Hindi Jankari

Bihar Panchayat Chunav Voter List 2021 – Download Bihar New Panchayat Voter List List & Check Status Online

Bihar Panchayat Chunav Voter List 2021:- Yadi aap Bihar Rajya ka ek nagrik hain aur is varsh Bihar Rajya Panchayat Chunav Voter List me apna naam judvane ke liye aavedan form bhar chuke hain aur janana chahte hain ki New Voter List Bihar me aapka naam joda gya hai ya nahi to aap bilkul sahi page par hain. Kyonki aaj ke is article me Panchayat Voter List 2021 Download karne ke sath sath application status check karne ki puri jankari hindi me pradan karenge.

Aapko bata den ki Bihar Sarkar is saal Panchayat Chunav March/ April 2021 me karvane ja rahi hai. Jiske liye New Voter List jaari karne ki prakriya district wise shuru kar di gyi hai State Election Commission, Bihar ke official website http://sec.bihar.gov.in/ par. Aap is post ko ant tak padhkar Voter List Gram Panchayat Voter List Bihar 2021 me apna naam kafi aasani se check kar sakte hain.

Voter List क्या है? | Bihar Panchayat Voter List 2021

Aapki jankari ke liye bata den ki Voter List desh ke har nagrik ke liye ek important document hota hai. Aap Voter List ki madad se hone bale Lok Sabha/ Vidhan Sabha Chunav ya Panchayat Chunav me apne favorite leader ko apna matdan de sakte hain, Jiske liye sabse pahle aavedan form bharna hota hai. Iske alava kai sarkari kamo me bhi Voter List ka upyog kar sakte hain.

To jinhone bhi Bihar Panchayat Voter List 2021 me judvane ke liye aavedan kiya hai vah State Election Commission, Bihar ke official website se Panchayat Chunav Voter List me apna naam check kar sakte hain. Aur Bihar Panchayat New Voter List me naam shamil rahne par is bar hone bale Bihar Panchayat Chunav me apna Matdan kar sakte hain.

इस वर्ष EVM के जरिए पंचायत चुनाव होगा

Bihar Sarkar ne is varsh Bihar Panchayat Chunav 2021 ke liye Multi Post EVM Machine ke madhyam se Panchayat Chunav karvane ka nirnay liya hai. Yani ki varsh 2021 me Bihar Panchayat Chunav me Ward Member, Head, Panch, Sarpanch, Panchayat Samiti Member and Zilla Parishad Member (वार्ड सदस्य, मुखिया, पंच ,सरपंच ,पंचायत समिति सदस्य और जिला परिषद सदस्य) Chunav ke liye Multi Post EVM Machine ka pryog kiya jayega.

Isliye agar aap is varsh Vote dene ke liye ichhuk hai to aapka naam Bihar Panchayat New Voter List 2021 me shamil hona chahiye tabhi aap Vote de sakenge.

Post Category Bihar Panchayat Chunav Voter List 2021
Department NameState Election Commission, Bihar
Panchayat Chunav DateMarch/ April 2021
New Voter List Available
State Bihar
Official Website http://sec.bihar.gov.in/

Panchayat Chunav Voter List 2021 Download

To Bihar Sarkar ne District wise Voter List banane ki prakriya ko shuru kar diya hai, aur sabhi ka list State Election Commission, Bihar ke official website par PDF me upload kar diya gya hai. Aap ghar baithe online Panchayat Voter List 2021 me apna naam check kar sakte hain ki aapka naam is bar Voter List me hai ya nahi.

Agar aapka naam New Voter List me shamil nahi hai to apna naam jodne ke liye 19 February 2021 tak online aavedan kar sakte hain.

चलिए अब आपको बताते हैं की आप किस प्रकार बिहार पंचायत चुनाव वोटर लिस्ट 2021 में अपना नाम ऑनलाइन चेक कर सकते हैं|

बिहार पंचायत वोटर लिस्ट 2021 कैसे डाउनलोड करें?

  • State Election Commission, Bihar के अधिकारिक पोर्टल पर जाएँ|
  • http://sec.bihar.gov.in/Default.aspx
  • वेबसाइट के होम पृष्ट को निचे स्क्रॉल करें और बाएं साइड से Panchayat Voter List – 2021बाले विकल्प पर क्लिक करें|
  • आपके सामने इस प्रकार नया पेज खुलकर आ जायेगा|
  • इसमें अपना सबसे पहले अपने जिला का नाम सेलेक्ट करके प्रखंड का नाम/ पंचायत का नाम और वार्ड संख्या को चयन करके Download PDF पर क्लिक कर दें|
  • आपका पंचायत वोटर लिस्ट डाउनलोड हो जायेगा, इसमें अपना और अपने परिवार का नाम चेक कर सकते हैं|

अगर जिनका नाम पंचायत चुनाव वोटर लिस्ट में शामिल नहीं तो वह राज्य चुनाव आयोग, बिहार के अधिकारिक पोर्टल पर जाकर आवेदन कर सकते हैं|

पंचायत वोटर लिस्ट में नाम जोड़ने के लिए आवेदन कैसे करें?

  • State Election Commission, Bihar ke official website par visit karen.
  • http://sec.bihar.gov.in/Default.aspx
  • Iske home page ke right side me Online Apply For Adding Name in Panchayat Voter Listka link dikahi dega ispar click karen.
  • Ab ek new page open hoga, isme apna Mobile No. & Email ID enter karke Generate OTP par click karen.
  • Mobile No. & Email verify hone par Application Form aapke screen par open ho jayega.
  • Form ko sahi se bharen aur Submit par click kar den.
  • Form Submit karne par register Mobile No. par Application ID mil jayega, ise aap safe rakhen.
  • Is se aap application status ko check kar sakte hain.

How to Check Bihar Panchayat Chunav Voter List Application Status?

Application Status check karne ke liye niche bataye gye steps ko follow karen.

  • Ab isme apna Application ID ko enter karke Search par click kar den.
  • Aapka application status show ho jayega check kar sakte hain.

Important Link Area:-

Check Panchayat Chunav Voter List 2021 Check Here
Check Application Status Check Here

Aap is prkar Bihar Panchayat Chunav Voter List 2021 me apna naam check kar sakte hain, Jiske liye step by step jankari is post me di gyi hai.

Lekin agar aapke paas is se sambandhit koi saval hai to comment ke through hamse puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment