Sarkari Yojna

Land Record Bihar, Bhulekh, Jamabandi – नकल भू नक्शा (मैप) ऑनलाइन

Bihar Land Record
Written by A to Z Classes

Bihar Land Record Bhu Naksha:- Yadi aap Bihar ke bhumi records check karna chahte hai, To aap online is post ki madad se apna Bhu Naksha Bihar Land Records check kar sakte hai. Bihar Sarkar dwara Bumi Record online uplabdh karane ke liye Bhulekh Bihar Portal ki shuruat ki gayi hai. Yha is post me ham aapko batayenge ki aap kaise ghar baithe apne Mobile, Computer screen par Bhumi Record ki jankari online prapt kar sakte hai.

Yah Official Website National Informatics Center (NIC) ne Bihar revenue department ke sahyog se banaya jise Bihar Land Record ka naam diya gaya hai. Bihar Revenue Department ke madhyam se nagriko ki suvidha ke liye Bhulekh map, Jamabandi copy, Khasra Khatauni copy tatha any suvidha pradan karti hai. Is Portal ke madhyam se aap “Bhumi Sudhar Vibhag” ke liye bhi upyog kiya jata hai.

Yadi aap Bihar me koi Bhumi kharidne ya bechne ja rahe hai, To yah bahut jaruri hai ki aap Bhu Naksha Bihar (Map) jarur dekhe, Jisse aap Bumi ke asli malik ki jankari prapt kar payenge. Pahle nagriko ko in sabhi jankari ke liye Patwari office ke chakar lagane padte the. Lekin Bhulekh Bihar Official Website ki shuruat se yah process aasan ho gayi hai.

Land Record Bihar – Bhulekh Portal

Bihar Revenue Department apne Land record Bihar portal par @lrc.bih.nic.in ke official website ke madhyam se nagriko ke liye bhumi se juri kai prakar ki suvidhaye uplabdh karata hai. Aap Bhulekh Bihar Portal ki jankari niche se prapt kar sakte hai.

  • Is online portal ke madhyam se Rajya ke pratyek nagrik kabhi bhi kisi bhi samay apna register mobile no. or khashra no. ki sahayata se apna Bhu naksha online dekh sakte hai.
  • Ab Rajyo ke kisano ko Land records, Khasra Khatauni jankari hetu official offices {Patwarkhano} ke chakar lagane ki aavashyakta nahi hogi.
  • Bihar Bhu Lekh Portal par sabhi Stakeholders ki jamin ka detail register kiya gaya hai. Jisse ghar baithe apna Bhu Naksha prapt kar sakte hai. Iske sath hi isse aapke samay ki bhi bachat hogi.
  • Digital India Mission ke tahat sabhi jankari online uplabdh hone hone ke baad pichle pidihiyo ke logo ke dwara kisi Jamin/Sampati par ki gayi aapati kharij ho jayegi.
Land Acquisition NotificationView Land Map OnlineBhulekh Bihar
Check your accountCheck Jamabandi copy Check land (new survey)

Check Bihar Land Record Map Online

Bhulekh Bihar portal ki sahayata se Khasra Khatauni, Online dekhne ke liye aapko niche diye gaye kuch Steps ko follow kare:-

  • Sabse pahle aapko Revenue and Land Reforms Department, ke official website par visit karna hoga.
  • http://lrc.bih.nic.in/RoR.aspx
  • Iske homepage par aapko Map me apne District Jila ka chayan karna hoga.
  • Ek naye Page par apne Block ka chayan karna hoga.
  • AB ek naya page khulega, Jaha aap kuch option ka select karna hoga. Jaise ki:-
    • View all accounts of Mauja by name
    • View all accounts of Mauza by Khesra number
    • View by account number
    • View from Khesara number
    • View by account holder name
  • Aur last me upar jaise diye gaye form ko bharkar apna Land Record chek kar sakte hai.

Check District Wise Land Record of Bihar

SaharsaClick Here
GayaClick Here
NavadaClick Here
NalandaClick Here
BhagalpurClick Here
JamuiClick Here
VaishaliClick Here
PatnaClick Here
SivanClick Here
BankaClick Here
RohtasClick Here
MuzaffarnagarClick Here

How to Check Bhu Naksha Bihar Online

Bihar Bhumi Naksha online dekhne ke liye niche diye gaye link ka upyog kare aur bataye gaye Steps ko follow kare:-

  • Sabse pahle Bhu Naksha Bihar ke official Website par visit kare.
  • http://bhunaksha.bih.nic.in/bhunaksha/#home-pane
  • Iske homepage par aapko apne District, sub district, circle aur mauja ka chayann karna hai.
  • Sahi chayan karne ke bad Aapko aona Bhu-Naksha prapt kar sakte hai.

Land Record Bihar Mobile App

Yadi aap android phone use karte hai, To aao “Bhulekh Bihar Appp” ka upyog kar sakte hai. App Download karne ke liye niche diye gaye steps ko follow karna hai:-

  • Sabse apahle aapko Google Play Store par jana hoga.
  • Ab aap search box me  ”Bhulekh Bihar”  Type karna hoga.
  • Aap vaha se is App ko download kar sakte hai.

Land Record Helpline Number

कार्यालय का पता:– प्रमुख सचिव, राजस्व और भूमि सुधार विभाग, पुराना सचिवालय, बेली रोड, (800-005) पटना

टोल-फ्री हेल्पलाइन नंबर:– 1800-345-6215

ईमेल आईडी:– revenuebihar@gmail.com

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

2 Comments

Leave a Comment