Date – Check BSEB 10th Exam Schedule & Time Table

Bihar Board Matric Sent Up Exam 2021:- Dear Students, Bihar School Examination Board (BSEB), Patna Matric Class 10th Annual Exam 2021 me bhag lene bale Students ke liye Bihar Board Matric Sent UP Exam ka aayojan bahut jald karne ja raha hai. Ve (Regular & Private) Students jo BSEB Matric Annual Examination 2021 ke liye Exam Form bhar chuke hain, Unhe Board dwara aayojit Matric Sent Up Exam 2020 me shamil hona hoga. Matric Sent Up Exam 2 Sitting me aayojit ki jayegi, Jiski puri jankari aapko is post me diya ja raha hai.

Yadi aap bhi Bihar Board ke Matric Class 10th ka ek Students hain, Aur hone bale Annual Examination 2021 me upsthit hone ja rahe hain, Tab aapko Bihar Board Matric Sent Up Exam me shamil hona hoga. Kyonki BSEB Administration khud sabhi Students ko nirdesh diya hai ki Matric Annual Examination 2021 me present hone ke liye pahle Sent Up Exam ko Paas karna hoga. Isliye hamne is article me niche Bihar Board Matric Sent Up Exam Schedule & Time Table details etc. Share kiya hai.

Bihar Board Matric Sent Up Exam 2021

Sabhi ko bata den ki BSEB Examination Controller Matric Annual Secondary Examination 2021 me upsthit hone bale Students ke liye isi Month October 2020 me hi Matric Sent Up Exam ko aayojit karega. Jin Students ne August/ September me Matric Exam Form online bhar chuke hain, Un sabhi ko Matric 10th Sent Up Exam Pass karna hoga, Tabhi Annual Examination 2021 ke liye Admit Card diya jayega.

Lekin Matric Sent Up Exam me Fail hone bale Students ko Exam Form Fee Return kar diya jayega. Aur ve Annual Examination 2022 me bhag le payenge.

Ummid hai ki BSEB Board October 2020 ke last wek tak Matric Sent Up Exam ka aayojan karega. Jimse sabhi Students ko Class 10th Sent Up Exam me bhag lena aavashyak hai. Tabhi Matric Annual Examination 2021 me shamil hone ke liye eligible honge.

BSEB Matric Class 10th Sent Up Exam 2021 – Details

Name of Board Bihar School Examination Board (BSEB)
Name of Exam Matric Sent Up Exam (Class 10th)
Session 2021
Matric Sent Up Exam DateOctober 2020 (Tentative)
Admit Card Release DateTo be announced
Article Bihar Board Matric Sent Up Exam 2020
Official Website http://biharboardonline.bihar.gov.in/

Bata den ki BSEB jald hi Matric Sent Up Exam ke liye Date Sheet official website par jaari karega. Isliye Students ko adhik jankari ke liye regular Board ke official site http://biharboardonline.bihar.gov.in/ par jana chahiye.

How To Download BSEB Matric Sent Up Exam Schedule 2020?

Bihar Board Matric Sent Up Exam Schedule 2021 download karne ke liye niche bataye gaye steps ko follow kar sakte hain|

  • BSEB ke official website par visit karen.
  • http://biharboardonline.bihar.gov.in
  • Home page par jakar Bihar Board Matric Exam Date Sheet 2021 ke link par click karen.
  • Click karne ke baad Exam Date Sheet PDF File me open ho jayega.
  • Aap Date Sheet check kar sakte hain, Aur PDF File ko apne mobile phone me download kar sakte hain.

Bihar Board Official Website:- Click Here

Bihar Board Matric 10th Sent Up Exam 2020 Dates

Aapko bataya gya ki Bihar Board Matric Annual Examination 2021 me upsthit hone bale Students ke liye Matric Sent Up Exam isi Month yani October 2020 ke last week tak aayoit karega. Lekin aise Board Authority dwara Matric Sent Up Exam ke liye abhi koi official Date jaari nahi ki gayi hai. Jaise hi BSEB ke official site par Matric Sent Up Exam Date & Schedule 2021 jaari ki jaati hai, To ham is page me Exam Schedule share karenge.

Bihar Board Matric Sent Up Exam Date Sheet & Schedule 2021

Dates1st Shift (9:30 AM to 12:45)2nd Shift (1:15 PM to 4:30  PM)
To be announced EnglishSocial Science
To be announcedMathematicsSecond Language (Sanskrit/ Maithili/ Urdu/ Bangla)
To be announcedHindi (मातृभाषा)General Science
To be announcedOptional Subject **

Bihar Board Matric Sent Up Exam Result 2021

Bihar Board Matric Sent Up Exam smapt hone ke baad sabhi Students ko apne School se hi Sent Up Result mil jayega. Uske baad sabhi Schools Administration ko Matric Sent Up Result ka Shoft & Hard Copy Bihar Board Office me bhejna hoga.

Agar jo (Regular & Private) Students Matric Sent Up Exam 2021 me shamil nahi huye hain, Ve Board Exam me upsthit nahi ho payenge, Aur Bihar Board un Students ka Admit Card nahi bhejega. Isliye sabhi ko Matric Sent Up Exam me upsthit hona aavashyak hai.

Yadi aapke paas abhi bhi Bihar Board Matric Sent Up Exam ko lekar koi saval hai, Tb aap niche comment section me puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment