BPL Ration Card New List 2022 Check Online:- Hello Friends, Food and Civil Supplies Department ne BPL New Ration Card List apne official website par online jaari kar diya hai, Yadi aap BPL Ration Card New List check karne ke liye shoch rahe hain to aapke liye yah article kafi upyogi hone ja raha hai. Kyonki is page me aapko BPL New List 2022 online check karne ke liye State Wise Official Link ke sath iske liye kuchh aasan method bhi yaha par provide karaya gya hai.
Aapko pata ha ki Desh me ho rahe Janganana me Logo ki Income aur Parivar ki sthiti ke aadhar par List taiyar kiya jata hai. To vah Applicants jinhone New Ration Card ke liye aavedan kiye hain ve iske official website ke madhyam se New BPL List 2022 me apna Naam online dekh sakte hain.
New BPL List 2022 Check Online
Bata den ki yah Ration Card Kendra Sarkar aur Food and Civil Supplies Department ke madhyam se jaari kiye gye BPL List me Labharthi ka Selection jo apni Jivan ko Garibi Rekha se niche chalane bale Parivaro ke aadhar par kiya jata hai. Aur Desh ke jo Nagrik Garibi Rekha se niche aate hain unhe BPL List me Rakha jata hai, Lekin jo Garibi Rekha se upar hain unhe APL List me select kiya jata hai.
Jo bhi Labharthi New BPL Ration Card List 2022 me apna Naam dekhna chahte hain to Food and Civil Supplies Department ke official site par jakar online dekh sakte hain, Jiska direct link State Wise is page me niche provide karaya gya hai.
Yadi check karne ke baad jin Labharthi ka Naam BPL Ration Card List 2022 me aata hai to vah Various Government Scheme ka Labh aasani purvak utha sakte hain. Aur sath hi BPL Card Dharak PM Ujjwala Yojna, PM Sahaj Bijli Har Ghar Yojna ya other kisi bhi Social Welfare Schemes ka Labh uthane me eligible honge.
BPL Ration Card New List 2022 – Overview
Article Category | BPL Ration Card List |
BPL List Chek Karne Ki Process | Online |
Benefit | View Ration Card in Online Mode |
Objective | Check Ration Card List |
Official Website | mnregaweb2.nic.in/ |
Benefit of BPL New Ration Card List
- Sabse pahle Aavedak Food and Civil Supplies Department dwara jaari kiye gye BPL List ki janch karen.
- Jika Naam is BPL List me aayega unhe kai saare Government Scheme ka Labh Pradan kiya jayega.
- Desh ke Garibi Rekha se niche aane bale Log apne Ghar baithe BPL List me apna Naam online check kar sakte hain.
- Garibi Rekha se niche aane bale Labharthi ko sabhi Sarkari Karya me sahayata milegi, Aur sath hi Rojgar bhi mil payega.
- Aur Jinka Naam BPL List me aayega ve Uchit Mulya par PDS Store se Ration prapt kar sakte hain.
- Yadi jinka Naam jaari kiye gye BPL List me nahi aata hai to phir se Ration Card ke liye aavedan kar sakte hain.
How To Download New BPL List 2022 PDF Online?
Jo bhi Nagrik New Ration Card liye aavedan kye hain ve iske official site se BPL Ration Card New List 2020 ko online check kar sakte hain, Jiske liye hamne yaha par step by step tarika batlaya hai. Lekin vah BPL New List me apna naam 2 prakar se dekh sakte hain.
MGNREGA योजना के तहत शामिल किये गए नाम के आधार पर
Mahatma Gandhi National Rural Employment Guarantee Act ke madhyam se shamil kiye gye Naam ke aadhar par BPL List me apna naam dekh sakte hain, Iske official website se.
- Aap MGNREGA ke official website par niche diye gye link se visit karen.
- Iske home page par puchhi gyi sabhi Jankari ko enter karen.
- Isme aapko District, State, Block, Panchayat ko Select karke Submit par click karna hai.
- Iske baad Naam Gender, Age, Category, Father’s Name, Total Members, Deprivation Code anya Details ke sath BPL List Screen par niche show ho jayega.
- Aap is List me apna Name check kar sakte hain, Chahe to iska Print bhi nikal sakte hain.
Official Website:- Go Here
Mobile App के माध्यम से BPL List में नाम कैसे देंखे?
- Iske liye aap apne Phone ke Google Play Store me jayen.
- Aap Search me BPL Ration Card Type karke Search karen.
- Aapke Screen par Mobile Application show ho jayega.
- Ise Install karke apne Phone me open karen.
- Ab aap apni saari jankari ko enter karke search karen.
- Aapke screen par District, Area ke anusar BPL Ration Card List open ho jayega.
BPL Ration Card List 2022 State Wise Download
S. No. | State’s Name | Download BPL List |
1. | Andhra Pradesh | CLICK HERE |
2. | Arunachal Pradesh | CLICK HERE |
3. | Assam | CLICK HERE |
4. | Bihar | CLICK HERE |
5. | Chhattisgarh | CLICK HERE |
6. | Goa | CLICK HERE |
7. | Gujarat | CLICK HERE |
8. | Haryana | CLICK HERE |
9. | Himachal Pradesh | CLICK HERE |
10. | Jammu and Kashmir | CLICK HERE |
11. | Jharkhand | CLICK HERE |
12. | Karnataka | CLICK HERE |
13. | Kerala | CLICK HERE |
14. | Madhya Pradesh | CLICK HERE |
15. | Maharashtra | CLICK HERE |
16. | Manipur | CLICK HERE |
17. | Meghalaya | CLICK HERE |
18. | Mizoram | CLICK HERE |
19. | Nagaland | CLICK HERE |
20. | Odisha | CLICK HERE |
21. | Punjab | CLICK HERE |
22. | Rajasthan | CLICK HERE |
23. | Sikkim | CLICK HERE |
24. | Tamil Nadu | CLICK HERE |
25. | Tripura | CLICK HERE |
26. | Uttarakhand | CLICK HERE |
27. | Uttar Pradesh | CLICK HERE |
28. | West Bengal | CLICK HERE |
29. | Union Territories BPL List | CLICK HERE |
30. | Andaman & Nicobar Islands | CLICK HERE |
31. | Chandigarh | CLICK HERE |
32. | Dadra & Nagar Haveli | CLICK HERE |
33. | Daman & Diu | CLICK HERE |
34. | National Capital Territory of Delhi | CLICK HERE |
35. | Lakshadweep | CLICK HERE |
36. | Puducherry | CLICK HERE |
Important Details:-
Desh ke partyek State Government dwara Rajya me Garibi Rekha se niche Jivan Yapan karne bale Nagriko ke liye BPL Raton Card jaari kiya jata hai. Jo ki pahle BPL List me apna Naam check karne ke liye Sarkari Department Office me jana padta tha, Lekin ab Labharthi apne ghar baithe apna Naam BPL List me online check kar sakte hain.