Admit Card CGBSE

CGBSE 10th And 12th Admit Card 2021 – Download Hall Ticket [cgbse.nic.in]

Chhattisgarh Board
Written by A to Z Classes

CGBSE 10th And 12th Admit Card 2021: Hello Friends, Yadi aap Chhattisgarh Board of Secondary Education (छत्तीसगढ़ माध्यमिक शिक्षा मण्डल) ke class 10th aur 12th admit card 2020 download karna chahte hain to ise download karne ka tarika aap sabhi ko niche bataya gya hai. Aapko bata den ki CGBSE 10th And 12th Admit Card February 2020 me jari hone ki sambhavna hai aur ise Chattisgarh Board of Secondary Education (CGBSE) apne official site par jaari karega. Aapko bata den ki aap sabhi ko CGBSE 10th And 12th Admit Card download karne ka direct link is page par diya jayega. Admit card download karne ke liye Roll number, name aur father name ki jarurat hogi. Admit card download karne ka step by step tarika aap sabhi ke saath niche share kiya gya hai.

Aapka pata hoga ki Board exam me upasthit hone ke liye admit card sabse jaruri chij hai aur bina iske exam hall me entry tak nahi di jayegi. Is par aapki saari details jaise Exam Time, Exam Shift, Subjects, Subjects Code, Etc mention hogi.

CGBSE Admit Card 2021- 10th And 12th

Aapko bata den ki pichhle saal Chattisgarh board ne apna admit card 28 February ko jaari kiya tha aur is baar iska admit card thoda jaldi aane bala hai. To jaise hi iska admit card online jaari kiya jata hai aap ise apne form number, name aur date of birth ke jariye download kar sakte hain. Niche Chattisgarh board admit card class 10th aur 12th ke liye direct download link di ja rahi hai.

Board NameChhatisgarh Board Of Secondary Education, Raipur
Admit Card StatusComing Soon
Admit Card Kab AayegaFebruary 2020
Exam Date02 Mar 2020 to 31 Mar 2020 (12th) 
03 Mar 2020 to 26 Mar 2020 (10th)
Organization Websitewww.cgbse.nic.in

How to Download CGBSE Admit Card 2021?

  • Sabse pahle Chhatisgarh board ke official site par visit karen.
  • Ab yaha par exam bale section me Class 10th 12th Admit Card 2021 ke link par click karen.
  • Uske baad yaha par aapko registration number aur date of birth bharna hai.
  • Uske baad download admit card par click karen.
  • Aur is prakar aap mp board ke official site se apna 10th ka admit card download kar sakte hain.
DOWNLOAD ADMIT CARDCLICK HERE
OFFICIAL SITEGO HERE

CGBSE 10th Admit Card 2021

Aapko bata den ki Class 10 exam me bhag lene ke liye CGBSE 10th Admit Card 2020 download karna bahut jaruri hai aur ise aap Chhattisgarh board ke official site se download kar sakte hain. Class 10 ke student apna admit card February me download kar payenge aur iske liye unhe Registration number aur date of birth ki aavshyakta hogi. Aapko pata hoga ki bina admit card aap exam nahi de payenge to iske liye jaruri hai ki aap apna admit card samay rahte online download kar len. Admit card download karne ke baad sabhi students ko apna details jarur check kar lena chahiye taki koi bhi error rah jaane par usme ve sudhar kar saken apne school authorities se contact karke.

CGBSE 12th Admit Card 2021

Isi tarah aap CGBSE 12th Admit Card 2021 bhi download kar sakte hain upar bataye gaye tarike ke anusar. Iske class 12th ka admit card bhi online official site par jaari kiya jayega. Aur ise aap February 2020 se download kar sakte hain.

CGBSE 10th & 12th Admit Card 2021 Info

  • Name of the Board
  • Name of the Examination
  • Father’s Name
  • Mother’s Name
  • Roll Number
  • Registration Number
  • Photograph of the Candidate
  • Schedule of the Examination
  • Name of the Examination
  • School Code
  • School Name

About CGBSE

छत्तीसगढ़ राज्य के गठन के बाद छत्तीसगढ़ शासन विद्यालय शिक्षा विभाग की अधिसूचना क्रमांक एफ 10-5-/13/2001 रायपुर 20-7-2001के द्वारा छत्तीसगढ़ माध्यमिक शिक्षा मण्डल का गठन किया गया ।

मण्डल का मुख्यालय प्रदेश की राजधानी रायपुर में है चार संभागीय कार्यालय बिलासपुर, सरगुजा, जगदलपुर, राजनांदगॉव में स्थापित है, संभागीय कार्यालय सरगुजा का कार्यक्षेत्र सरगुजा, कोरिया, बलरामपुर, सूरजपूर एवं जशपुर, बिलासपुर संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र बिलासपुर, जांजगीर, कोरबा, रायगढ़ एवं मुंगेली, जगदलपुर संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र जगदलपुर, दंतेवाडा, बीजापुर, नारायणपुर, सुकमा, कोण्डांगॉव एवं कांकेर तथा राजनांदगॉव संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र बालोद, बेमेतरा, दुर्ग, कवर्धा एवं राजनांदगॉव जिले में निर्धारित किये गये हैं। मण्डल ने वर्ष 2002 से स्वतंत्र रूप से अपनी परीक्षाएं आयोजित की है, मण्डल द्वारा निम्नानुसार परीक्षाएं संचालित की जा रही है …

  •    हाईस्कूल (नियमित /स्वाध्यायी / व्यावसायिक)
  •    हायर सेकेण्डरी (नियमित / स्वाध्यायी)
  •    हायर सेकेण्डरी व्यावसायिक (नियमित / स्वाध्यायी)
  •   डिप्लोमा इन एजुकेशन (नियमित / पत्राचार) द्विवर्षीय पाठ्यक्रम (हायर सेकेण्डरी उत्तीर्ण करने के पश्चात)
  •    डिप्लोमा इन फिजिकल एजुकेशन (नियमित / पत्राचार) द्विवर्षीय पाठ्यक्रम (हायर सेकेण्डरी उत्तीर्ण करने के पश्चात)

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment