Contents
Bihar New Ration Card List 2020:- Hello Guys, Government of Bihar, Food and Consumer Protection Department Bihar (APL/ BPL/ AAY) New Ration Card List EPDS Bihar ke official portal www.epds.bihar.gov.in District Wise jaari kar diya gya hai. Rajya ke jo bhi Candidates New Ration Card ke liye Aavedan Form bhar chuke hain, Ve is post ke madhyam se Ration Card List me apna Naam dekh sakte hain. Sath hi Application Form Status bhi online check kar sakte hain.
Agar aap bhi Bihar Rajya ka ek Nagrik hai, Aur New Ration Card ke liye Online Aavedan kar chuke hain, To aap is page me di gayi jankari ke anusar jaari kiye gaye District Wise (APL/ BPL/ AAY) New Ration List me apna Naam aur Aavedan ki Status ki janch kar sakte hain.
Aur Bihar ke kisi bhi District ke jin Nagriko ne abhi tak New Ration Card ke liye Aavedan nahi kiya hai, Vah New Ration Card banvane ke liye online aavedan bhi kar sakte hain. Aavedan kar chuke Labharthi New List me apna Naam and Aavedan ki Status janch kar sakte hain. Jiske bare me puri jankari is article me niche di jayegi.
Bihar New Ration Card List 2020
Jaisa aap sabhi ko pata hoga ki Food and Consumer Protection Department, Govt. of Bihar ne Ration Card ke liye Online Registration prakriya pura kar li hai, Aur iske Department dwara New Ration Card List official website par jaari kar di gayi hai. Aavedan karne bale Candidates official site se District Wise Ration Card List me Naam ki janch kar sakte hain. Isliye hamne is article me Ration Card List kipuri jankari pradan ki hai. Taki sabhi Labharthi EPDS Bihar ke official portal par Bihar New Ration Card List 2020 me apna Naam aasani se check kar saken.
Update:- आप इस पेज पर बिहार न्यू राशन कार्ड लिस्ट ऑनलाइन चेक कर सकते है, बिहार राज्य के सभी निवासी जिन्होंने नए राशन कार्ड के लिए आवेदन किया है वे सभी राशन कार्ड की नई सूची जिलेवार निचे दिए गये ऑफिसियल लिंक से चेक कर सकते है|
Aapko bata den ki Public Distribution System se related sabhi activities Bihar State Food & Civil Supplies Corporation Limited aur Food and Consumer Protection Department, Govt. of Bihar ke dwara Rajya ke Nagriko ke liye Ration Card jaari kiya jata hai.
Bihar New Ration Card List 2020 – Details
Name of Scheme | Bihar New Ration Card List |
Department | Food and Consumer Protection Department |
Launched by | Government of Bihar |
Beneficiaries | Poor citizens of the state |
Major Benefit | 100 Days Work |
Check Ration Card List | Online |
Article | Bihar New Ration Card List 2020 (District Wise) |
Official Website | www.epds.bihar.gov.in ,www.sfc.bihar.gov.in www.fcp.bih.nic.in |
Objective of Bihar Ration Card 2020
Bihar Sarkar mukhya roop se apne Rajya ke Garib Nagriko ko lower price par Ration uplabdh karvane ke liye Ration Card jaari karta hai. Jinhone bhi New Ration Card banvane ke liye aavedan kiya hai, Aur ab Ration Card List me apna Naam check karna chahte hain. To vah niche diye gye direct link se Ration Card List ki janch kar sakte hain.
Aapki jankari ke liye batana chahunga ki Bihar Ration Card List har saal Rajya ke Nagrikon ke Income ke aadhar par jaari kiya jata hai, Jo ek Identity Card ke roop me karya karta hai. Isliye jinhone New Ration Card ke liye Aavedan kiya hai, Ya Aavedan karna chahte hain, Diye gye official link se online aavedan kar sakte hain. Jiski jankari niche mil jayegi.
Types of Bihar Ration Card 2020
Govt. of Bihar dwara Rajya ke Nagriko ke liye mukhya roop se Ration Card 3 Types ke jaari kiye hain, Jo nimnlikhit hai.
1. APL Ration Card:- APL Ration Card Rajya Ke Un Nagriko Ke Liye Jaari Kiya Jata Hai, Jinki Family Income 24,000 Se Adhik Hai. Is Ration Card Ka Colour Blue Hai.
2. BPL Ration Card:- BPL Ration Card Rajya ke un logo ke liye hai, Jinki Family Income 24,000 se kam hai, Is Card ka Colour Red hai.
3. AAY Ration Card:- Antyodaya Ration Card Rajye ke Garib Parivaro ke liye jaari kiya jata hai, Is Card ke madhyam se logo ko Adhik Suvidhao ka Labh prdan kiya jata hai.
4. Annapurna Ration Card:- Yah Ration Card 60 Varsh se adhik Age bale logo ke liye hai.
Benefits of Bihar Ration Card
- Ration Card ek Identity Card ke roop me kaam karta hai.
- Ration Card ke madhyam se Logo ko Low Price par Wheat, Rice, Kerosene, Sugar, etc Food Grain pradan ki jati hai.
- Voter ID, Driving License prapt karne ke liye Ration Card ki aavashyakta hoti hai.
- Ration Card ke jariye Electricity Connection bhi le sakte hain.
How To Check Bihar Ration Card New List 2020
Ichhuk Labharthi niche bataye gaye Steps ko follow karke New Ration Card List check kar sakte hain.
- Niche ke link se aap official website par visit karen.
- http://sfc.bihar.gov.in/
- Home Page se Ration Card Details bale Section par click karen.
- Click karne ke baad Screen par Rajya ke sabhi District ka List show hoga, Aap apni District ko Select karen.
- Ab Tehsils ka Naam Screen par show hoga, Aap apni Tehsils ka Naam Select karen.
- Ab Ration Card List show ho jayega, Aap apne family ke main head ka Naam check kar (RC) par click karen.
- Last me Ration Card se related saari details show ho jayega, Aap check kar sakte hain.
How to Download Bihar Ration Card and Check Ration Card No.?
Bihar New Ration Card download karne ke liye niche bataye gaye steps ko follow karen.
- EPDS Bihar ke official site par sabse pahle visit karen.
- http://epds.bihar.gov.in/
- Website ke home page ke Left Side se RCMS Report link par click karen.
- Is prakar ka page open hoga, Aap drop down se apni District ko select karen.
- Ab aap Urban or Rural (शहरी या ग्रामीण) area ko select karen.
- Phir apne City / Block ko select karen.
- Ab aapke Panchayat ka List show ho jayega, Aap apni Panchayat ko select karen.
- Iske baad apni Villege aur FPS (Fair Price Shop) select karen.
- Ab sabhi Labharthi ka List show hoga, Aap apna Naam Check karen.
- Naam ke samne Ration Card No. par click karke Ration Card Details check kar sakte hain, Download kar Print bhi kar sakte hain.
Bihar Ration Card Application Process
Aap niche diye gye link ko follow karke Ration Card ke liye online Aavedan kar sakte hain.
Apply Online Link:- http://sfc.bihar.gov.in/login.htm
Important Link:-
Download Bihar Ration Card | Click Here |
Check Bihar Ration Card List 2020 | Click Here |
Check Status | Click Here |
Official Website | Visit Here |
District Wise Bihar New Ration Card List 2020
Si. No. | Districts | PHH | AAY | Total Beneficiary |
1. | Arwal | 80721 | 17576 | 98297 |
2. | Aurangabad | 262454 | 54583 | 317037 |
3. | Araria | 497037 | 74327 | 571364 |
4. | Begusarai | 457293 | 72638 | 529931 |
5. | Bhagalpur | 440249 | 54774 | 495023 |
6. | Banka | 320309 | 34121 | 354430 |
7. | Bhojpur | 304519 | 65788 | 370307 |
8. | Buxar | 151177 | 30483 | 181660 |
9. | Darbhanga | 739526 | 92519 | 832045 |
10. | Gaya | 452632 | 87788 | 540420 |
11. | Gopalganj | 253523 | 62209 | 315732 |
12. | Jamui | 226549 | 48585 | 275134 |
13. | Jehanabad | 122057 | 23864 | 145921 |
14. | Katihar | 518766 | 53413 | 572179 |
15. | Khagaria | 288949 | 47382 | 336331 |
16. | Kishanganj | 253747 | 65365 | 319112 |
17. | Kaimur | 135820 | 42739 | 178559 |
18. | Lakshisarai | 115097 | 16012 | 131109 |
19. | Madhepura | 326395 | 40221 | 366616 |
20. | Madhubani | 663040 | 153849 | 816889 |
21. | Munger | 176779 | 39153 | 215932 |
22. | Muzaffarpur | 696593 | 140466 | 837059 |
23. | Nalanda | 355557 | 85804 | 441361 |
24. | Nawada | 247399 | 45410 | 292809 |
25. | Patna | 779867 | 120704 | 900571 |
26. | Purnia | 542434 | 63044 | 605478 |
27. | Pashchim Champaran | 572721 | 115853 | 688574 |
28. | Purab Champaran | 718030 | 141478 | 859508 |
29. | Rohtas | 292439 | 52026 | 344465 |
30. | Saharsa | 301815 | 39090 | 340905 |
31. | Samastipur | 657621 | 106222 | 763843 |
32. | Saran | 398697 | 100312 | 499009 |
33. | Shekikhpura | 68459 | 11129 | 79588 |
34. | Sheohar | 127882 | 13410 | 141292 |
35. | Sitamarhi | 598807 | 75674 | 674481 |
36. | Siwan | 376310 | 53745 | 430055 |
37. | Supaul | 380404 | 52751 | 433155 |
38. | Vaishali | 489344 | 84805 | 574149 |
39. | Total | 14391018 | 2479312 | 16870330 |