Contents
Chhattisgarh Class 10th Result 2021:- Hello Friends, Yadi aap Chhattisgarh Board se 10th ka Exam diye hain aur apne Result ki janch karna chahte hain to aapke liye yah article kafi upyogi sabit hone ja raha hai. Kyonki is post me aap sabhi ko Chattisgarh Board of Secondary Education (CGBSE) Board Result 2021 se sambandhit sabhi jankari pradan karaya ja raha hai. Aur CGBSE ke official website ka link bhi provide karya jayega jise aap apna Result online check kar payenge.
Jo bhi Students Chhattisgarh Board dwara liye gye Class 10th Examination 2021 me upshthit huye hain aur apne Result ki janch karne ke liye wati kar rahe hain. To un sabhi ko bata den ki (CGBSE) Chhattisgarh Board of Secondary Education ke authority ne Matric Exam Result June 2021 Month me apne official portal par ghosna karne ja raha hai. Jise online check karne ke liye is page me niche direct link shre kiya gya hai.
Update:- CGBSE Board Matric Class 10th Result 2021 Apne Official Website Par May Last Week Ya June 2021 Ke 1st Week Me Declare Karne Ja Raha Hai, Exam Me Upshthit Hone Bale Sabhi Students Apna Result Iske Official Site Se Online Download Kar Payenge.
Chattisgarh Board Class 10th Result 2021
Aap sabhi jante honge ki Chhattisgarh Board ne Matric Class 10th ka Exam March mahine me aayojit ki gyi thi, Jisme lakho ki sankhya me Students bhag liye the, Jo ab apne Result ki janch karne ke liye kafi uthsahit hain. Isliye is post ke madhyam se Exam me shamil hone bale sabhi Candidates ko suchit kiya ja raha hai ki ab aap bahut jald apne Result ki janch kar payenge.
Kyonki Chattisgarh Board (CGBSE) ne Class 10th Exam ka Result pichhle saal May Mahine me hi apne official site www.cgbse.nic.in par declare kiya tha, Iske anusar is baar bhi Matric ka Result iske authority dwara official web portal par isi month ke last week me ya June ke 1st me jaari karne ki sambhavan hai. Jiske liye hamne is page me CGBSE Board ke official site ka link uplabdh karaya hai taki aap Result officialy publish hone ke baad aasani purvak is page se online janch kar saken.
Aur Chhattisgarh Board Matric Result online check karne ke liye partyek Students ko School dwara diye gye Admit Card me Roll Number aur Roll Code ke sath taiyar hone ki aavshyakta hai.
CGBSE Board Matric Result 2021– Overview
Name of The Board | Chhattisgarh Board of Secondary Education (CGBSE) |
Name of The Exam | Class 10th Board Exam |
Exams Dates | 1st March to 23 March 2021 |
Exam Declaration Result Date | May / June 2021 (Expected) |
Check Result | Online Mode |
Article Category | CGBSE Class 10th Matric Result 2021 |
Status | Notify Soon |
Official Website | www.cgbse.nic.in |
CGBSE Board Class 10th Result 2021
Aapko bata den ki CG Board jab bhi Class 10th Matric ke Exam ka aayojna karta hai to Examination ke 1 ya 2 mahine baad iske authority dwara Result ki ghosna ki jati hai. Kyonki isi bich sabhi Students ke Answer Sheets ko Mulyankan ki process ko pura kiya jata hai, Aur sabhi prakriy ko pura karne ke baad Result official portal par publish ki jati hai.
Students CG Board Result ki Dates par bichar karne ke liye pichhle saal ke CGBSE Result Date par jankari le sakte hain, Jisse aapko Matric Result 2021 ki ghosna ke bare me tentative anuman mil sakta hai. Lekin aise to pichhle saal ko dekhte huye ummid lagaya ja raha hai ki Chattisgarh Board 10th Result 2021 May ke baad hi ghosit ki jayegi. Yadi aap iske bare me aur bhi Latest Update prapt karna chahte hain to is page par Regular visit kar sakte hain, Aapko sabhi Latest Information aur iske confrm dates ki jankari pradan kiya jayega.
How To Check Chattisgarh 10th Result 2021 Online?
Aap sabhi ko Chhattisgarh Board of Secondary Education Class 10th Result 2021 check karne ke liye yaha par step by step tarika batlaya gya hai, Aap CGBSE ke official website par jaari karne ke baad bataye gye tarike ko follow karke apna Result online check kar sakte hain.
- Aap CGBSE ke official website par diye gye link se visit karen.
- Iske home page se“Students Corner” par click karen.
- Ab aapko Exam Result bale option par click karna hai.
- Iske baad aapke samne “HS Examination Result 2021” and “Higher Secondary Examination Results 2020” ka option show ho jayega.
- Yaha par aapko Higher Secondary Examination Result 2021bale option par click karna hai.
- Click karne ke baad “Main Examination” bale tab par click karen.
- Ab apna Roll No., Roll Code aur Captcha Code ko enter karke submit par click kar den.
- Result aapke screen par show jise download karke ek print out nikal len.
Official Website | www.cgbse.nic.in |
Check Details in Chattisgarh Board Result 2021
- Students Name
- Roll number
- Father’s name
- Board Name
- Class name
- Registration number
- Name of school
- School code
- Subject names
- Code of topics
- Total marks
- Result Status – (Pass / Fail)
CGBSE 10th result 2021– Improvement, Supplementary, Compartment Examination
Jo Students ka CGBSE 10th Result 2021 me kis bhi Subjects me Marks kam hai ya us Subjects me asafal hain unhe CG Board pure varsh ki wait kiye bina apne Score me sudhar karne ke liye ek mauka pradan karega, jo Improvement, Supplementary, Compartment Examination ke madhyam se liya jayega. Is Exam ka aayojan Board dwara kuchh Subjects me fail Students ke liye ki jayegi.
Jiske liye Chattisgarh Board Result ki ghosna karne ke kuchh din baad aavean form jaari karega, Agar jo Students ko aise lagta hai ki Marks kam hai to iske liye aavedan form bhar sakte hain.