Bihar Result Scholarship

Bihar Scholarship Result 2021: Check Megha Chhatravriti List Here, @mhrd.gov.in

Bihar Scholarship Result 2021:- Hello Friends, Bihar Scholarship Result 2021 and Bihar Megha Chhatravriti List ab download kiya ja sakta hai. National Means Cum Merit Scholarship (NMMS) 24th January 2021 ko aayojit Written Exams me upsthit hone bale students “Bihar Scholarship Result 2021” dekh sakte hain. Is post me Bihar Scholarship Result and Megha Chhatravriti List se related sari information diya ja raha hai, check karen.

New Update:- Bihar Scholarship Result & Megha Chhatravrit List Upcoming Dino Me Bahut Jald Release Kiye Jyenge, Aap Is Download Karne Ke Liye Niche Section Me Diye Gye Quick Link Ka Upyog Kar Sakte Hain.

Is article me NMMS Result Bihar State Scholarship download karne ke liye official link ke sath kuchh mahatvapurn tips bhi share kiya gya hai, Jo niche se check kiya ja sakta hai.

Bihar Megha Scholarship Result 2021

Bata den ki State Govt. dwara har saal Rajya ke students ko Scholarship pradan karne ke liye National Means Cum Merit Scholarship Exam (NMMS) aayojit ki jati hai. Is Exam me lakho ki sankhya me students bhag lete hain. Aur jo students is Exam ko Pass karte hain un sabhi ko per year Rs. 6,000 Rupaye ki Scholarship pradan ki jati hai. To yadi aap bhi Bihar Scholarship ka labh uthane ke liye is Exam me shamil the to jald hi apna Result official website https://www.education.gov.in/ par dekh sakte hain.

Bihar Scholarship Result 2021 Overview

Organization Ministry of Human Resource & Development (Govt. of India)
Scholarship NameNational Means Cum Merit Scholarship Exam (NMMS)
Date of Exam 24 January 2021
Scholarship Result Release Soon
Article Results
Scholarship Amount Rs. 6,000/-
Official websitehttps://www.education.gov.in/

Objective of Bihar Mega Scholarship 2021

To Bihar Megha Scholarship ka mukhya udeshya State ke un sabhi students ko Scholarship pradan karna hai jinki aartik sthiti kamjor hai, Taki vah apne apni padhai puri kar saken. Har saal Scholarship ke roop me di jane bali 6,000 rupaye ki Scholarship amount direct students ke bank account me transfer ki jati hai.

Bihar Scholarship Result 2021

Jinhone bhi Bihar Scholarship 2021 ka labh uthane ke liye Exams diya hai aur Result ka intejar kar rahe hain to jald hi apna Result dekh sakenge. Bihar Scholarship Result kaise check sakte hain to aapki suvidha ke liye niche step by step tarika bataya gya hai, Jise follow karke Result & Merit List check kar sakte hain kafi aasaani se.

How to Check Bihar Scholarship Result 2021?

  • State Council of Educational Research and Training, Bihar ke official website par sabse pahle visit karen.
  • Website ke home page par diye gye Result link check karen aur us link par click karen.
  • Click karne par ek new window open ho jayega.
  • Apna registration no. & roll no. etc. details enter karke Submit button par click kar den.
  • Bihar Scholarship Result screen par show ho jayega.
  • Is prakar apna Result online dekh sakte hain.

Bihar Scholarship Merit List 2021

Bihar Scholarship Merit List Result declaration ke baad jaari kiya jayega, Qualify candidates jo Merit List me shamil honge un sabhi ko Scholarship pradan ki jayegi. Aur ha, Exam Merit Lit Class 8th to 12th Class tak jaari kiye jayenge. Ummid hai ki iske authority dwara Bihar Scholarship Result & Merit List jald hi jaari kiya jayega. Bihar Megha Chatravriti Result check karne ke liye niche diye gye link par click karen.

Quick Link

Click to Check Bihar Scholarship Result 2021 – (Link active soon)

Official Website – https://www.education.gov.in/

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment